part 5

224 16 4
                                    

Anam:han tum to hamesha se aise ho buddhi rooh chalo kam karlete hain

Zoha:yrr tum kuch bhi bol deti ho socha to karo

Anam:iss me sochna kya jo hai so hai Acha khair km krlete hain

Or wo phir se points likhna continue krte hain or hasan maaz ko gusse se dekh rha hota h

Anam dil me sochti h me maloom kar k rahungi k in k beech kuch h k nahi
Break time me zoha maaz ka haath tham kar maaz ko rok leti hai

Zoha: maaz kya huwa h tm itne khamosh ho or mujh se to uss din k bad baat bhi nahi ki

Maaz:(nazre dusri taraf krte huwe) nahi aisa nahi h

Zoha:maaz tm meri taraf dekh kar bat kro tum mjh se haqeeqat chupa nahi sakte meri koi baat buri lagi hai na

Maaz: tm mujhe un larko me se samjhti ho jo me nahi hun me to sirf tum se dosti karne aya tha uss din bhi lekin tum ne itna ajeeb behave kiya mere sath

Zoha: (haath barhate huwe) nahi me jan chuki hun tum aise nahi ho iss liye me bhi tum se dosti karna chahti hun

Maaz:(haath milate huwe) thk hai or smile karta hai
Phir dono sath lunch karne jate hain anam dono ko chup kar dekh rhi hoti

Maaz:(haath milate huwe) thk hai or smile karta hai Phir dono sath lunch karne jate hain anam dono ko chup kar dekh rhi hoti

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Anam: (apne ap ko bolte huwe) oh! Ye kya chal rha h love shuv

Or ye bolte huwe class me chali jati h wo dono bahar bethe lunch kar rahe hote hain

Zoha:(maaz se) tmhari family me kn kn hai

Maaz:yaar me , mera bhai h saad or ammi abbu tmhari family me kn kn hai ( zoha se puchte huwe)

Zoha: me, meri behn noor or ammi abbu

Maaz:tum ne apne shoq se ye subject liya hai ya parents ki marzi se (zoha se puchte huwe)

Zoha: me ne to apni marzi se liya h .tm btao tmhara nhi lagta tum ne apni marzi se liya ho(maaz se puchte huwe)

Maaz : mujhe to doctor banna tha bass qismat yahan le ai shayad tum se milane k liye

Zoha:doctor ban k kya karte?

Maaz:anam k dimagh ka elaaj kahin bhi kuch bhi bolti hai

Zoha: hahahah....waise bat sahi ki

Maaz:hahahah...

Or phir dono class me chale jate hain anam in dono ko ajeeb nazro se dekh k muskura rahi hoti hai

Maaz: hum ko aise tukur tukur kyu dekh rahi ho ab kya chal raha hai shaitani dimagh me

Zoha: hahahaha.... haan bolo bolo anam

Anam: (zoha ko mukhatib krte huwe)tumhe boht hasi a rahi hai maaz ki baaton pe .chal kya raha hai bhai

Zoha: kyu na hasun dost hai mera

Anam :dost hahaha..... ye kab huwa

Zoha: bass abhi kuch dair pehle

Anam:ye dosti nahi kuch or hai

Maaz or zoha aik sath bole:kya hai ye

Anam : muhabbat....

Maaz: beta anam kon si ghissi piti novel parhi hai tum ne

Zoha: yarr tum to kuch bhi bolti ho

anam: maaz me ne jo novel parhi hai uss ka naam hai zoha or maaz ki kahani

Ye to sirf shurwat hai tujhe ehsaas hoga
Tera dil bhi dharke ga or tjhe pyaar hoga

Dont forget to vote, comment and follow

muhabbat ka safar (Completed)Where stories live. Discover now