Kabir- Peecha toh chhod dunga bas tumhari ek haan ki deri hai.
Y/n- Humara jawab pehle wala hi rahega.
Y/n aur kabir dono padosi hai kabir ko y/n pehli nazar mein pasand aa gayi kabhi par y/n usse kabir ki harkaton se darr lagta hai y/n ke mummy papa ko kabir pasand hai lekin y/n ko nahi(ab aage badhte hai)
Kabir- Y/n kami kya hai mujh mein yaar aisa kyun kar rahi ho.
Y/n- Bas yunhi aap mujhe pasand nahi ho.
Kabir- Par kyun.
Y/n- Humein nahi pata.
Aur aisa kehke y/n wahan se chali jaati hai
Next scene
Huzaif- Y/n..........
Y/n- Kya hua bhai itni zor se kyun chilla rahe ho.