teri meri duniya 3

1.6K 118 7
                                    

The marriage was completed with full ritial... ...kaka and binoy to were happy with this marriage... Actually they were proud of their anirudh.... He has saved a life...and that to of an innocent girl....

Som and batuk were to happy.. as they have got a new boudi... Who will fulfill the space of mother and sister in their life....

Mami and mama had a cruel smile on their face... They thought that now bondita can provide them all the comfort...

But suddenly......

"Ek aur baat kehna chahta hunn main..." Anirudh said grabbing everyone's attention...

"Kya hua anirudh....?". Kaka asked...

Bondita too felt a fear .......

"Main kehna chahta hoon ki bondita abb iss parivar se koi rishta nahi rakhegi.... Siwai sumati maa ke..... Na hi ab uske koi mama hai na  mami......" . Anirudh announced...
(Confuse mat hona anirudh ne pehle hi uska naam or uski maa ke bare me puch liya tha)

Bondita felt a relief as he said"" sumati maa ke alawa....""

"Areeee aise kaise.... Bhatiji hai humari... Hamate ghar ki beti hai.... Kaise rishta nahi rakhegi...." Mami blurted out.....as her plan of getting money was failing..

"Accha ...beti hai... To ye baat tab kyu yaad nahi ayi jab isse jinda jalane jaa rahi thi app.... Kaha gaye the tab sare rishte..... Or abb ye roy choudhuryon ki bahu ban gayi hai to... Humare ghar ki beti... Huhhh... " Anirudh shouted..

"Bondita dekh tera pati kya keh raha hai..... Tu kuch bolti kyu nahi....." Mama exclaimed

"Thik hai kehti hun...." bondita said...

This shocked anirudh.
..






















"Main bhi aapki baat se sehmat hu...patibabu.... Mujhe bhi koi rishta nahi rakhna hai...inse...." Bondita said looking at anirudh...

Anirudh smiled at her...

"Sun liyaa... Abb khabardar joo kabhi bondita se milne yaaa baat karne ki koshish bhi ki......" anirudh said...

"Thik hai... Hum nahi milenge bondita se..". Mama said

Mami held his hand and whispered aree ye kya keh rahe hai..." Agar usse milenge nahi to paise kaise lenge usse...."

"Hum nahi milenge bondita se... Par agar bondita koi rishta nahi rakhegi to hum uski maa ...ko bhi nahi rakhenge apne sath......." mama said

Mami smirked

Bondita became tensed... She looked at anirudh with pleading eyes and hee to understood her condition he blinked at him and was about to say but .........





"Accha hai nahi rakhna chahte tum....samdhan ji..ko.....waise hum kehne hi wale the...." Kaka said

"Samdhan ji... Ab tumhare sath nahi... Humare tulsipur  mein rahe gi......." Kaka said.

This made bomdita and anirudh happy.....

"Ha ha ... Kya kaha ... Beti ke sasural me..... Kya ijjat rahegi unki.... Kya kahega samaj......".one of villager exclaimed

"Han zamindar babu..... Main aapke saath nahi aa sakti....isse accha to bondita mujhse bhi apna rishta tod dein..... Mujhe meri beti ki khushi chahiye bus....". Sumati pleaded

"Maa..... Ye tu kya keh rahi hai... Main tujhse rishta kaise tod dun.... Tere liye hi to jiti aayi hu abb tak... Or tu keh rahi hai....nahi.. kabhi nahi.....". Bondita said crying.

"Nahi bacchi... Ab tujhe apne aasural me rehna hai... Wohi tera ghar hai.... Main tere sasural me aakar tere parivaar ke man samman par aach nahi aa de sakti...." Sumati said

"Maa ....aap aisa kaise keh sakti hai...." Anirudh













"Ruko anirudh........" kaka said.

Everyone turned towards kaka....

Mama and mami smirked as they thought their plan succeed

"Kaka....."anirudh tried to explain

"Pehle puri baat sun loo...".kaka said

"Samdhan ji... Aap humare ghar nahi ana chahti ....koi baat nahi... Par tulsipur to aa sakti hai na....or agar aap humse arthik madad nahi lena chahti to ek prastav hai humara...".kaka said

"Kaisa prastav zamindar sahab...?" sumati asked

"Prastav yeh hai ki... Humare aam ke bagiche hai tulsipur main.... Kiski dekhbhal ke liye hume ek bharosemand vyakti ki jarurat hai.....to hum chahte hai.. ki unn aam ki bagiche ki dekhbhal aap kare... Uske liye hum aapko 50 rupee.. mahine ki  pagar denge... Jisse aapko aamdani milegi... Or aap apne rehne ... Ka kharch bhi utha lengi....." kaka


Mama and mami were shocked as at that time 50 rs meant a lot for a vilaager to earn per month.

Bondita were delighted qith kakas gester...and rcs too supported kaka.

Sumati stood up and said...

"Dhanyabad zamindar sahab... Mujhe aapka ye prastav manjoor hai... Or main iske liye kal hi tulsipur aa jaungi....." Sumati announced.

Bondita too became happy as her mother got a financial support ..... She smiled at anirudh and he too smiled back...














To be continued.........

Anidita - safar 💜 os/ts/ss seriesWhere stories live. Discover now