Randeep ashi Chhat per wait kar raha Hota Hai..... Aashi kitchen Mein jakar Do cup coffee banati hai aur coffee Lekar Chhat per Jaati Hai.... Ashi Randeep ko dekh Leti Hai Dheere Dheere Chalte hue..... Randeep ke pass jakar baith jaati hai aur Randeep ko coffee Deti Hai.... Randeep thank you ... Ashi ku h nhi bolti hai... Dono apni coffee pi rhe hote hai .. Chhat or bahut Shanti hoti hai... Randeep apni Chuppi Tota hai aur Aashi ko puchta hai kya baat karni thi Tumhen Mujhse.... Ashi tum mujhe sach me pyar krta ho... Randeep ha ashi I love you please mujhe ek chance de doga me tume kbhi naraj nhi kroga... Ashi tum mere liye kya kr sakte ho... Randeep kuch bhi apni jann bhi de sakhta hu tum bol ko to dekho... Ashi jann nhi deni ha sameer naina ko ghar le kr jana hai ns ye kr do me tume ek chance de dogi.... Randeep ye to me bhi such kr aaya tha ki ab sameer ko ghar le chlao lekin wo manta hi nhi tha.... Ashi to phir kya plan hai donon ko ghar le Jane ka... Randeep me mummy papa ka yha bola lo or arav or suman se mila de.... Ashi ha ye kr sakhte hai... Randeep to phir me kal hi dono ko yha bol wa leta hu... Ashi thik hai phir suba bat krte hai.... Ashi Jane lgyi hai.. Randeep ashi ka hath pakad leta hai ... Ashi randeep ki or dekhti hai... Randeep ashi kya bhi mujhe maf nhi krogi... Ashi tum ne mujhe Sorry bola jo me tume maf kro... Randeep ke facs pr smile aa jati hai... Randeep I am sorry mene jo bhi tumare sath kiya mujhe maf kr do mene dubara aisa krne ka sochuga bhi nhi... Ashi dubara such ke to dekhogo tumari Aankhen na noch lo.. Aashi Aage Badhkar randeep ko hug kar Leti Hai ... Randeep bhi ashinko back hug kar leta hai aur ....
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
donon Ki Aankhon Se Aansu Baithe rahte hain.... Randeep Ashi please chup ho jao .... Aashi Khud to RO rahe ho aur Mujhe bol rahe ho chup ho jao .... donon Ek dusre ke aakho ke Aansu saaf Karte Hain.... Ashi ab me jao sone nid aa rhi hai... Randeep ha jao me bhi thodi der me aata hu... Ashi apne kamre me ja kr so jati hai... Randeep thank you Bhagwan Meri Aashi ko mere pass Wapas dene ke liye thank you thank you thank you thanks so much or hasne lgta hai... Next morning.... Sameer Naina Aarav suman Sab Ek Sath baithkar breakfast kar rahe Hote Hain... Sameer naina randeep ka mood kaisa hoga.... Naina are mujhe to lg rha hai ashi ka mood kaisa hoga... Sameer jb dono aayege to pta chal jayega... Randeep aur Aashi Apne Kamre se bahar Aate Hain aur ek dusre ko dekh kar smile Karte Hain.... Sameer aur Naina Shock Ho Jaate Hain Unka face smile wala dekh kar.... Sameer Naina Mujhe Jara chhutti Kat na yah Sach Hai.... Naina Sameer ko chhutti karti hai... Sameer aakash Itni zor se kaatne Ko Nahin bola tha... Naina chalo unke pass Jaate Hain... Sameer ha chalo... Sameer aur Naina Randeep Ashi ke pass Jaate Hain....