Ghar ki ghanti baji
Ding dongDarwaza jaake y/n ki mummy kholti hai
Junaid- Hello aunty.
Y/m- Hello beta, aao andar aao.
Junaid- Yes, well aunty hayat kahan hai.
Y/m- Woh toh apne ghar pe hai.
Junaid- Oh.... you mean neeche wale floor pe.
Y/m- Yes, kyun kuch kaam tha.
Junaid- Nahi bas yunhi, well chalta hoon.
Aur tab hi wahan y/n aati hai
Y/n- Hi junaid.
Junaid- Hmm hi.
Y/n- Kaise ho.
Junaid- Ab tak toh thik tha
Y/n- Hmm tum yunhi mujhse mile bina kyun jaa rahe the.
Junaid- Kuch kaam yaad aa gaya tha mujhe.
Y/n- Jo bhi kaam hai ab baad mein karna abhi baitho mere sath baatein karte hain.
Junaid in mind- Phas gaya main.
Y/n- Well junaid tumhe kaisi ladki pasand hai.
Junaid- Tumhe usse kya.
Y/n- Bas yunhi.
Junaid- Mujhe ek mature aur sanskari ladki pasand hai( jo tumse bilkul opposite hai).
Y/n- Meri tarha na.
Junaid- Hmm, ab main chalta hoon.
Y/n- Bye.
Next scene
Junaid- Hayat aaj mere ghar mein party hai, tum aana.
Hayat- Ji main kaise aa sakti hoon.
Junaid- Of course aa sakti ho after all tum meri makan malkin ho.
Hayat- Woh main nahi y/n hai.
Junaid- Haan haan woh hi.
Shama hayat's mom- Chali jaa na beta itne pyaar se keh raha hai.
Hayat- Accha thik hai main jaungi.
Junaid- Thanks aunty.
Time skip
Party timeParty mein jaane ke liye hayat ne y/n ko bhi bol diya y/n bhi junaid ki pasand se sajke jaati hai
Y/n- Hi junaid.
Junaid- Tum?
Y/n- Kyun kisi aur ko expect kiya tha, well woh sab chhodo, main kaisi lag rahi hoon hmm.
Y/n dress
![]()
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image. Earrings
![]()
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

YOU ARE READING
Jeon jungkook hinglish oneshots
FanficZyada kuch nahi bas mere dimaag mein aaye hue kuch imagines hain i hope ke aapko pasand aayenge