हमने अपने सामग्री दिशानिर्देश अपडेट किए हैं।
कहानियाँ सुरक्षित रूप से साझा करना जारी रखने के लिए नवीनतम दिशानिर्देश देखें।

SHORT 15.2 - HONEY TRAP

689 79 61
                                        

KAI - SO  WITHOUT ANY FURTHER WASTE OF TIME .. HERE WE GO WITH THE NEXT PART 

AS - SHREEMAN AAPNE HUMEIN DUVIDHA MEIN DAAL DIYA .. AB USSE NIKAALIYE BHI 

KAI - BILKUL PYAARE BHAIYA .. NIKAL DENGE AAPKO BAHAR .. AAPNE WAPIS AAKE ITNI BADI KHUSHI DI HAIN .. TOH ITNA TOH BANTA HAIN .. 

AS - DHANYAWAAD SHREEMAN 

KS - OHH MERE BICHDE HUE BHAIYON KI JODI ..STORY KO SHURU KARNA HAIN KI NAHI 

KAI - LETS BEGIN 


Hm - bilkul bhi nahi .. 

As - aapko farak hi nahi padta ki aapka pati kisi aur ke saath jaa raha hain .. usse rijhaane ke liye 

Hm - nahi .. farak nahi padta .. kyunki humein pata hain chahe kuch bhi ho jaaye aap humein dard nahi denge... 

As - aapko sach mein farak nahi padta 

Hm - nahi kyunki aapka joh dil hain na .. woh sirf humaare pass hain .. toh aap chah ke bhi kisi aur ko de nahi sakte .. aur toh aur us dil pe sirf humaara naam likha hain joh kabhi mit bhi nahi sakta ... aur yeh baat toh aap bhi jaante hain ki aapke upar humaare alawa kisi ka hak nahi hain .. toh hum kyun chinta karein 

All mpt smiled hearing her love ... 

Ks ( in mind ) - sachmein bhaiya ko maddam sir se jyaada pyaar karne waali ladki kahin nahi milti ..bhagwaan inhe humesha khush rakhe ... kisi ki nazar na lage inhe 

As ( went to her and caught her waist ) - aur agar sachmein humein usse pyaar ho gaya toh ( husky voice )

All mpt banged their forehead 

Ks - ho gaya inka romance shuru 

KAI - NA MAUKA DEKHTE HAIN .. NA JAGAH .. BAS SHURU HO JAATE HAIN .. KABHI SERIOUS AUR TENSION MEIN .. DUSRE HI PAL MODD ROMANTIC 

AS - TAAREEF KIYA KYA 

KAI - MAIN KABHI BHI AAPKI TAREEF KAR HI NAHI SAKTA .. BEZZATI THI 

AS - 😑😑😑😑

Hm - toh joh yeh aapke do pair hain na jinke sahare ap chal rahe hain .. woh nahi bachenge aur aap reh jayenge hospital ke bed mein .. zindagi bhar ke liye ( in his ears )

As - ahmmm ahmm .. ( he cleared his throat )

Hm - aur waise bhi is baat ka bhi humein koi chinta nahi hain .. kyunki aapko rijhaana jaise deewaaron se baatein karna .. saamne se koi response nahi milega .. bechaari ladki khud pagal hoke bhaag jayegi ... aapko seduce karna khud humaare liye itna mushkil hain toh kisi aur se kya hi umeed karein hum 

As - aapko toh khush hona chahiye ... ki koi humein rijhaa nahi skata .. 

Hm - haan toh aapko kisne kaha ki hum dukhi hain 

As - accha yeh mazak ko side mein rakhiye aur sach boliye aap theek hain na .. aapko koi dikkat nahi .. 

Hm - bilkul nahi .. ap jaiye mission pe ..aur agar kuch ulta hota dikha toh hum bhi wahin rahenge aapko todne keliye .. kyunki hum bhi hain is mission mein ..aapko yaad hain na ( with a smile) 

As - pehli aisi patni dkehi hain joh khud aone pati ko kisi aur mahile ke pass jaane ko permission de rahi hain 

Hm - kyunki humein aap pe atoot vishwaas hain .. aur yeh baat humein pata hain ki aap humaare bharose ko kabhi nahi todenge .. 

As hugged her  - bilkul nahi .. kabhi nahi todenge 

A voice came - aur todna bhi mat ... warna hum aapko tod phod ke rakh denge kahin 

ANUSEENA SHORTSकहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें