Mangni k 2 din bad hi zoha k nikkah ka din mansoob huwa hota hai
Zoha k chehre pe uss din bhi koi khushi nahi hoti sab ko lagta hai k shayad ghar chorne ka dukh hai lekin uss k abbu sb samjh chuke hote hain
Akhir kar wo waqt a hi jata hai jab zoha ka nikkah hone wala hota hai jab zoha stage pe ati hai to dulha sehre me betha hota hai zoha bht ghabrai huwi hoti hai wo apne maa baap ki izzat k liye khud ki qurbani de rahi hoti hai
Molvi sahab: zoha kya ap ko ye nikkah maaz k sath qubool hai
Zoha: kya?
Molvi sahab: kya ap ko ye nikkah maaz k sath qubool hai
Maaz:foran se sehra hata kar apna chehra dikhata hai
Zoha: tum yahan kya kar rahe ho or sahil kahan hai
Zoha k abbu :qubool kar lijiye (muskurate huwe)
Zoha:qubool kar leti haiMolvi sahb maaz se bhi puchte hain or yun in dono ka nikkah hojata hai
Or issi function me noor or saad ki engagement bhi hojati hai
Or bad me zoha ko pata chalta hai k uss k abbu ko maloom ho chuka tha k wo itni bari qurbani de rahi hai or wo khush bhi nahi hai to wo maaz k abbu se baat kar k masle haal kar k dono ka rishta kar dete hainKuch time k bad saad or noor ki bhi shaadi ho jati hai
Iss tarah bht si mushkilon se guzar kar zoha ko mil jata hai muhabbat k safar me apna humsafar
******************
Khatam shuda*************
Qabool Hai Ishq Tera,
Nikaah Ki Surat Mein
***********
Dont forget to vote,comment and follow
***********
New novel ishq e khuda 1st episode will be published on monday
KAMU SEDANG MEMBACA
muhabbat ka safar (Completed)
RomansaYe kahani hai dosti ki, ye kahani hai muhabbat ki , ye kahani hai zoha or maaz ki.....