humnava 7

1.5K 151 39
                                    

Bondita was lying on bed in unconscious state... Her body was fully frozen...her condition was not so good.....


Som called the doctor... The doctor came and checked her...





Anirudh was very tensed... He felt like crying.. her bondita was in so much pain... Yes her bondita.....no matter whether he knew her or not.... But she is his wife... He sat beside her as doctor was checking her...





"Aap sab bahar chaliye kuch zaruri baat karni hai"  doctor said

"Anything serious doctor.. " anirudh asked being tensed....

"Pehle aap sab bahar chaliye.... And miss aap inke kapde badal dijiye inhe thand lag jayegi...." Doctor said to naina...

Naina nodded and everyone left...


Anirudh stood beside her for a while... Glancing at her ... The guilt and care in his eyes didn't went unnoticed by naina....

He left wiping his tears....














"Kya hua hai doctor..." Binoy asked...



"Aap sab ye batayiye... Unhone pehle bhi aisa kuch karne ki koshish ki hai kya...." Doctor asked...


"Nahi doctor... Pehli baar hi aisa kiya usne...." binoy said...


"Mr. Anirudh.. aap to unke husband... You must have known... She is very sensitive... Unhe akelapan mehsoos na hone de... Ho sakta hai wo dubara aisi koshish kare.... Be careful.... " Doctor said and left....







Anirudh was all shocked... What has he had done... Her Bondita was suffering so much.... H immediately left towards his study and cried silently..... fighting with his own thoughts....









Here naina too was emotional... It was true that she didn't knew her... But seeing her suffering so much.. her heart pained... Afterall she too is a woman..







"Nahi.. me.. maine.. nahi.. chod do mujhe... Chod do...." Bondita mummered in sub conscious state....


Naina too cried seeing her state....she decided to talk with anirudh and left....























Anirudh was sitting alone in study when naina entered there with som...


Anirudh looked at them and again looked down ...



"Kyu aaye ho tum dono.... Maine kaha na mujhe akele rehne do...." Anirudh said wiping his tears...

"Dada.. baat bahut jaruri hai isliye..." Som said...

"Maine kaha na... Nahi karni mujhe kisi se baat.... Or kyu karu.... Kisi ne batana jaruri samjha tha kya bondita le bare me mujhe... " Anirudh shouted...

"Or kya tumne janna chaha.... "Naina scolded him....

Anirudh became silent...

"Jante hi kya hai aap dada.. inn 3 saalo me... Kya kya nahi saha hai boudi ne....." Som said and cried...


"Ab janna chahta hu som... Please batao mujhe..." Anirudh asked crying...


"Sun payenge..."  Som asked...

"Sunna hi padega... Bondita ke liye..." Anirudh said..

Som sighed and sat beside anirudh...

"3 saal pehle.. aap london chale gaye the
.... 17 saal ke the aap dono... Iss  umar me maa banna bahut common hai dada bharat me.. sabko  laga ke aap dono ne...." Som tried to say but sighed...


"Boudi ka ghar se bahar nikalna mushkil kar diya sabne.... Bus ek hi raag gate hai sab...." Som said and cried...

Anirudh and naina looked at him with moist eyes....

"Ki boudi banjh hai... Or boudi.. sunti rehti thi... " Som said and cried ...

Anirudh and naina too cried...


"Usne kuch kaha nahi...." Anirudh asked...


"Kaise kehti dada.... Mana ki boudi padhi likhi hai... Par humesha se akeli bafi hui hai wo... Unhe nahi aata kisi se tark karna aapki tarah... Or kab tak kehti.... Gao walo ki to baate hi khatam nahi hoti ... Banjh... Abhagan... Chodi hui... Pehli patni.. na jane kitne naam diye hai sabne boudi ko... Kab tak sehti.... Ek saal tak yahi chalta raha... Dheere dheere boudi apne graduation ki taraf badhti gayi... Graduate ho gai...." Som said...


"Hume laga..ab kaam karengi to busy rahengi.... Aapko to pata hai kitabe kitni pasand hai unhe.... " Som said to anirudh..

Anirudh nodded...


"Apni kitab likhna chahti thi boudi... Par wo bhi nahi ho paya... Kaka ne mana kar diya unhe kaam karne se....wo phirse shant rahi.... Kuch mahine baad.. unke baba or maa ka ek car accident me dehant ho gaya.... Wo toot gayi.. unka sabse bada support chala gya....or unke baba ki mehnat or unki yaad ki aakhri nishani .. unka ghar bhi chin gaya....wo or toot gayi.... Par pata ni kyu.. kabhi jatati hi nahi.. humesha hasti hi rehti hai...."  Som said crying...


Anirudh and naina too cried...




"Par in sab me sabse badi galti aapki hai dada..." Som confronted...


Anirudh cried....


"Aap nahi jaate to ye sab nahi hota... Or ek baar.. kya aapne ek baar bhi unke bare me pucha.. wo har rooj aapke telephone ke intezar me rehti thi.... Har baar. Apki chitthi ke intezaar me rehti thi.... Jatati nahi hai wo.. par bahut prem karti hai aapse ... Isliye to ussdin aapke ane ki khushi me kheer banayi thi aapke liye.. apne hanthon se....." Som said...


Naina looked at anirudh...

"Anirudh tumne... " Naina asked ..

"Nahi naina.. maine nahi khayi thi...." Anirudh said crying...



Naina became angry on him...

"Tum pagal ho kya... Aisa koun karta hai apni patni ke saath... 3 saal 3 saal se baat nahi ki tumne... Kyu ani.. kyu... " Naina shouted..



Anirudh cried...

"Kya baat karta naina... Hum bacche the.... Itni kam umra me humara vivah... Or  maine to kaka se kaha bhi tha.. ki tok dijiye ye shafi.. mere aane ke baad kar lunga... Par wo nahi mane... Mere liye to sab naya tha na... " Anirudh reasoned


"Or bondita.. usk bare me nahi socha
... Uske liye bhi to sab naya tha... Wo bhi to tumhare liye sabkuch chodkar aayi thi... Uske liye hi kar lete...." Nina said...


"Main janta hu naina... Jo maine kiya wo maafi ke layak nahi hai.. par me aab apni galti sudharna chahata hu..  " anirudh said crying


"To sudharo... Or shuruat aaj se hi karo... Kabi der na ho jaye anirudh...." naina confronted


Som and naina left study leaving anirudh in deep thought......





To be continued.......

Anidita - safar 💜 os/ts/ss seriesWhere stories live. Discover now