SHORT 11.3 - ANUSEENA KI KAHANI

341 28 19
                                    

KAI - HERE WE GO WITH THE THIRD PART ... AS A BONUS WAS PROMISED .. SO SORRY WE COULD NOT PUBLISH THAT .. SCHEDULES FOR EXAM MADE THAT DIFFICULT ..HE IS THE PART FOR TODAY

RAY - ENJOY ... 

continued from previous part .....

ab aage chalte hain ... jyaada nahi thoda sa ... ( ep 202 )

dono pahunchte hain dange ki jagah pe 

shehzaada aur shehzaadi dono aate hain .... aur kahin se ek udta hua chaaku bhi aata hain 

shehzaada - HASEENA MALLIK 

shehzaade ke pyaar toh ab sahi mein saabit bhi ho gaya ... are bhai apni parwaah kiye bina .. apne pyaar ki rakhsha ki hain usne ... saccha pyaar kiya hain boss .. pyaar mein apne jaan ki parwaah nahi ki jaati ... jab aapka pyaar musibat mein ho toh 

but yeh baat bhi clear thi ..ki chot ek ko lagti hain dard dono ko hota hain ... 

yehi toh inke CHUPE hue pyaar kii nishaani hain 

haan toh woh chot lagne waali thi  shehzaadi ko but shehzaade ka pyaar aa gaaya beech mein 

ab ek bada sa cut bhi laga gaya ... jitna dard shehzaade ko nahi hua tha usse dugna dard shehzaadi ko ho raha tha usse dard mein dekh ke 

uske dil mein jitna dard tha .. woh toh bas uski aankho se nikalne waale aansooyon ne baayan kar diya tha ... ab shehzaade ki aankhe bhi kuch keh rahi thi ... ki 

AAP AB BHI HUMSE ITNA PYAAR KARTI HAIN .. KI HUMEIN DARD MEIN DEKH KE AAPKI AANKHON MEIN AANSOO AA GAYE 

ab yeh scene humaare dil k kitna kareeb hain yeh batana mushkil hain sabdoon mein ... bas dil se dil tak pahuchaaya jaa sakta hain 

ab badte hain humaare shehzaade ke prayaas ki taraf ...( ep 205 )

 are kitni mehnat ki thi bechaare ne .. apne dil ki baat batane ke liye ... apna gaadi hi kharab kar daala ... taaki unse lift mang sake 

toh aayiye chalte hain us yaad mein 

Shehzaada -  kisi sayane ne kahan hain ki agar jhooth mein chutki bhar bhi sach mila ke bola jaaye .toh jhooth bhi badi aasaani se bola jaa sakta hain ... 

shehzaada - ho gyai humaari gaadi kharab .. ab hum maangenge haseena ji se lift .. aur unhe apne dil ki baat samjhaane kei koshish karenge 

shehzaadi ki gaadi aayi bhi .. ruki bhi .. are bhai dsp ko aise dekh ke kiski gaadi na ruke 

Shehzaada - haan haan... gaadi kharab ho gayi hian .. ji ji bhejiye dusri gaadi 

Ab shehzaadi aayi wahan pe .. aur unki baatein shuru ho gyai .... likhne ki kya zaroorat aapko yaad toh hoga hi ... ab aayega maza jab call aata hain mataji ka 

shehzaada call uthaata hain .. 

Maa - yeh bahar ka khaana kha kha ke bahut jaldi hospital pahunch jaana hain maine .. 

shehzaada - kya hua maa . 

maa - hona kya hain.. kaamwaali ne phir se chutti maar li hain .. phir se bahar se khaana mangwaana padega .. main toh keh rahi hoon jaldi se shaadi kar le.. haseeena ko ghar le aa . khaana bana diya karegi .. mere pair daba diya karegi .. kitna faayda hoga agar bahu ghar aa jayegi toh 

shehzaada - maa .. maa hum aa rahe hain .. aake accha sa swaadisth bhojan banayenge .. yhik hain 

aur phir humaare jodi ka ek dusre ko tukur tukur dekhna ... kya nazaara tha ..  


Aage badhte hue hum pahunchenge ek aise scene mein jahan woh ho gyaa joh kabhi nahi hua tha ... are ek insaan ke ghutne niche gir  gaye .. ( ep 209 )

ANUSEENA SHORTSजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें