??- Dekh mujhe ghar bhi jaana jai jaldi se pen de main tujhe teri iss mahine ki pocket money de dun.
Jai- Kya dad aap bhi thoda chill karo na.
J/d- Chill toh bohot pehle hi teri maa ne chinn liya hai.
Aur unke aisa bolte hi jai aur usske friends muh daba kar hasne lagte hain
J/d- Has mat aur jaldi pen de aur main check pe sign karke ghar jaun teri maa intezar kar rahi hogi.
Jai- Main pen deta hoon, uh arre bro tere paas pen hai kya.
Jatin- Nahi main pen leke nahi ghoomta.
Jai- Ek minute main pen leke aata hoon.
Phir woh kisi se pen mangta hai
Jai- Excuse me aapke paas pen hai kya.
??- Uh one second main deti hoon.
Woh ladki usse pen deti hai par usse kuch aur hi dikhta hai
Aur usse dikhta hai yeh
![]()
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image. Aur woh usse hi dekhta reh jaata hai
??- Hello.
Aur woh apne khyalon se bahar aata hai
Jai- J-Ji.
??- Pen manga tha na aapne.
Jai- Oh haan thanks.
Phir woh apne dad ko pen deta hai aur woh check sign kardete hain
Jai- Yeh lijiye aapk-
Jatin- Arre y/n tu yahan cafe mein kya kar rahi hai.
Y/n- Woh bhai main zara walk pe nikli thi toh......dekho na muskaan bhi aayi hai.
Muskaan- Hi bhaiya.
Jatin- Hi, by the way y/n tu inse mil, my friend jai aur usske dad.
Y/n- Hello uncle.
J/d- Hel-
Jai- Main uncle nahi hoon.
Y/n- Maine aapke dad ko bola.
Jai- Ohhhhh tab thik hai.
J/d- So tum sab baatein karo main chalta hoon, bye.
All- Bye.
Jai- By the way jatin tumhara bhai hai.
Jatin- Of course yeh dono meri behen hai.
Jai khusur phusur in jatin ear
Jai- Aapne mujhe pehle kyun nahi bataya.
Jatin- Tune pucha kab.
Jai- Oh haan.
End of khusur phusur

YOU ARE READING
Jeon jungkook hinglish oneshots
FanfictionZyada kuch nahi bas mere dimaag mein aaye hue kuch imagines hain i hope ke aapko pasand aayenge