Rakshit accident

867 100 13
                                    

Juhi- koi baat nhi ab to jaldi se shadi ho jaye or Hume humara grend child chahiye wo bhi first wedding anniversary se Pehle...kyo Shashank...

Shashank- yes Juhi...

Raghav- mom dad Pehle shadi to hone do phir aap dono ki yeh wish bhi puri hojayegi... gi kyoki jese hi shadi hogi hum dono apne honeymoon par nikal jayege...or uske baad aap ko yeh good news jaldi milegi ki aap dono grand father and grand mother banne wale hai... kyo my love...

Romi- congratulations Di and bhaiya sorry ab me aap ko bhaiya nhi bol sakta ab aap ko jiju bolna padega...

Ruhi- or mujhe Di ko Di nhi bhabhi bolugi...kyo drishti bhabhi...

Rumi- hum dono aap dono ke liye Pohat happy hai...

Divya- yaani ab mujhe bhi Raghav bhaiya ko jiju bolna padega...

Romi- yes divya..

Shikhar- to me kya bolu... bhabhi ko kyoki ab to yeh bhabhi nhi hai... meri...ab to Ruhi ki bhabhi hai... to meri kya lagegi...

Divya- to kya hua... ab yeh tumhari bhi Di hui kyoki yeh meri Di hai to... to tum ab se Di ko Di bolna bhabhi nhi kyoki ab yeh Rakshit ki wife nhi hai... ab yeh Raghav ki to be wife hai...

Shikhar- are haa tumne sahi bola ab me Di boluga bhabhi nhi...

Juhi- princess kal tum ko or Raghav ko engagement ring or shopping par Jana hai after tomorrow engagement hai...

Juhi caressing drishti check...

Juhi- mujhe pta hai is time tumko kesa lag rha hai lekin mene or tumhare papa ne yeh fesla sirf or sirf tumhari khushi ke liya hai... or Hume pta hai tum Rakshit ke saath khush nhi ho...lekin Raghav ke saath khush rahogi...is liye hum dono ne yeh fesla liya

Shashank- bus hum tum ko khush dekhna chahte hai...

Drishti huges Juhi...

Drishti- I know mama papa... aap ne hamesha meri khushi chahi hai... or mujhe aap kaa har fesla manjour hai... kyoki aap kabhi bhi mera bura nhi karege kyoki aap ne mujhe hamesha apni beti mana hai...

Juhi- humne tumko apni beti mana nhi hai tum humari beti ho... or hamesha rahogi...

Shashank- is liye hum apni princess ko apne hatho se dinner karwayege...fir to kal raat se tum humari beti ke saath bahu bhi hogi...

Juhi- lekin tum bahu nhi beti jada ho or rahogi shadi ke baad bhi... or isne meri beti ko shadi ke baad bhi pareshan kiya naa to iski Kher nhi... shadi nhi huyi thi to itna pareshan karta hai shadi ke baad to pta nhi kitna pareshan karega meri beti ko...

Raghav- kya mom aap ko lagta hai meri itni himat hai jo me my love ko pareshan karuga...shadi se Pehle dad or aap mujhe ghar se nikal dete hai or office jaa kar sona padta hai shadi ke baad to ghar ke saath saath office se bhi nikal De or mujhe rode par sona pade... janta hu... me aap dono ko achhi tarh se aap dono apni princess ke liye apne khud ke son ko nhi chhodte...or outsiders ki to bend bja de acchi khasi...

Ruhi- mom dad dinner kar le.. aap ka or bhaiya kaa hamesha chalta rehta hai...is liye mujhe or Romi ko nhi dekhna yeh sub...Hume bhuk lagi hai or sub ko bhi...

Raghav- bhukad...

Ruhi- ha me hu bhukad... to kya...
Raghav- to yeh ki saara mat kha Jana hum sub ke liye bhi chhod Dena pta chal rha hai sara khana kha liya to... humara kya hoga...

Ruhi- achha to raho bhuke nahi milega aap ko dinner...

Romi- bus meri jhasi ki rani... sub dekh rhe hai... yeh shergill house hai singhaniya house nhi hai jo aap dono yha bhi shuru ho gayi... jagah dekh kar to fight kra karo...

Jealousy is always work (short story ) for drikshit जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें