Trilochan didn't like salim

768 87 5
                                    

Next morning......

Everybody was having breakfast......

Kaka : shubra behen diwali aa rahi hai saari taiyari shuru kar do.....jaise har saal hota hai usse bhi accha Anirudh aur bahu ka bhi pehla tyohar hai saath mein.....

Shubra : ji daa.....

Everybody was done with breakfast.....

Som and batuk were studying when anirudh came......

Ani : som.....batuk.....

Both : ji dada.....

Ani : batuk kal ke liye mujhe maaf kardo aise baat nahi karni chahiye thi.....baat karne ka tarika galat tha isiliye maafi maang raha hu par baat galat nahi thi padhai acche se karna som tum bhi.....

They nods....

Ani : ek baat ka yakin rakho tum dono main bohot pyar karta hu tum dono se isiliye nahi chahta ki tumhara bhavishya kharab ho......acche bhavishya ke liye padhai bohot zaruri hai..... karoge na.....

Batuk : haa dada hum puri mehnat karenge......

Som : aapko ya maa baba ko shikayat ka mauka nahi denge.....

Ani : good..... padhai karo aur koi bhi difficulty ho toh mujhse kehna....

They nods.....he went to study......

In study..... telephone ranged.....he picked.....

Ani : hello....

Salim : hii mere bhai kaisa hai.....

Ani : salim..... bohot khush hu tu bata tera kya......

Salim : humara kya bass chal rahi hai zindagi..... bhabhijaan kaisi hai tum dono ke beech sab thik hai na.....

Ani : teri bhabhijaan bhi bohot khush hai aur humare beech bhi sab thik hai.....

Salim : allah ka shukar hai.....kya kar raha hai.....

Ani : bass ghar mein diwali ki taiyari chal rahi hai usme thodi madat kar raha hu baaki ek do cases pending hai.....

Salim : bohot busy hai lagta hai.....

Ani : tere liye humesha free hu.....

Bon : patibabu kisse baat kar rahe hai....

Ani : aapke salim dada.....

Bon : accha mujhe bhi dijiye na.....

He gives her phone.....

Bon : kaise hai aap salim dada.....

Salim : ekdum badhiya bhabhijaan.....aap kaisi hai....

Bon : ekdum badhiya.....waise haa accha hua aapne khud phone kiya main patibabu se keh kar phone karwane hi wali thi......ghar mein diwali ki puja hai toh aapko aana hai aapke ammi abbu ke saath.....

Salim : par bhabhijaan aapke family ka function hoga main kya karunga.....

Bon : aap bhi humari family hi hai chaliye inke dost na sahi mere dada ke rishte se aa jaiye.....koi bahana nahi chalega.....

Anirudh smiles.....

Salim : chaliye thik hai aapki baat kabhi taal saka hu kya main aaunga par ammi abbu nahi aa payenge shehar mein nahi hai.....

Bon : accha thik hai aap aa jaiye.....wait karenge aapka.....

Salim : thik hai

Bon : lijiye apne dost se baat kijiye.....

She gives him phone back.....

Ani : aaiye swagat hai aap ka tulsipur mein.....

Salim : thankyou main bhi pehli baar tulsipur dekhunga aaj tak sirf baate suni thi.......

Destiny is everything Where stories live. Discover now