हमने अपने सामग्री दिशानिर्देश अपडेट किए हैं।
कहानियाँ सुरक्षित रूप से साझा करना जारी रखने के लिए नवीनतम दिशानिर्देश देखें।

SHORT 14.2 - TRUTH AND DARE

655 73 57
                                        

KAI - HEY GUYS .. THE KAI IS BACK WITH MY FAALTU BHAI . SO HERE IS THE STORY .. ENJOY 

RAY - ENJOY GUYS 


AS - toh naam nikla hain karishma singh .. aur task denge cheetah chaturvedi 

Ks - humaara dare hi rahega.. aee cheeteh thoda theek thaak dare dena .. ulta seedha kuch diya na toh tum gaye samjhe 

As - aap aise usse dara nahi sakti .. kyun jijashree . ( he looked at vs who was sitting tensed )

Vs - humnein kuch bhi bola na toh humaari khair nahi .. waise bhi ek baar toh phas chuke hain .. ab aur himmat nahi hain humaari kuch bhi unke khilaaf bolne ki 

As - aapse umeed karna bhi bekaar hain .. 

Cc - toh karishma maddam . aap na ek kaam kariye .. vyom jijaji ke sir pe ek appple rakhenge .. aap bas usse shoot karna 

Vs - mujhe shoot karna ( tensed )

Cc - nahi nahi .. woh aapke sir ke uppar rakhe hue apple ko 

Vs - cheetah .. tumhe kya mujhse koi personal dikkat hain .. joh mujhe maarne pe tule hue ho .. agar goli ek centimetre bhi niche lagi na toh main kayi kilometre uppar pahunch jaunga .. aapko kya hum is dharti pe acche nahi lagte kya 

As ( in mind ) - lag gayi aag .. ab bas usme thodi ghee daalna hain .. 

As - matlab jija shree aapko behna pe bharosa nahi hain .. itna bhi bharosa nahi hain ki woh aapko kuch hone nahi dengi ... woh aap pe goli lagne nahi dengi .. tch tch 

Ks stared at vs 

Vs - hum bahut acche se samjh rahe hain saalesahab aapke dimag mein kya chal raha hain .. aap ghee ka kaam mat kariye... aapko baad mein dekhte hain 

Ks - ab toh hum yahi dare karenge ...aayiye patidev .. khade hoiye ... cheete nikal aaple aur laga inke sir 

Cc - okk 

Vs standing like a statue with an apple on his head 

Vs - aaltu .. janaltu aayi bala ko taal tu . jaaltu janaltu aayi bala ko taal tu .... 

Ks - ab agar aap ek millimetre bhi hile na .. toh goli ko 2 centimetre niche maarenge .. 

All the public around gathered 

Vs - karu... apne pati ki 6 girlfrined waali baat bhul jana .. aur uska badla mat lena .. warna hum zinda nahi bachenge .. 

Ks - amma bhakkk .. aap 2 min chup chaap idhe kahde nahi reh sakte 

Vs was quiet .. 

Hm - aapko kya zarrorat thi karishma aur bhai ke jhagde mien ghee daalne ki 

As - maze lijiye na .. kyun tension leti hain .. kuch nahi hoga jijashree ko .. behna bachpan se hi aise khel khelte aayi hain .. sharp shooter reh chuki hain .. kuch nahi hoga 

Hm - aap kehte hain toh theek hain ... 

bgm - dhumm ta na na na na .. 

Ks shot the bullet ... and the apple was on the floor .. 

Vs had closed his eyes ... he opened t 

Vs - main .. main .. main zinda hoon ( panting ) .. ain zinda hoon .. saalesahab main zinda hoon ..karishma main zinda hoon .. behna main zinda hoon .. waah waah waah  kya shoot kiya hain karu

As - jijashree aap toh aise khush ho rahe hain jaise aatankwaadiyon se bach ke aaye hain 

Vs - aap khade hoke dikhayiye na .. sir pe apple aur saamne bandook .. kya haal hota hain .. experience le lijiye ... 

ANUSEENA SHORTSकहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें