Anidita reconcile

860 92 4
                                    

At dinner time.....

At dining table also they were not talking to each other....... everybody was worried for them now......shubra was about to say anything but binoy signalled her not to say anything......

After dinner......

Shubra : aapne mujhe kuch kehne kyu nahi diya......aise dono ke beech jhagde bilkul acche nahi lagte khaaskar iss waqt toh bilkul bhi nahi.......

Binoy : main samajh raha hu par har chiz mein rok tok karna accha nahi lagta..... samajhdar hai dono iss waqt kisi choti si baat par lad kar baithe hai aur main yeh acchi tarah se janta hu ki kal subah tak sab thik ho jayega......aise jhagde toh pati patni mein hote rehte hai.....humare beech bhi hue the.....aaj bhi kabhi kabhi ho jaate hai......fark itna hai ki ab hum apne jhagdo ko sabke saamne nahi aane dete......dono ka pehli baar jhagda hua hai shayad...... sambhalne ka mauka do dono ko.....

Shubra : thik hai.....

In their room......

Both were sitting on the bed...... Bondita was reading a book....... anirudh was going through case file......both were stealing glances from each other...... suddenly Bondita screams clutching her stomach......

Bon : aahhh.....

Ani : kya hua bondita.....

Bon : kuch nahi.....

Ani : toh phir chillayi kyu.....

Bon : kaha na kuch nahi hua.....aahhh......

Ani : Bondita kya hua.....dard ho raha hai......

Bon : woh ho jata hai kabhi kabhi.....maa se baat ki thi maine unhone kaha waise toh hota rehta hai aisa par kal doctor ko dikha dena.....

Ani : haa kal jayenge doctor ke paas.....

Bon : mujhe aapke sath kahi nahi jana....

Ani : har baat mein zidd kyu karni hai tumhe......

Bon : aapko kyu fikar ho rahi hai.....so jaiye.....

She had tears in her eyes......he got worried and hugs her......she wiggles in his arms......

Ani : shant ho jao shona..... please.....

Bon : mujhe nahi karni aapse baat chodiye mujhe.......

Ani : kya hua hai bondita....

Bon : aapko jaise kuch pata hi nahi hai........choti si baat ke liye muh phula kar ghum rahe hai...... sorry kaha tha na maine par nahi aapko meri fikar hi nahin hai......pure din mein ek phone nahin kiya.....

Ani : sorry bondita main case ko lekar pareshan tha toh mera frustration tum par nikal gaya..... main janta hu iss waqt tumhe meri sabse zyada zarurat hai aur main......I am sorry shona......agli baar aisa kuch nahi hoga...... koshish karunga ki tumhe zyada se zyada time de saku.....

Bon : I am sorry patibabu...... mujhe bhi samajhna chahiye tha......pata nahi uss waqt kya hua tha mujhe...... sorry......

Ani : it's ok.....kal subah pehle doctor ke paas jayenge......

She nods.....

Ani : ab so jaaye.....

Bon : mujhe neend nahi aa rahi hai patibabu......

Ani : toh kya karna hai.....

Bon : terrace par chale thodi der.....

Ani : thik hai chalo.....

They both went on terrace......both were sitting on the swing....... bondita's head was resting on his shoulder......

Ani : I am sorry shona....

Destiny is everything Where stories live. Discover now