Part 01

5.4K 114 23
                                    

On a very bright day.

Everyone is taking breakfast in the early morning.The youngest daughter of the family is missing there.Khan family is very punctual about the time.But their this daughter  does what she wants.

After a half an hour.

The youngest daughter comes there and wants to sit the dining chair but the eldest son of the family stopped her and said;

Murtasim:Ruko.

She stopped.

Murtasim:Subha kab hota hai?
Meerab:Abhi subha hi hai.
Murtasim:Suraz kya abhi nikala hai?
Meerab:Mein har waqt suraz par nazar nahi rakh rahi thi ki woh kaab nikale.Mujhe nahi pata.
Murtasim:Zindegi mein har kamiyaab insaan ko yeh pata to hona chahiye suraz nikalta kab hai Aur subha hota kab.Lekin tum to tehri sleeping queen.Tumhe kuch bhi nahi malum.
Meerab:Agar aap ka lecture khatam ho gaya ho to mein chai pi lu.
Murtasim:Is ghar mein har chiz ek waqt ke mutabek hota hai.Pehle uska kheyal mere marhum walid rakhte the Lekin aab mein rakhta hu.Is liye tum abhi nasta nahi karoge.
Meerab:Kyun?Der se aane ke zurm mein mere liye bhuk hartal ka elan kiya hai?
Murtasim:Aisa hi samajlo.Humara nasta ho gaya hai.Pehle tum table saf karoge Aur uske baad nasta karoge.
Meerab:Agar mein aisa na karu to?
Murtasim:Dupeher ko jo tumhe library jaana hai woh cancel.

Meerab gets shocked.

Murtasim:Bolo kya karna hai apni zid pe ade rehna hai yaa bahar jaana hai.
Meerab:Thik hai karti hu.
Murtasim:Good.Aaj ki yeh Baat bhul mat jaana.Is ko ek sabaq samaj kar yaad rakhna.Aur yeh sabak ghar ke sare no jawan fard ke liye bhi hai.Ta ki woh apni waqt ka paband ho sake.

Murtasim looks at his elders and asked;

Murtasim:Kya Maine kuch galat kiya hai?

Every elder of the family obey Murtasim's order.That's why when he fixed his cousin or siblings,they just remain silent.They think it's necessary to sometimes punish the youngsters.Otherwise they will forget the family values.And Khan family scared of Murtasim.Only Meerab have this courage to give answer to him.

Bhabi begum:Bilkul nahi beta.
Waqas:Tumne kuch galat nahi kya.Apna waqt ka paband sab ko hona chahiye.

Murtasim gets up from the chair and said looking at Mariyaam and Haya;

Murtasim:Mein na dekhu tum dono ko Meerab ki madad karte hue.Isko saza mili hai aaj.Dosti apni jaga hai sabaq apni jaga.

Then Murtasim left the dining hall and Meerab looks at her parents with angry face.

Meerab is cleaning the table,her mother comes to her;

Anila:Kyun humesha apni maan mani karte ho?Subha uth jati to kya ho jata?
Meerab:Because I'm not a morning person.
Anila:Bachpan se pata hai yaha pe sab waqt ki kitni paband hai Aur tumhe uska khayal hi nahi.
Meerab:Mein wohi karti hu ammi jo Mujhe thik laagta hai.Yeh usool rewayate bohot badi badi Baat hai.Aur mere samaj ke Bilkul bahar.
Anila:Bilkul sahi karta hai Murtasim.Tumhare akal thikane laana bohot jaruri hai.
Meerab:Haa aap to bolenge hi aap ka laadla jo hai.

After cleaning the table,Meerab takes her breakfast.

In the lounge area.

Meerab comes to Mariyaam and Haya.

Haya:Aa gayi aqal thikane subha se jo itni baar jagane aayi thi tab kyun nahi uthe.
Mariyaam:Isko adat hai bhai se saza milne ka.
Meerab:Woh aise kyun hai.Ghar mein isse bhi bade bhi to hai Phir bhi sabka bap banke beitha hai.Aisa rubab jamati hai jaise woh jallad hai Aur mein qatal ka muzrim.
Mariyaam:Bhai ki faisle ka bohot ihteram karta hai saab.Unko hi ghar ka sarbara mana jaata hai.Maa Aur chachajan kehte hai unka hukum Bilkul babasaab ki hukum ke barabar hai.
Meerab:Tum log mante honge unka hukum Lekin mein nahi manungi.Kire pade us admi par.Subhe subhe bhoke pet se mujhse kitna kam karwai.Allah kare iski biwi ek bhutni woh.Use bohot tang kare.Usse tang aake uske sare baal jhar jai.Tab samaj mein aaya usko dusron ko saza dene ki takleef.

Haya wants to gesture to Her but she can't understand.

Meerab:Kya dikha rahi ho Haya?

Then Someone said from behind;

Murtasim:Baddua dene mein Aur kuch reh gaya ho woh bhi bata do.

Meerab said to herself;

"Paas gayi.Aab yeh kaha se aa gaya.Yaa Allah sab sun bhi liya."

When Meerab wants to turn around,the flower vase fall down by touching the hand.

Murtasim:Aab yeh kya kar diya?
Meerab:Aab itne kinare mein isko rakhenge gire ga hi na.
Murtasim:Phir bhi apni Galti kabhi tasleem na karna.Tumhara Kuch nahi ho sakta.
Haya:Mein jharu leke aati hu.Warna kisi ko laag jayegi.
Murtasim:Bilkul nahi.Is ko saf Meerab karegi.Jau Meerab jharu leeke au.
Meerab:Mujhse yeh nahi hoga.
Murtasim:Yeh tumko hi karna padega.Jau abhi isi waqt.

Meerab didn't move from her spot.

Murtasim:Mariyaam agar meerab yeh saf nahi karegi to tum dono iske sath bahar ghumne nahi jaoge.Aaya Baat samaj mein?
Mariyaam:Ji bhai.

Then Meerab goes to bring the broom and going to clean it.

While cleaning,a small piece of glass entered her hand.Meerab screams.

Murtasim comes towards her and said;

Murtasim:Dekhau kiya hua hai?
Meerab:Chot laagi hai Mujhe.

Then Murtasim sees her finger and said;

Murtasim:Zara sa bhi kharuch ko chot keh rahi ho.
Meerab:Isi glass se aap ke hathon pe bhi kat du.Phir aap ko pata laage ga kya kharuch hai Aur kya chot.
Murtasim:Kardo.Mein tumhari tarha zara si baat par ghar ko asmaan mein nahi uthata.

Looking at Haya;

Murtasim:Ek bandage lekar au.

Then Murtasim put bandage on her finger.

Murtasim:Haya Mariyaam tum dono apne kamre mein jau Meerab ko leke.Jaha jaana hai adhe gante mein tayar hoke jau.Aur suno agar do gante se jyada ek bhi waqt laaga to ghar mein gusne nahi dunga.
Haya:Pehle mein yeh saf kar deti hu.
Murtasim:Jo kaha hai woh karo.Isko saf mein kar dunga.
Mariyaam:Kisi mulazma ko bula lete hai.
Murtasim:Woh Filhal masruf hai.Unhe takalluf na do.Mein kar dunga.Tum log jau.

Then Murtasim clean the mess.

[How is the story?]

Meerasim 3.0Where stories live. Discover now