Night Out

155 14 41
                                    

Hello, lovely readers, hope you are doing great. Just a reminder, be safe, and take care.

Happy Reading!

----------------------------------------------------------------

(Manik is left surprised, and shocked to see the caller's name.)

Manik: Nandini!!!!

(Nandini, on the other side, is quite surprised seeing Manik's reaction.)

Nandini: Manik, tum aise kyun react kar rahe ho? Hum pheli baar baat thodi kar rahe hain.

Manik: Arrey, I was missing you so much. Phir tumhara hi call aah gaya toh khushi double triple ho gayi.

Nandini: Achaaaa. Phir toh mein 100 sal jiyoungi. Tumne yaad kiya aur mein haazir.

Manik: I am missing you, and everyone. Plus all the fun we used to have.

(Manik makes a sad face.)

Nandini: Hum sab bhi tum logon ko bahut miss kar rahe hain, but life is life. Toh cheer up, and let's meet soon.

Manik: Woh toh hain. Yess, of course. I will finish up all this work, and then we can hang out tonight at our place.

Nandini: Sounds good to me. Chalo I got to go.

Manik: Bye, I love you.

Nandini: I love you too, bye, and take care.

(Nandini cuts the call, and heads towards her class.)

(Change of Scene)

(All five of them are in the canteen chit chatting about Jeevika, Abir, and Manik.)

Nandini: I am missing Manik.

Mishti: Mee too!

Shravan: Mishti, why are you missing Manik?

Nandini: Hain? Tu kyun Manik ko miss kar rahi hain?

Mishit: Arrey Manik ko nahin, I am missing Abir. Kya tum log bhi.

Shravan: Hawww matlab tujhe Manik ki koi fikar a care hi nahin hain? Dekh le Nandini.

Nandini: Yeh toh galat baat hain. Tu Manik ki friend nahin hain kya?

Mishti: Hoon, par... Kya tum log bhi meri taang kheechne baith gaye? Shravan tu toh aise bol raha jaise tujhe Jeevika ki yaad nahin aa rahi.

Shravan: Mujhe toh uski yaad har pal aati hain. (He says with a sad face, and leans back in his chair.)

Aditya: Koi nahin aas paas hi toh hain teeno. Waqt milne par mil lange teeno se.

Nandini: Manik and I are meeting tonight. Tum logon ka kya plan hain?

Mishti: Abir bhi miss kar raha hain lekin woh NGO ke kaam se ek din ke liye bahar gaya hain. Toh let's see after that.

Suman: Aur Shravan, tu?

Shravan: Arrey Jeevika toh dhyaan hi nahin deti mujh pe. School ke chakar mein bahut busy ho gayi hain.

Aditya: Woh toh hain. After school she gets very tired ke pucho hi mat.

Shravan: Wahi toh. Isiliye milna cancel.

Mishti: Hum chaaron kahin ghumne chalein?

Suman: Nice, ab hamara ek dusre ke alawa hai hi kaun?

Aditya: Chalo, chalte hain.

Mishti: Cool, toh aaj raat kahin dinner aur movie dekhthe hain.

Shravan: Perfect.

Where Everything Startsजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें