Chapter 25

199 14 14
                                    

Media House,Mumbai:

Karan: Muzhe is ladki se Milana hai. Kaha milegi yeh ladki? He said showing photo to another person.

The girl:Oh my God. You are Karan luthra. I am your big fan. Can you give me autograph?

Karan: Ha yeh lo mera autograph. Ab yeh ladki kaha milegi muzhe?

The girl:She is in cafeteria right now.

Karan just moved to cafeteria. He saw the girl sitting alone. He just went there and sat in front of the girl.

The girl looked shocked to see him there.

The girl: What a good luck of mine that the 'Karan Luthra' came to meet me? 

Karan: Apani baatein band kijiye.  Kal apne hi report di thi na mere bhai ke baare main. Apko information kaise mili? 

The girl: How rude!!!! Ek beautiful ladki samne baithi hai aur apne na hi intro mangi aur na hi kuch. Siddhe point pe,acchi baat nahi hai Mr.luthra.

Karan: Bakbak band karo apni. Tum ho kon? Aur hamare ghar ki info tumhe mili kaise? Ek minute,tum to wohi ladki jo us din  muzse takrai thi? Tum engagement party ke waqt hamare ghar kar kya rahi thi?Aur tum second floor pe kar kya kar rahi thi.

The girl: Itne share questions. Mera naam Riya Mukherjee hai. Aur I am a journalist. Mr luthra,main apne source reveal nahi karati. Aur us party main, I was invited. 

Karan: Tum janati nahi tum kisse panga le lahi ro. 

Riya: Nahi,Mr. Luthra aap nahi janate muzhe. Aur aapke baare main aur apke bhaiyon ke baarein main bahut kuch janati hoon. Shayad woh baat jo aap bhi nahi janate.

Karan: What Do you mean? Main sab janta hoon mere bhaiyon ke baare main. Tum hoti kon ho muzhse sawal karnewali?

Riya: Mr. Luthra, aap kuch bhi nahi janate. Kya aap yeh janate hai ke apke bade bhai Mr. Rishabh luthra kyun gaye India chodke? Aur yeh hi nahi aap toh shayad yeh bhi nahi janate ke apka chote bhai ko woh shares dene ke liye Sarla Arora ne majboor kiya Mr. Rishabh ko. 

Karan: What? Tumhe pata bhi hai ke tum kya bol rahi ho? Sarla Aunty aisa kabhi nhi karegi. Unhone humesha Hume pyaar kiya hai. Woh aisa kyun karegi?

Riya: Oh, yeh muzhe bhi nahi pata. Par main jo keh rahi hoon woh sach hai. Kuch baat toh hongi. Jo shayad aap bhi nahi janate. 

Karan: Tum humari family main itna interested kyun ho? Tumhe kaise pata ki meri engagement do baar huyi hai. Why can't I remember?

Riya: Apki family bahut interesting hai. You know 3 bhai. A very rich family. Sab kuch thik chal raha hai.  Aur kuch aisa hota hai ki ek bhai ki engagement toot jati hai. Aur uska accident ho jata hai. Shayad engagement tootne ke gham main. Aur accident ke baad use kuch yaad hi nahi. Aur jab phirse usi girl se engagement hoti hai toh bada bhai gayab. Aur engagement phirse toot jat hai. Aur ab toh bada bhai ek wife leke aya hai aur shares chote bhai ke naam. Apko interesting nahi lag raha.

Karan: Tumhe yeh sab kaise pata? Tum kya chahti ho? Kyun follow kar rahi ho mere family ko.

Riya: Main kuch nahi chahti hoon Mr Karan luthra. Aap kya chahte hai woh bataye? Apki family sacchi main bahut interesting hai.  Muzhe bahut kuch pata hai. 

Karan: How?

Riya: Aare Mr. Luthra , agar apko aapke accident ke baare main janane hai you will need my help. Aapse nahi hone wala. I am a crime reporter. Bas luthra family main interest hai isliye woh news maine cover ki. So what do you say? Help ki no help.

Karan: Ok. Deal.

Riya: Deal. Yeh raha mera phone no. Call kijiye. Main bhi aapke no save kar lungi.

Karan: OK.

Riya : Bye, Mr.luthra. itna tension mat lijiye.  Main help karungi aapko.

Karan left.

Riya called someone

Riya: Its done. Woh khud aya mere paas.

Person on call says something

Riya: I will help you to find the truth. I am your friend na. Vishwas kar muzpe. He will not know anything. I know how to do my work. Tense mat ho itna. Bye.

Note: The draft was saved on my laptop so i published it. Sorry if there are mistakes. I am busy right now in my studies, But I will try to update.



Yeh Malaal IshqWhere stories live. Discover now