They reached home......
Ani : bihari..... bihari....
Bihari : ji maalik.....
Ani : batuk ke kamre mein jao aur uski jitni bhi kitabe hai woh saari lekar aao.....
Bihari : ji.....
Shubra : kya hua kuch bataiyega.....
Ani : abhi pata chal jayega maa....
Bihari brought his books.....
Ani : inn saari kitabo ko jala do bihari
Everybody was shocked.....
Bon : yeh aap kya keh rahe hai.....
Shubra : haa anirudh....
Ani : toh aur kya kahu maa jab aapke laadle chote zamindar ko padhna hi nahi hai toh kitabe rakh kar kya kare.....
Binoy : hua kya hai koi batayega.....
Kaka : haa...
Ani : puchiye isse....
Binoy : Bondita batao kya hua.....
She narrated everything.....they all get furious.....shubra picked the stick.....
Shubra : batuk.....
Bondita stopped her.....
Bon : maa please nahi..... shant ho jaiye....
Shubra : kaise shant ho jau bondita.......iski padhai ke liye hum itni mehnat karte hai......isse jo chahiye hota hai uske bina kahe uske baba usse laakar dete hai aur yeh......
Binoy : Shame on you batuk...... isiliye hum tumhe school bhej te hai.....itni mehnat karte hain isiliye ki tumhari complaints sunne ko mile.......
Kaka : bass karo ab jo ho gaya so ho gaya khatam karo iss baat ko agli baar mehnat karna.....
Anirudh looked at him in disbelief
Ani : kaka aap samajh rahe hai hum kya keh rahe hai ya phir aap samajhna hi nahi chahte.....
Kaka : hum sab samajh rahe hai par ab jo ho gaya hai usse kaise badle.....agli baar mehnat karega aur nahi bhi karega toh kya kami hai usse....
Ani : kaka aap kya keh rahe hai.....
Bon : haa ksj maana ki batuk ko koi kami nahi hai par padhai karna zaruri hai.....bina padhai ke koi bhi apne jeevan mein safalta haasil nahi kar sakta.....
Kaka : hum samajhte hai bahu par abhi chota hai.....
Ani : chota.....kaka dasvi kaksha mein hai aapko pata hai principal sir ne kaha ki agar yeh aane wali pariksha mein safal nahi hua toh usse finals mein bethne nahi denge......
Bon : haa ksj agar aisa hua toh batuk ka pura saal kharab ho jayega.....
Kaka : dekho jo hona tha ho gaya bass diwali aa rahi hai...... anirudh itne saalo baad tumhari pehli diwali hogi ghar mein bhi aur bahu ke sath bhi.....hume kalesh nahi chahiye ghar mein.....
Ani : mujhe aap se behes hi nahi karni kyuki koi fayda nahi hai.....batuk tum batao padhna hai yaa nahi.....agar nahi padhna hai toh abhi bata do......
Bondita notices som laughing.....
Bon : som hasne ki zarurat nahi hai tumhara bhi kisi ne phul maala pehnakar samman nahi kiya hai......padhai par dhyan do.....
Anirudh glares him.....
Ani : jawab do batuk.....
Batuk : main padhai karunga dada.....iss baar exams mein acche marks lekar aaunga.....
YOU ARE READING
Destiny is everything
FanficWhat happens when Anirudh and bondita get married in their childhood...... What if Anirudh doesn't accept their marriage after coming from London.... Where will their destiny would lead them....