🏘️ Kirayedar🏘️

217 9 6
                                    

Ek ladki bus se utarke ke ka intezar kar rahi hoti hai tabhi usse kisi ka call aata hai woh call bina dekhe uthati hai

Otp

??- Beta Y/n pohonch gayi na.

Y/n- Haan papa pohonch gayi hoon par koi abhi tak lene nahi aaya.

Y/d- Thoda wait karo aunty ji aati hi hongi.

Y/n- Papa kitni baar kahun meri aunty aapki nahi,well yeh baat sach toh hai na ki unka ghar khali hai.

Y/d- Mujhe toh yeh hi kaha unhone.

Y/n- Accha papa baat call deti hoon.

Y/d- Thik hai apna khayal rakhna beta.

Y/n call cut karti hai aur usse ek lady dikhti hai jiske paas y/n daude chali jaati hai aur unhen hug karti hai

Y/n- I miss you aunty.......

Y/n aunty- Haan haan bohot pata hai mujhe saal mein toh ek baar aati hai aur aake woh hi ek dialog marti hai.

Y/n hug todti hai aur kehti hai

Y/n- Meri halat bhi toh samjho mujhe wahan papa ka khayal rakhna hota hai.

Y/a- Hmm yeh baat bhi sahi hai, accha chhod woh sab aur chal.

Y/n- Hum yahan se paidal jaayenge?

Y/a- Aur nahi toh kya ghar zyada dur nahi hai, baatein karte hue jaayenge kuch pata hi nahi chalega.

Y/n done face ke saath chalne lagti hai

Y/a- Well ek problem hai.

Y/n- Kya problem?

Y/a- Tujhe kuch ladko ke sath rehna padega.

Y/n- Oh achha lad- Kya kya ladke are you serious.

Y/a- Yes i am serious.

Y/n- Par kyun?

Y/a- Uh woh kya hai na ki mere flat pe abhi renovation ka kaam chal raha hai issi liye.

Y/n- Jab aapke ghar mein renovation ka kaam chal raha tha toh mujhe bulaya kyun.

Y/a- Woh tujhe dekhne ka bada mann kar raha tha issi liye,meri maan ladke bure nahi hain unke flat mein ek room khali hai tu wahan reh sakti hai.

Y/n- Par aun-

Y/a- Please na beta.

Y/n sigh karti hai aur kehti hai

Y/n- Accha thik hai aunty, kaun hain woh log waise aapke aur rehte hain kahan pe.

Y/a- Mere kirayedar + mere padosi.

Y/n- Woh aapke kirayedar bhi hain aur padosi bhi?

Y/a- Maine unhen kiraya apne flat ke paas mein hi diya hai.

Y/n- Oh.......

Time skip

Woh dono ab aa chuki hain ladkon ke ghar ke darwaze ke samne y/n ki aunty doorbell bajati hain aur koi darwaza kholta hai aur jaise hi y/n andar jaati hai koi bade jhatke ke sath usske upar paani pehkta hai

Like this

Aur y/n ho gayi gili

Taehyung as Veer- I am sorry main aapko nahi marne walo tho.

( Translation: I am sorry main aapko nahi marne wala tha.)

Jeon jungkook hinglish oneshotsWhere stories live. Discover now