part 7

216 15 10
                                    

Maaz:zoha tum thek ho na ?

Zoha:(darte huwe)han me thek hun

Maaz: (zoha ka haath thamte huwe) daro mat me hun tumhare sath

Zoha: thank u maaz

Maaz: shukriya ki koi bat nahi

Zoha:tumhe anam pe itna gussa nahi karna chahye tha

Maaz:tumhare sath koi aisa kare mujhe bilkul bardasht nahi

Zoha: acha bass chor do usse

Maaz:kyu chor dun aj tumhe kuch hojata to

Zoha:huwa to nhi na

Anam bhaagti huwi ai

Anam :im so sorry yrr mera wo maqsad nahi tha bass me tumhara dar khatam karana chahti thi

Maaz:to tum mujhe bolti me usse le kar ane ki try karta iss tarah dhaka dena thek nahi

Anam:acha na sorry ab le kar a jao

Zoha:me nhi jaungi pani dekh kar lagta hai doob jaungi mujhe itna jaldi nahi marna

Maaz:(zoha ka haath thaamte huwe) jab tak me tumhare sath hun kuch nahi hone dunga tumhe chalo

Zoha:thek

Anam(man hi man me) mashooqa ko ashiq hi mana sakta hai or halki si smile di

Zoha:anam tumhe kuch kehna hai

Anam: array nahi nahi

Maaz zoha ka haath tham kar pool ki taraf le jata hai or usse pool me utarne lagta hai to wo mana karne lagti hai

Zoha:nahi nahi me doob jaungi mujhe kaun bachaega?

Anam (zoha ka haath kheechte huwe)

Zoha:mummy! mummy! Bachao

Anam ne uss ka paun pakar liya

Anam:behn chal le ab to paun bhi pakar liya

Zoha:(anam k haath par zorr zorr se marte huwe) hat paray hat

Anam: maaz bhai tum hi kuch karo ye to jungli billi maar rahi hai

Maaz: pehle me hi kar raha tha tm beech me a gai

Zoha:maaz nahi...

Maaz:array me hun dubne nahi dunga
Or uss ka haath tham kar pool me le ata hai

Anam:(man hi man me) hum kuch na kar sake ye le aya ab bole ye pyaar nahi

Zoha phr pool me comfortable hojati hai ab uss ka dar khatam hojata hai

Iss hi tarah sham hogai or wo log ghar ane k liye bus me sawar huwe maaz or zoha sath bethe the

Maaz: zoha kya tumhara number mil sakta hai ab to hum dost hain na

Zoha:han thk hai or apna number de deti hai

Or wo phir seat par sir rakh kar aankhain band kar leti hai or usse neend a jati hai neend me uss ka sir maaz k kaandhe par a jata hai .maaz foran se aankhain khol kar zoha ko dekhta hai or uss k chehre pe aik muskurahat a jati hai

               ******************Tere kaandhe par sir rakh kar kho gaye humJo the ab wo na rahe hum                    ***********Dont forget to vote, comment and follow thanks

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

******************
Tere kaandhe par sir rakh kar kho gaye hum
Jo the ab wo na rahe hum
***********
Dont forget to vote, comment and follow thanks

muhabbat ka safar (Completed)Where stories live. Discover now