हमने अपने सामग्री दिशानिर्देश अपडेट किए हैं।
कहानियाँ सुरक्षित रूप से साझा करना जारी रखने के लिए नवीनतम दिशानिर्देश देखें।

THANE MEIN ROMANCE

2K 127 31
                                        

First of all thanks to all the readers for supporting the story ... It was my first of and all showed immense love to it so thanks for that
And I thought to write it in the form of shorts but got many comments to continue the story so I will do it

SO IN THE LAST PART WE SAW THEIR MORNING AND TODAY IS THE SHOPPING TIME
LETS START

IN MPT
KS : PS KAL BARTAN HUM GHASTE HAIN GHAR PAR
PS : HAAN HAAN EK DIJ GHASNE SE KUCH NAHI HOTA ROZ TO HUMEIN HI KARNA PADTA HAI
KS : AAP BHUL RAHI HAIN HUM SENIOR HAI AAPKE YAHAN HUMSE IZZAT SE BAAT KIJIYE
PS : AAP SENIOR HONGI HUMARI LEKIN HUMARI AAWAZ KO NAHI ROK SAKTI AAP ..... INKALAB ZI...N..D ( AND STARTS COUGHING)
KS : INKALAB BHUL RAHA HAI KI USKA UMAR HO GAYA HAI 🤣🤣
SS : IS UMAR MEIN INKO IT A GUSSA NAHI KARNA CHAHIYE
CC : UFF YE MASOOMIYAT

HM WAS STANDING THERE SINCE THE BEGINNING OF THEIR TALKS

PS : ARE MADDAM SIR AAP .. AAP KAB AAYI
HM : HMMM.... JAI HIND
ALL : JAI HIND MS
PS ( TO SS ,AND KS ) : TUMKO TO HUM BAAD MEIN DEKHTE HAIN

HM : KABHI TO .... KABHI TO APNI TIME PASS CHODKE KAAM KAR LIYE KIJIYE KHALI WAKT BARBAD KARTE HAIN
AB JAIYE AUR JAKE KAAM KARIYE
ABHI THODU DER MEIN DSP SIR AAYENGE ROUND PE .... KOI BHI GADBAD NAHI HONI CHAHIYE .... HUM CABIN MEIN HAIN KOI KAAM HO TO BULAYIYE

AFTER SOME TIME
AS ENTERS MPT

BILLU : SIR AA GAYE AA GAYE
AS : SHREEMAN AAP KYA KAR RAHE HAIN FREE MEIN NAHI REH SAKTE BILLU NIWAS MEIN
BILLU : JI SIR MAIN ABHI AA ..AAPKI GADI SAAF KARTA HOON
ALL : JAI HIND SIR
AS : JAI HIND
        JAAN  KAHAN HAI
ALL : OHHHH .... JAAAAN
AS GETS EMBARESSED AND STARTS FUMBLING
AS : JA... JAAN NA NAHI HASEENA JI
SS : SIR WOH TOH CAN IN MEIN HAIN ....BULAU
AS : NAHI HUM HI CHALE JAYENGE

AS GOES TOWARDS THE CABIN
AND STANDS AT THE DOOR

HM WAS DEEPLY BUSY IN SOME FILE
SHE DIDNT SEE AS

SUDEENLY SHE COMES OUT OF THE FILE AND SAW AS STANDING  AND GOT UP WITH A JERK

HM : JAI HIND SIR
AS : JAI HIND
HM : AAP YAHAN
AS : JI AAPSE MILNE AAYE HAIN 😈😈
HM : KYA HUA ....
AS : NAHI BAS HUME KUCH CHAHIYE THA TOH AA GAYE
HM UNDERSTAND WHAT HE IS UP TO
HM : DEKHIYE S...SIR ABHI HUM DUTY PE H..HAIN
AS COMING CLOSER TO HER ...  SHE MOVES BACK
HER BACK TOUCHES THE WALL BUT AS IS STILL COMING CLOSE
HM WAS GETTING NERVOUS

( AUR HUMARI MPT WAALO KI PURANI AADAT OILING CHECK KARNA WOH BHI SAB KE SAB MILKE ) ( ALL WERE STANDING AT THE DOOR )

AS : HELD HM BY HER WAIST AND HUGGED HER TIGHTLY
ALL WERE WATCHING THIS SIGHT
🤭🤭🤭😳
HM : SIR ABHI HUM DUTY PE HAIN
AS : AAPNE TOH GALTI KAR DI HUMEIN SIR BOLKE .... ISKI SAZA MILEGI
HM : SHE IS GETTING NERVOUS
AS : HUMEIN ABHI EK KISS CHAHIYE
HM : NAHI ABHI NAHI GHAR CHALKE ... AUR ABHI CHODIYE KOI AAJAYE GA
AS : KOI NAHI AAYEGA SAB BAHAR HAIN
( BAHAR TOH HAIN LEKIN HALL MEIN NAHI DARWAZE PE 🤣🤣)
HE BOUGHT HER MORE CLOSE TO HIM
HM WAS GOING TO KISS BUT SS SNEEZED
MOOD SPOILED

AS AND HM SEPERATED WITH A JERK
BOTH WERE HELL EMBARESSED
HM TRIED TO SPEAK
HM: A..AP.. AAP  SAB Y..YAAHAN
AS : KYA KAR RAHE HAIN
SS ( INNOCENTLY REPLIED ) : AAPKA ROMANCE DEKH RAHE THE
CC : UFF YE MASOOMIYAT ... SANTUJI AUR KUCH MAT BOLIYE WARNA NAUKRI TOH GAYI
PS : HUM TO OILING CHECK KAR RAHE THE

AS : SAB ?? EK SAATH OILING CHECK KAR RAHE THE

KS : WOH PUSHPAJI NE KAHA KI CHALO DEKHTE HAIN
( MAUKE KA FAAYDA UTHANA KOI INSE SIKHE SUBAH KE BARTAN KA BADLA LE LIYA )

THEY ALL WENT TO THE HALL
HM AND AS WERE EMBARRASED STILL AS WAS NOT IN A MOOD TO LEAVE HM
AS HELD HER AGAIN
HM : PHIR SE ... ABHI TOH WOH LOG GAYE NA
AS : ISLIYE TO .... DUBARA NAHI AAYENGE
EK KISS
HM : KISSED HIS CHEEKS ..... AAB KHUSH
AS : YAHAN NAHI YAHAN ( POINTING TOWARDS HIS LIPS )
HM : ABHI NAHI
GHAR PE
AS : NAHI
HM KISSED HIS LIPS AND JUST WHEN THEY BROKE THE KISS
KS ENTERED AS SHE NEEDED A FILE

bgm : ae lagg gayiiii .....

SHE DIDNT SEE THWN KISSING BUT SAW THEM IN THAT JOINT POSITION
IMAGINE THEIR STATE

KS : NAHI AP LOG CONTINUE KIJIYE HUM BAAD MWIN AATE HAIN
AND WENT
NOW THEY LEFT EACH OTHER

HM : KAHA THA NA HUMNE CHOD DIJIYE .... BUT NAHI AAP TOH ... KOI NAHI AAYEGA ( SPEAKING IN HIS WAY )
AS : HUME KYA PATA THA YE PHIR SE AA JAYENGI
AS : ACCHA TOH WOH SAB CHORIYE
AAJ SHAAM KO READY REHNA 5 BAJE
HM : KYU
AS : AAJ MALL CHALENGE SHOPPING KARNE AUR GHOOM KAR AAYENGE
HM : THIK HAI 😎
AS : YEH LIJIUE ISME JO KAPDE HAIN USE PEHEN KAR AAYIYEGA
HM : THIK HAI
AS : AB HUM CHALTE HAIN ... LOVE YOU JAAN 😘😘😘
HM : THIK HAI ... LOVE YOU TOO
AS : JAI HIND
HM : JAI HIND
AS WENT AND HM WAS BUSY IN A FILE WHEN KARISHMA ENTERED
SHE THOUGHT TO TEASE HER

KS : MADDAM SIR ISME AAPKI SIGN CHAHIYE THI
HM : J JI DIJIYE
KS : WAISE MADDAM SIR AAPKE HOTON PE CHOT YE DSP SIR KA NISHAN REH GAYA HAI😝😝
HM 😲😲😲😲
KS : ITNA SHOCK MAT HOIYE
HUME PATA HAI
PATIDEV KE CHAKKAR MEIN HIM BHI PHASTE HAIN
YE LIJIYE ISE LAGA LIJIYE CHUP JAYEGA

ACTUALLY YE NISHAN AS NE DIYA THA DURING THEIR KISS

HM WAS AGAIN EMBARESSED
SHE AVOIDED EYE CONTACT WITH KS AND GAVE HER THE FILE

KS : EK AUR SUGGESTION THA MS AAPKE LIYE
HM : HAAN HAAN BOLIYE
KS : AAPKA ROMANCE AAP GHAR PE TO KARA KIJIYE
AND THEN SHE LEFT LAUGHING

UPCOMING
SHOPPING AND ROMANCE IN THE MALL
TWIST IS OBVIOUS
PEHLE WALE PART KO ITNA PYAAR DENE KE LIYE AAP SAB KA PHIR SE SHUKRIYA
READ IT ,ENJOY IT
KAI

ANUSEENA SHORTSकहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें