Part 18

2.3K 106 22
                                    

Story starts with Meerab falls her mug on Murtasim's head.

Murtasim:Wohi ruko aa raha hu mein.

Haya watch this and said;

Haya:Bewokuf ladki yeh kiya harqat thi.
Meerab:Hath se fisal gaya yaar jaanbuj ke thodi na mara hai.
Haya:Allah ka shukar manao ki mug plastic ka tha Aur khali tha.Warna aaj kuch bhi ho sakta tha.Tumhe aqal kab ayegi yaar.

Then Murtasim comes there and Haya left from there.

Murtasim:Tum kya pagal ho?
Meerab:Nahi mein to Meerab hu.
Murtasim:Mere sad pe mug kyun feka?
Meerab:Shaadi ke khushi mein fek diya.
Murtasim:Kya?
Meerab:Haa.Woh Haya ne niqah ke bade mein bola to mere hath se fisal kar kab aap ki sad pe jaa gira Mujhe nahi pata chala.Sorry!
Murtasim:Itni excited ho shaadi ke liye?
Meerab:Ha.
Murtasim:Kyun?
Meerab:Shaadi ke waqt acche joda pehnke photoshoot hogi.Sochte hi accha laag raha hai.
Murtasim:Beda gadak ho tumhara.Mujhe laaga mujhse mohabbat hai is liye khush ho.
Meerab:Mohabbat bhi to karti hu aap se.Photoshoot bhi karwani hai.
Murtasim:Itni Bewokuf kaise ho sakta hai koi tumhe na dekke pata nahi chalta.Tumse to mujhse jada photoshoot ki padi hai.

Murtasim about to leave but Meerab holds his hand and said;

Meerab:Sorry na.Galti ho gayi.
Murtasim:Galti nahi gunah hua hai tumse.Aur iska Azala dena hoga.
Meerab:Azala?
Murtasim:Hmm.
Meerab:.Kya?

Then Murtasim brings his face to in front of her and explained with a hand gesture that she have to kiss on his cheeks.

Meerab:Mujhse nahi hoga.
Murtasim:Thik hai.Maf bhi nahi karunga.
Meerab:Aisa kyun kar rahi hai?
Murtasim:Yeh saza hai tumhara.
Meerab:Mujhse sharam aa rahi hai.
Murtasim: Abhi to ye pehali manzil hai, tum to abhi se ghabaraa gaye.Meraa kyaa hogaa, socho to jaraa.Haay aise naa aanhe bharaa kijiye.

Then Meerab comes to him and kiss on his cheeks.Then Meerab flew away from there.

Murtasim smiles and said;

"Is pagal ko jhelna mushkil hai Lekin iske begair zindegi guzarna na mumkin hai."

In Meerab's room.

Anila comes to her and said;

Anila:Meerab meri baat suno zara.
Meerab:Ji Ammi.
Anila:Tumne suna hoga Murtasim Aur tumhari niqah ke baat ho rahi hai ghar mein.Tumhara is mein kya rai hai yeh tumhare Abbu janna chahte hai.
Meerab:Mujhe koi aitraaz nahi hai Ammi.
Anila:Allah ka shukar hai tumhare pas itna aqal to hai ki apni bhale bure soch sakte ho.Yeh zindegi mein Pehli baar sahi faisla liya hai.Murtasim se accha humsafar tumhe nahi milega.
Meerab:Aur mujh jaisi biwi bhi unko nahi milega.
Anila:Sahi kaha ise jhahil pagal Aur Bewokuf biwi milna mushkil hai usse.

Meerab makes a face.

Meerab:Aap humesha meri beizzati kyun karti rehti hai.Laagta hai Mujhe sach mein kisi kude ki dabbe mein se uthake layi hai.

Anila laughed and kissed her.

Anila:Tum to meri jaan ho.Meri kalije tukre.Bas harqate kuch....
Meerab:Ammi.
Anila:Thik hai baba nahi bolti.Tum meri acchi beti ho.Bas farmadar nahi ho.

Meerab looks at her angry face and she hugs her tight.

In the evening.

Malik family is coming to take the date of Wedding.In the middle of the conversation Malik mukhtar said;

Malik Mukhtar:Behenji aap se Aur ek baat kehna tha.
Bhabi begum:Bole Malik saab.
Malik mukhtar:Darasal hua yeh hai ki Mere bhatije Adil ko aap ki Meerab bohot pasand aya.To aap logo ko koi aitraaz na ho to dono niqah ki ek sath pada dena chahta hu.
Bhabi begum:Bhaisaab hua yeh hai ki yeh niqah mumkin nahi hai.
Malik mukhtar:Koi masla hai kya?
Bhabi begum:Ji.Humne Meerab ko humare bete Murtasim ke liye muntakhib kar liya hai Aur bohot jald niqah bhi ho jayega.
Malik Mukhtar:Maf kijiyega hume pata nahi tha.
Bhabi begum:Koi baat nahi.

Murtasim blowing out anger and thinks;

"Us Adil ke itni himmat usne meri Meerab pe nazar dala hai.Jee kar raha hai uske ankhen hi bahar nikal do.Meerab sirf Murtasim ki hai.Koi chin nahi payega mujhse."

Then Meerab is bringing some box from the kitchen and suddenly collides with Adil.And he said;

Adil:Hey beautiful apna naam nahi bataya us din?
Meerab:Kyun mere naam ka chatni banake khana hai aap ko.Agar naam nahi pata chala to aap ki samose thande ho jayega.
Adil:Mein to bas aise hi puch raha tha.
Meerab:Aap ko kiya kisi ne koi mission diya hai ki sab ka naam janne ka.Jab bhi milti hu ek hi sawal puchte hai naam kiya hai aap ka.Mera naam churail hai.Aab khush?
Adil:Madam aap ki dimagi halat thik to hai?
Meerab:Ji nahi.Bilkul thik nahi hai.Salo mein se adha mahina mein pagal rehti Aur adha accha.
Adil:Kya?
Meerab:Han ji bilkul sahi suna aap ne.Mere acche rehne ke din khatam ho gaye.Is liye dimag aab sahi se kam nahi karra.Kya pata kis din pagal ho jau.
Adil:Aap mazak kafi accha kar lete hai.

Meerab intentionally fall off her box on his feet and said;

Meerab:Sorry!Mazak mazak mein ho gaya.Aap ko zada chot to nahi aya.
Adil:Masha Allah se aap ki dimagi halat kafi bure hai.
Meerab:Wohi to mein aap ko bol rahi thi Lekin aap kafi dheet insaan hai waise.Yakeen hi nahi kiya.Is liye demo dikha diya.

Then Adil goes from there.

Murtasim was watching everything from afar.First he het angry at Meerab why she talk to him but after her encounter he just laughing.

Murtasim comes to her and said;

Murtasim:Har kisi ko yeh batana jaruri nahi hai ke tumhari dimag kharab hai.Kyun ki tumhari harqate kafi hai Yakeen dilane ke liye.Aab Allah hi bachai Mujhe aisi pagal biwi se.Pata nahi kya hoga mera.

Meerab looks at him with angry face.

Meerasim 3.0Where stories live. Discover now