Nandani _ chameli ke Hua hai bata mane .
Chameli_ the jaldi niche chalo bhabhi sa .
Nandani bhag kar niche jati hai aur niche manik ko unconciuse dekh kar oski jaan nikal jati hsi aur .
Nandani _ maa sa ke Hua inhe ye behosh kyu hai rone lagti hai aur.
Nyu_ babu dr aa raha chhe tu rona band kar pehle hi main sar rahi ho to mat dara mane aur ro to karke ho jayega thik .
Nandani _, ye gaye kathe the jo behosh ho Gaye.
Nyu_ cake leba gaye tha thare liye .
Nandani _ cake mahare liye kyu .
Nyu_ aaj tero Janam din jo hai .
Nandani _ maro Janam din hai aaj
Mane to bero koni kabhi manaya hi koni .Navya_ thare bhai sahab ne batya tha jija sa ne ki aaj tharo Janam din chhe to woh tughe khush karba ke liye aaj tera Janam din mana raha tha aur ye bich main pata koni ke ho gaya .
Nandani sunkar shocked hoti hai aur dr aata hai aur manik ko check karta hai .
Dr_ inks sugar level bahut low ho gaya hai jaldi se inke liye juice lekar laaye sugar add karke iPhone kya aaj khana nahi khaya tha kya .
Nyu_ na dr bahu ke sath khaya tha kyu bahu .
Nandani _ na maa sa koni khaya tha gusse hokar chale gaye the .head down karke bolti hai aur.
Nyu_ bahu batya kyu koni ke nahi kha kar gaya Khana kad bachpana Khtham hoga thara har waqt bachpana kare hai gusse main bolti hai aur nandani rone lagti hai aur cabir navya chup chap Khade dekhte hai galti nandani ki kya bolte phir manik hosh main aata hai aur nyu ose juice plati hai aur manik rhoda relax hota hai aur roti hui nandani ko dekhta hai and.
Manik _ nandani main thik ho kyu ro rahi hai aaj tera Janam din hai mat ro na .
Nandani kuchh nahi kehti rote hue apne room main jakar gate band kar leti hai aur.
Manik _ maa ke Hua hai .
Nyu_ woh main dant laga di aaj to bas roba lagi.
Manik _ aaj oska janmdin hai maa kyu danta ose .
Nyu_ tu khana nahi khaya osne batya kyu koni agar kuchh ho jata tane to main thara babu ke karta bol bawla ho gaya tha tane behosh dekh kar ke woh to tu gadi ke pichhe tha aage hota to ke ho jata soucha tane bivi ke pichhe pagal ho gaya hai bada kam tha ke jo tu bhi oske raste par chal Nikla hai .
Cabir navya shocked se sab sunte hai aur manik pareshan sa maa ko dekhta hsi aur.
Manik _ maa plese don't say like that .
Ab behosh hone ki bari cabir navya ki hoti hai manik ko eng main baat karte dekh .
Manik _ sorry cabir bhai sa aap shocked ho rahe hai yes I am educated ye long story hai baad main bataonga pehle jiska birthday hai ose to lekar aao aur maa sa nandani ki wajha se nahi maine apni marji se khana nahi khaya tha kyunki subha se mughe ajeeb sa lag raha tha to .
Dr_ kyunki tumhari sugar level low ho raha tha manik isliye aage se apne sugar level la khayal rakha karo aur ek baat achhe se chakeup karwao apna .
Manik _ yes dr .jaror now I fill better.
Cabir/ main laata hon nandani ne .
Manik _ na bhai sa main lekar aaonga the athe ka dekho achhe se nyu ko dekhta apne room ki Taras jata hai aur.
Manik_ nandani nandani gate kholo plese mughe chakkar aarahe hai jab gate nahi kholti manik jhot bolta hai aur nandani jaldi se gate kholti hai aur.
![](https://img.wattpad.com/cover/226265308-288-k145560.jpg)
आप पढ़ रहे हैं
Do anjane ajnabi pyare se
Fantasyour manan story but difrent manner main I hope you like it becouse iss story ki lenguage thodi difrent hai jo hindi jante hai onhe pareshani nahi hogi but aur logon ko hogi but kisi ne bahut request ki mugh se ki main ye story yahan post karo to bas...