Purane zakham 💔💔💔💔

1.2K 144 84
                                    

Recap:

Anirudh held  Bondita's hand and both moved Down stairs...while they were moving all tried too stop them but no one stopped and all got down....

Here when Anidita reached downstairs.... Bondita was angry too see the person...but when Anirudh saw him his head Started aching and the negetive memories started making a flashback in his head... though nothing was clear...his legs started trembling....and he felt down...

Bondita: (screaming) Sakha Babu..!!!!!

Ab aage....

......................................................................

In a village near the dinpur....some people were standing.... encircling a Three people of panchayat samiti....And a person From the group spoke ....

Person: Sarpanch ji (pointing towards a person) ye admi meri masum si bhanji ko apne pyaar mein fasakar Najane uske saath....kya kar raha tha...

Person2: fasa nahi raha tha mai Bondita ko....Pyaar karte hai hum dono ek dusre se Sundaram jee ( Bondita's mam) ...

Sundaram: pyaar!!! Vo bhi apne se adhi umar ki bacchi se?? Are jaiye jaiye kise sikha rahe hai??hume nahi pata kya ap uche gharane ke log masum si bacchiyon ko apne pyaar ke jaal mein fas kar kya karte hai....

Anirudh: (with a frown) matalab kya hai apka?? Mai Bondita ke saath ayyashi karna chahta hu??

Devoleena: are aur nahi toh kya ....(with a Taunt to Sumati) maine toh pehele he kaha tha ....mat chadao.... Bondita ko sir pe....aurat jaat hai...ghar ka chulha chauka he kaam hai ....par meri yaha sunta kon hai??

Anirudh: aur ye niyam kisne banaya?? (Shouting)  Hum sab mein se yaha koi bhagwan hai?? Nahi na!! Toh phir kisne diya apko adhikar kisi ki zindagi tay karne ka??

Sarpanch: barso ki pratha hai ....aur barso se yahi chalta  aaraha hai.....aur koi ispe sawal nahi uthata....

Anirudh: (with a stern voice) par mai iss anyay ke khilaf awaz uthauga.....aur tab tak uthauga....jab tak samaj mein iss kubuddhi ka nash nahi ho jata....mai ladunga Aurto aur ladkiyon ke adhikar keliye....

Sundaram: par jinke adhikar ke liye ap ladoge....kya vo degi apka saath??? Puchiye yaha maujood ek ek aurat aur ladki se....kya degi vo apka saath....

Anirudh looked at every girl present over their but all bowed their head...

Sarpanch: kuch samjhe Anirudh Babu...koi nahi dega apka saath .... yaha maujood har ek ladki ye janti hai ki uski jagah admi ke pairo par hai....koi nahi dega apka saath....

And all the people of the village started laughing....but a voice made them shocked....

Voice: mai dungi....

All Looked towards the direction of voice....and found Bondita...

Bondita: (holding Anirudh's hand) mai mere sakha babu ka saath...dungi...aur tab tak dugi jab tak iss samaj ki khokhali soch ka aant na ho jaye....

Sarpanch: (Smiling) kaise??

Anidita: shiksha se...

Anirudh: mai karuga Bondita ko shikshit....mai banaunga...usse Barrister Babu Bondita....

Devoleena: aur kis haq se uthayege ap Bondita ke shiksha ka bhar?? 

Anirudh: hum dono ek dusre se pyaar karte hai ...aur mujhe nahi lagta ki maa aur bacche ke rishte ke baad pyaar se koi aur khubsurat rishta ho sakta hai..

Pyaar Na Jane Duniya ke Fasane.....Where stories live. Discover now