Luthra House
Karan POV::
It was such a nice lunch. But there was such tense environment after Preeta and Shrishti came. Muzhe kuch samaj nhi raha. Aisa lag raha hai sab kuch chupa rahe hai muzhse. Aur Preeta jo humesha Rishabh bhai ka itna respect karti hai usne aj Rishabh se baat bhi nahi ki. Na unke taraf dekha. Aisa kya hua hai past main jo sab rishte itne bikhar gaye hai. I want to know everything. Bhai bhi bahut tense hai. Chal Karan tuzhe hi sabkuch Doondna hai.
Sameer:
Karan bhai ghar aa chuke hai.
Sameer POV:
Everyone get out of the car. When they go inside the room. There were two women present. Kuch toh hone wala hai. Aisi ajeeb feeling hai. Kuch phirse dhamaaka honewala hai.
Karan:
Mom, ye kaun hai?
Mom:
Accha hua, tum sab aa gaye hai. Are ye dono kuch rishte laye hai Sameer ke liye. Ab Rishabh ne shaadi kar li hai. Toh Sameer ke liye rishta doondhna padega n. I know ki Karan shaadi ke liye ready nahi hai. But Sameer is ready. Is tarah woh Arora ladki is ghar main kadam bhi nahi rahegi.
Sameer:
Mommm. Yeh sab aap kya kar rahi hai. Maine hazaar baar kaha hai ke main Shrishti se shaadi karne wala hoon. Aur aap dono pls chale jaaye yaha se. Yaha pe kisika rishta nhi honewala. So pls, get out.
Mom:
Sameer!!! How dare you? Maa hoon main tumhari. Humesha tumhare accha ke liye Sochti hoon. Aur kya hai us ladki main. Abhi bhi us ladki se pyaar karte ho.uske behan ke wajah se tumhare bhai shaadi karne ke liye tayaar nhi. Pata nhi, kya hai uss arora girls main. Main Shrishti ko apne ghar ki bahu dekhna nhi chahti.
Sameer:
Thik hai. Main hi iss ghar se chala jaunga. Apko koi problem bhi nahi.
Rishabh:
Sameer,bas bahut ho gaya. Kya chal raha hai yeh. Aise baat karte hai kya mom se. Aur mom aap Sameer Shrishti se pyaar karta hai. Aur woh bhi Sameer se pyaar karti hai. Toh apko kya problem hai Shrishti se?Aur rahi baat Karan aur Preeta ki, toh I don't know ki unn dono ke beech kya hua tha? Aur Karan ko koi problem nahi hai toh apko kyun hai? Karan baccha nhi hai mom, woh apni problems khud solve kar sakte hai.
Mom:
Waah, Rishabh waah. Tum aisi baat kar rahe ho. Par tumse aur expect bhi kya kar sakte hai. Tum toh chale gaye na Hume chodkar. Picche mudkar bhi nhi dekha. Tumhe Kya pata Karan pe kya beeti thi. Tumhe pata hai usne kudko ek room main band kar liya tha. Uss Preeta Arora ne tumhare bhai ka dil thoda tha. Tumhe lagata hai ki main ab Shrishti ko is ghar ki bahu bana lu. Tumhara bhai abhi bhi us preeta se pyaar karta hai. Aur tumhe lagta hai ki woh khush hoga. Tum toh chale gaye the na Rishabh, shaadi bhi kar li. Bahut khush bhi ho. Par Karan ke baare main socha tumne, How was he feeling? Preeta ne uske dil thoda diya. Uske bada bhai kaha chala gaya pata nahi kaha. Aur wapas aa gaye toh muzhe pucch rahe ho,why I have a problem?
Sameer looked at Rishabh and karan. Tears were falling from Rishabh bhai eyes. But also there was a storm brewing in Sonakshi eyes. It was rage. He didn't know how could mom say that to bhai. She knew that he loved Preeta di. These was going out of hands
Karan:
Bahut keh diya apne,aur bahut sun liya bhai ne. Muzhe nhi pata mom, ki woh kyun gaye the. But mom bhai ki kuch wajah thi, nhi toh woh hame chodkar nhi jate. Ap preeta ka gussa bhai pe kyun nikal rahi hai. Yeh sab batakar ap bhai ko guilty feel karana chahti hai mom. Mat kijiye,mom. Raha sawal mera,shayad main preeta ko bhula nhi hoon. But we both are still very good friends. Muzhe Shrishti aur Sameer ke rishte se koi problem nahi hai. So pls mera naam mat lijiye. I want to take rest.
All four persons go to their rooms.
Rishabh POV:
I am seeing the moon from the windows. Tears are flowing from my eyes. But I couldn't stop them. Jo dard hai woh bahar aana chahta hai.
End POV
I turned to Sonakshi and said
Rishabh: Isliye wapas nhi aana chahta tha main. Bola tha tumhe kuch nhi hai India main. Yaha pe sirf zakham milenge dawaai nahi. Meri mom muzhse pucch rahi ke main kyu nhi ruka india main. Woh kabhi nhi bhool payegi. Woh muzhe two accident ka jimmedar manati hai. Par Sona dusra baar toh main car mai bhi nahi tha. Kyun Sona.kyu. woh muzhe bhoolne nhi deti. Woh Karan ke dard ke liye muzhe blame kar rahi. Aur Mere dard ka kya sona. Woh kyun unhe nhi dikhata. Kyun nhi dikhata ki muzhe kitna dard hota. Humesha main strong rehata hoon iska Matlab main strong hoon aisa nhi hota na sona.
He sobbed in her hug. They both sat near the window. Both lost in their own thoughts.
Mujhe yunhi karke khwaabon se judaa
Jaane kahan chup ke baitha hai khuda
Jaanu na main kab hua khud se gumshuda
Kaise jiyun rooh bhi mujhse hai judaa
Kyun meri raahein, mujhse pooche ghar kahan hai
Kyun mujhse aake, dastak pooche dar kahan hai
Raahein aisi jinki manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur dhadkan hai kahin
Saansein hai magar kyun zinda main nahi
YOU ARE READING
Yeh Malaal Ishq
FanfictionIs 'Opposites Attracts' is really true? And if it is then, Is it Attraction or Love? If it is not then, Can 'Love Conquers All'? Can we run from our past? Or it will come back to haunt them? Will they be able to withstand all the hurdles? Or Will...