Y/n collage se apne ghar jaa rahi thi aur achanak se kabir aa jaata hai
Kabir- Hi my love.
Y/n- Humara rasta chhodiye.
Kabir- Kyun jaan.
Y/n- Humein ghar jaana hai issi liye.
Kabir- Oh, toh main chhod deta hoon na.
Y/n- Main akele chali jaungi.
Kabir- Mere rehte hue tum akele kyun jaogi.
Woh usske paas aate hue kehta hai
Y/n- Uh-uh woh dekhiye kabutar.
Woh doosri taraf dekhate hue kehti hai aur jab kabir ka dhyan bhatak jaata hai tab y/n mauka pakar bhaag jaati hai
Kabir- Hashh y/n tum bhi na.
Time skip
At y/n houseY/n apne room mein baith ke padhai kar rahi thi tab hi usski mummy room mein aati hain
Y/n- Arre maa, baitho na.
Y/m- Hmm, waise beta jab tu collage se ghar aayi thi toh pareshan lag rahi thi, kuch hua tha kya.
Y/n- Zyada kuch nahi bas, Phir se kabir mile the.
Y/m- Oh, Beta tu usse haan kyun nahi kar deti.
Y/n- Lekin kaise maa, woh jaisi harkate karte hain usse mujhe darr lagta hai.
Y/m- Par woh sab toh tujhe paane ke liye hi karta hai na.
Y/n- Phir bhi.
Y/m- Tu jo accha samjhe.
On
Kabir sideKabir apne bed pe leta hua tha aur y/n ke baare mein soch raha tha
Kabir- Pata nahi y/n tum kab samjhogi ke tumse kitna pyar karta hoon, huh.
Woh yeh sab sochte sochte so jaata hai
Time skip
Y/n collage jaa rahi thi tab hi raste mein ek ladka actually woh bhi ussi collage mein padhta usske samne aata hai
Kunal( Random name)- Oh ho kahan jaa rahi ho.
Y/n- C-collage.
Kunal- Main bhi toh wahin jaunga chalo mere sath.
Y/n- Na-nahi main chali jaungi.
Phir woh usska haath pakad leta hai aur apne doosre haath se usska face touch karne lagta hai par y/n khudko usski grip se chhoda ke chali jaati hai
Again thoda sa time skip
Y/n class room mein thi jab bahar se bohot shor ki awaz aati hai aur saare bahar jaate hain
Sab bahar aate hain aur dekhte hain kabir kunal ko badi buri tarike se mar raha hai
Girl- Arre yeh toh y/n ka boyfriend hai na.
Girl 2- Par yeh kunal ko mar kyun raha hai.
Y/n unn sabki baatein sunke kabir ke paas jaati hai usse rokne ke liye
Kabir to Kunal- MERI LADKI KO HAATH LAGAYEGA TU.
PUNCH 👊
Kabir- TUNE HIMMAT BHI KAISE KI, TU-
Y/n- Kabir!!
Woh y/n ki awaz sunke ruk jaata hai aur kunal ko chhod ke y/n ke paas jaata hai
Y/n- Yeh kya tamasha laga ke rakha hai aapne.

YOU ARE READING
Jeon jungkook hinglish oneshots
FanfictionZyada kuch nahi bas mere dimaag mein aaye hue kuch imagines hain i hope ke aapko pasand aayenge