हमने अपने सामग्री दिशानिर्देश अपडेट किए हैं।
कहानियाँ सुरक्षित रूप से साझा करना जारी रखने के लिए नवीनतम दिशानिर्देश देखें।

SHORT 17 - THE BEST DECISION

714 81 14
                                        

KAI - HEY GUYS BACK WITH ANOTHER SHORT ... ANUSEENA ARE ONE MONTH MARRIED 

AS - AAJ HUM AAPSE HAATH JOD KE REQUEST KARTE HAIN KI AGAR TAREEF NAHI KARWA SAKTE TOH BEZZATI MAT KARWANA 

KAI - CHALO AAP BHI KYA YAAD RAKHENGE KARWA DENGE AAPKI TAREEF AAJ KE PART MEIN

AS - DHANYA BHAAG HUMAARE JOH AAPNE HUMAARI TAREEF KA SOCHA 

KAI - TOH AAYIYE SHURU KARTE HAIN


As was coming from the headquarters... He stopped his car at the shop to buy something . when his eyes fell on a small 8 year old boy .. 

The people of the food shop were running behind him and throwing sticks at him .. and he was running here and there trying to escape 

As went running to him . The boy feared Anubhav and was trying to escape but anubhav caught him 

Boy - sorry bhaiya .. mujhe maaf kardo .. main yeh khaana wapis kar dunga .. please mujhe mat maarna  ( this left anubhav completely shocked and suprised )

The crowd of people who were running behind the small boy came and started shouting at him 

P1 - accha hua sir aapne isse pakda .. yeh baccha roz aake humaare dukaan se khaana chura ke bhagta hain. Pakadne jaaao toh bhaag jaata hain.. iski toh ( the boy closed his eyes in fear )

Just then the people was about to hit him.. When as took him in his arms.

As - khabbardaar .. khabaardaar isse haat lagaya toh .. child violence ke case mein andar kar denge ..

P2 - areeyy par isne chori ki hain,

As - zara aap sochiye.. yeh 7-8 saal ka baccha .. woh bhi khaana chura raha hain .. koi majboori hogi .. aur aap sab mein insaaniyat kya khatam ho gayi hain joh ek bacche ko aise maar rahe hain.. woh bhi khaana churaane pe .. aur kitna khaana churaaya hain isme .. ek mootthi ( handfull ) jitna.. uske liye aap is bechaare ko itna dara rahe hain.. 

( all the people bowed their heads down .. but the boy was looking at Anubhav )

As - aapke kitne paise hue .. isne aajtak jitna bhi khaana churaaya batayiye... hum abhi bharpaai kar denge

P1- sir please humein aur sharminda mat kariye .. humeein maaf kar dijiye 

As - aainda dhyaan rakhiyega .. warna sach mein child violence ka case laga denge ... aur uske baad aapko koi nahi bacha payega .. 

P1 - ji sir 

All went 

As took the boy near his car and made him sit on the bench nearby .. he himself sat on his knees in front of him ... he saw another kind of fear in the boy's eyes 

As ( sweetly ) - beta aapka naam kya hain .. 

The boy didn't answer as he was scared .

As - dekho aapko humse darne ki koi zaroorat nahi hain .. ab aap aaram se apna naam mujhe batao.. 

Boy ( in trembling voice ) - Da.. Daksh

As - bahut pyaara naam hain aapka.. ( he searced his pocket for something.. which made daksh scared more )

As - areyy daro mat bacche .. chocolate khoj rahe hain .. yeh toh mil gaya ( he took it out and forwarded it to daksh ).. khaoge chocolate .. 

Daksh hesitated 

As - accha chalo aadha aadha khaate hain .. ( with a slight laugh ).. ( he broke the chocolate and forwarded a big piece to Daksh .. which he quietly ate with a little smile .. Then As forwarded the next piece to him and he ate it .. and smiled more

ANUSEENA SHORTSकहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें