SHORT 11.2 - ANUSEENA KI KAHANI

417 38 64
                                    

KAI - SO YEH HAIN ISKA PART 2 ... BAHUT DIL SE LIKHA HAIN . PLEASE APNE VIEWS DO YAAARO 

RAY - HAAN PLEASE ... DIL TUTH JAAT AHAIN AGAR AAPKE REVIEWS NA AAYE TOH .... ARE AAPKE REVIEWS MEIN AGAR YEH BHI LIKHA HO NA KI itna accha nahi laga thoda boring tha  TOH BHI MAZA AATA HAIN ...KAMSE KAM ITNA PATA CHALTA HAIN KI AAPNE STORY PADHI TOH SAHI ... 

KAI - SO PLEASE VIEWS DENA 


continued from previous part

sone pe suhaaga kahein ya humaare dil ke liye ek chaain ( ep 166 )

humaari shehzaadi pahunch gayi shehzaade ke HAATH KI COFFEE  peene .. woh bhi aadhi raat ko ... shehzaade ke darwaazan kholte hi hosh udd gaye ... uskishehzaadi itni raat ko khadi thi .. bechaara chinta mein dub gaaya 

Shehzaada - aap itni raat ko yahan kya kar rahi hain ... sba theek hain na 

shehzaadi - are aap zara dheere bolenge ... ammi jaag jayengi 

humaare Shehzaada ne kiya door band aur aa gaye ghar ke bahar 

Shehzaadi - woh aapne kayi baar aone haath ki coofee ki tareef ki hain . toh socha kyun na aapko ek mauka diya jaaye 

Shehzaada - dhanyawaad mauka dene ke liye .. aayiye ... dheere mataji hain 

ab dono pahunch te hain kitchen mein 

aur ho gayi inki baatein shuru 

Shehzaadi - aap humein yahan kyun lekar aaye 

Shehzaada - aam taur par hum coffee kitchen mein hi banate hain ... aap kahan banati hain ... 

Shehzaadi - kitchen mein hi .. 

Shehzaada - aur waise bhi kehte hain ki aadhi raat ko jab do log saath mil ke coffe banate hain toh coffee lajawaab banti hain 

ab ho gaya doodh ka nuksaan ... are yaar patila niche jo gir pada ... par doodh pe toh kisi ne dhyaan hi nahi diya ... dete bhi kaise .. dhyaan toh humaare jodi pe tha 

Shehzaadi toh bhaag ke chali gayi almiraah ke piche chupne .. aur saath mein apne shehzaade ko bhi khich le gayi .. haaye yeh almiraah humesha kone mein hi kyun hota hain ..na pichee na bagal mein chupne ki jagah woh choti si gali mein hi dono ko ghusna pada 

tab entry hoti hain .. humaare devta ki .. jisse pehle hum nafrat karte the .. par baad mein pooja karte hain ... 

are COCKROACH aur kaun ,, 

Shehzaadi ne dar ke gale laga liya humaare shehzaade ko ... 

As - mahila police thane ki sho jo bade bade cases chutki mein suljha leti hain .. woh cockroach se dar gayi ..... wakayi mein dar gayi ya humaare pass aane ka bahana tha .... 

humein school ki kitaabein bhi itni jaldi yaad nahi hoti jitni jaldi yeh dialogue yaad hua tha ,...

Shehzaadi - ek min ... mesage aaya hain 

 shehzaadi toh sharmaate hue piche nikal aayi ... but saari gadbad kar di us phone ke message ne ... na coffee date poori hui .. na hi jo hone waala tha ... unki kiss .... shayad 

AB Shehzaadi ko sachmein cockroach se dar lagta tha ya unke KAREEB JAANE KA BAHAANA tha .. yeh toh aaj bhi ek mystry hi reh gayi ... pata nahi kab isse parda uthega .. 

khair aage badhte hain 

ab aaya thoda udaasi ka din .... ( ep 169 )

Shehzaadi ko sach pata chal gaya .. ki humaara shehzaada desh ko bachaane ke liye ek mission pe hain .. aur shehzaadi ke saath pyaar ka naatak kar raha tha .. polygraphy test bhi hua 

ANUSEENA SHORTSजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें