Episode 610 (2)..

899 69 24
                                    


In ks room..
Ks was sitting on the couch & recalling the moments..
Flashback..
Hm - aap acche se janti hai ki hume apki tariko ki na pehle zarurat thi aur nahi aaj hai...
Ks - jarurat to padega ms.. apko humara jarurat to padega, lekin abhi apka ahankar apko iye baat maane se apko inkar kar rha hai..
Hm - veham hai apka, eisa kuch nhi hoga..
Ks - jarur hoga ms..
Hm - HUME APKI ZARURAT KABHI NHI PADEGI..
Present...
Ks was thinking & tears was falling from her eyes..
But her thought was broken by a sound..
[KARISHMA]...
She turned her face & saw pj was standing with a plate..
Ks wipes her tears & says..
Ks - pj aap?
Pj - khana laye hai tumhare liye..
Ks looked at the plate & says..
Ks - bhuk nhi hai.. aap jaiye..
Pj - eise kyase bhuk nhi hai? aap ne dopehar mein bhi thik se khana nhi khaye..
Ks - nhi pj humne khana khaye the..
Pj - jhut.. malaika ne hume sab bata diya..
Ks - usne apse jhut bola pj..
Pj - jhut woh nhi tum bol rhi ho..
Ks - eisa nhi hai pj...
Pj - hume kuch nhi pata tum chup chap khana khao..
Ks - bola na bhuk nhi hai.. aap lekar jaiye..
Pj - itni pyar se apke liye apke maan pasand khana banaye hai aur aap bol rhi hai nhi khana?
Ks - kyun banaya?
Pj - matlab?
Ks - humne bola tha aap ko banane ke liye?
Pj nodded in NO..
Ks - to phir? Kyun banaya apne?
Pj - humne socha maan pasand khana kha kar apka mood thik ho jayega.. issi liye
Ks - humara mood ekdam chaukas hai,
aap lekar jaiye isse aur hume thodi der akele chod dijiye..
Pj - thoda sa kha lijiye..
Ks - pj pls.. 🙏🏻
Pj silently left from the room..
In hall..
Pj took her phone & called someone..
Someone - hello..
Pj - hello ms..
Hm -  haa pj boliye..
Pj - kaha hai aap?
Hm - ghar par hyun.. kyun kya hua?
Pj - dekhiye na ms.. hum kitni pyar se unke liye khana banaye hai..
Hm - toh?
Pj - woh khane se mana kar rhi hai.. bol rhi hai ki bhuk nhi hai..
Hm - thik hai na.. jab bhuk lagegi tab kha lengi woh..
Pj - jhut bol rhi hai woh..
Hm - kya?
Pj - haa ms.. unhone do peher se kuch nhi khaye hai..
Hm - iss mein hum kya kar sakte hai pj?
Pj - aap unko samjhaiye na..
Hm - hum kyu samjhaye aap hai na aap samjhaiye..
Pj - nhi maan rhi hai ms.. na humara aur na hi humara lalla ka..
Hm - jaab aap dono ki baat nhi maan rhi hai tab humara baat kyun manegi?
Pj - manengi ms.. woh apki saari baat manti hai..
Hm - hume nhi lagta..
Pj - aap ekbaar try to kijiye..pls ms.
Hm remain silent..
Pj - ms..
Hm - aah.. acha thik hai.. aap phone dijiye unko.. dekhte hai..
Pj - dhanyawad ms.. 😊
Pj went to ks's room..
In ks room..
Pj enters & saw ks is busy with her phone..
She called her..
Pj - karishma...
Ks ( without looking at her) - hum nhi khayenge aap jaiye iyaha se..
Pj - hum apko khana khilane nhi aye hai..
Ks looked at her & says..
Pj - to kyun aayi hai aap?
Pj - apke liye phone hai..
Ks - kis ka phone hai pj?
Pj - khud hi dekh lijiye..
Ks - aap bataiye na..
Pj - nhi aap hi baat kijiye. Lijiye..
Pj gave the phone to ks..
Ks took the phone & placed near her ear..
Ks - hello.. kon?
Hm - jai hind ks..
Ks - jai hind ms.. aap iss waqt?
Hm - haa kuch baat karni hai apse..
Ks - aur kya bacha hai ms? Sab kuch to apne bol diya.. eisi kya baat hai jo apko phone karke batana padh rhe hai?
Hm - pj ke baare mein kuch baat karni hai apse..
Ks looked at pj & says..
Ks - pj ke baare mein?
Hm - jii..
Ks - bataiye..
Hm - dekhiye pj ki umar ho rhi hai..
Ks - pata hai ms..
Hm - apko iye bhi pata hoga ki jyada stress lena unke health ke liye thik nhi hai?
Ks - pata hai.. 
Hm - pata hai phir bhi aap unko stress de rhe hai?
Ks - humne kya kiya?
Hm - aap unki baat kyun nhi maan rhi hai?
Ks - konsa baat nhi mana?
Hm - apko kabse bol rhe hai khana khane ke liye lekin aap apni zidd padh aade hai..
Ks - hum nhi khayenge..
Hm - kyun nhi khayengi aap?
Ks - bhuk nhi hai..
Hm - phir bhi apko khana hoga.. apke liye nhi pj ke liye..
Ks - humare khana khane se pj ka kya sambandh hai?
Hm - hai.. issi liye to bol rhe hai.. khana kha lijiye..
Ks - hum nhi khayenge..
Hm - thik hai aap pj ko phone dijiye..
Ks gave the phone to pj..
Pj turned on the speaker & says..
Pj - jii ms..
Hm - bola tha na humne ki ks humari baat nhi manti.. aab dekh liya apne..
Pj - lekin ms.. kj apki saari baat manti hai..
Hume pata hai...
Hm - apko kuch nhi pata pj. Ks sirf apni sunte hai aur kisi ka nhi..
Pj - nhi ms eisa nhi hai..
Hm - eisa hi hai pj.. aap sarth haar gaye..
Pj - hein! Sarth?
Hm - haa pj sarth.. humne apse bola tha ki ks meri baat nhi manegi lekin aap humse shart lagayi thi ki nhi ks humari saari baat manti hai iye bhi manegi..
Pj thought something & says..
Pj - oh haa ms yaad aya... Humne apse bola tha lekin aap nhi mani aur ek shart rakkhi ki agar kj nhi mani to aap hume 1 hafte ke liye suspend kar denge..
Ks get shocked.. 😳
Hm - haa pj..
Ks - ek min ms.. aap pj ko kyun suspend karengi?
Hm - kyun ki pj ne sarth haar gaye..
Ks - eisi shart rakkha hi kyun apne?
Hm - sarth sarth hote hai ks..  aab pj haar gaye toh sarth ke mutabik hum unko 1 hafte le liye suspend karte hai..
Ks looked at pj..
Pj - 😔
Ks - nhi ms aap eisa nhi kar sakte..
Hm - kar diye hai.. aab kuch nhi ho sakta..
Ks - nhi ms iye galat hai.. aap pj ko suspend nhi kar sakte..
Hm - thik hai aap humari baat maan lijiye hum pj ki suspension cancel kar denge..
Ks remain silent..
Pj - karishma..
Ks looked at pj..
Pj - maan lijiye na ms ki baat..
No response came from ks..
Pj became sad & turned to go..
Ks - thik hai pj mann lete hai..
Pj stopped & turns to ks..
Pj - sach mein?
Ks - haa..
Pj - dekha ms.. humne kaha tha na kj apki saari baaten maante hai.. iss ka matlab hum sarth jeet gaye..
Ks - ek min pj, hum baat maane hai lekin sirf apke liye..
Pj - matlab?
Ks - matlab hum apko suspend hote huye nhi dekh sakte.. issi kiye hi hum ms ki baat maane aur kuch nhi..
Pj - accha.. to tum khana khaoge na?
Ks - haa pj..
Pj - thik hai tum bahar jao hum aate hai, aaj hum dono ek saath khana khayenge..
Ks was about to go but stopped..
Ks - ek min..
Pj - kya hua?
Ks - ms hum apke baat maan liye aab aap pj ka suspension cancel kar dijiye.. 
Pj smiled..
Hm - haa thik hai.. pj..
Pj - jii ms..
Hm - aab ks ne humari baat maan li hai issi liye hum apka suspension cancel karte hai.. kal se duty par aa jana..
Pj - thik hai ms..
Hm - thik hai abhi hum rakhte hai aap saas bahu milkar dinner kar lijiye..
Pj - jii ms.. jai hind ms..
Ks - jai hind ms..
Hm - jai hind..
The call got disconnected..
Pj looked at ks & says..
Pj - chaliye aaj saas bahu ek saath bethke khana khate hai..
Ks - chaliye..
Karispa have their dinner togather..
After dinner..
In hall..
Pj was sitting on the couch & watching t.v..
Ks came & sat beside pj..
Ks - amma..
Pj looked at ks & says .
Pj - aap.. aap to so gayi thi na..
Ks - neend nhi aa rhi hai..
Pj - ayegi.. sone ki koshish kijiye..
Ks - nhi ayegi.. aap chaliye na..
Pj - hum kaha jaye?
Ks - humare saath sone..
Pj - kya?
Ks - hume apke saath sona hai..
Pj - nhi.. hum nhi soyenge.. tum jao..
Ks - dekhiye humne apki baat maani hai aab aap ko bhi humara baat manna hoga..
Pj - nhi tum jao..
Ks - thik hai chodiye.. hum chalte hai..
Ks went to her room..
In ks's room..
Ks was sleeping..
But her sleep broke by a voice..
She opened her eyes & saw pj was standing   on front of her..
Ks - aap yaha?
Pj - neend aa rhi hai sone aye hai..
Ks - aap humare saath soyenge?
Pj - haa kyun koi problem hai?
Ks - nhi apne to mana kar diya tha na?
Pj - haa mood change ho gaya issi liye aa gaya sone..
Ks - thik hai so jaiye..
Ks make place for pj...
Pj lie down beside ks & wore blanket upon them..
Pj - chaliye aab so jaiye aur hume bhi sone dijiye kal hume duty par jana hai..
Ks - haa haa so rhe hai..
Ks hugged her(pj) & slept..😴
Pj - hey shiv ji.. in dono ki ladai ko khatam kar dijiye aur dono ki phir se dosti kara dijiye.. hume eise nhi dekh sakte humare bacche ko..
Pj prayed to god & went to sleep 😴
              
                        THE END...

Sorry for this boring part.. 🙇

Read & enjoy.....
If you like it so pls tell me in comments. 🙏🏻
Don't be a silent reader.....
I am not a professional writer..
So pls forgive my mistakes.. 🙏🏻
Please support me 🙏🏻
Ache lage to batana, bura lage to bhi batana. Pls its a request... 🥺                          

Maddam Sir Recreation.. Where stories live. Discover now