Part 08

2.1K 105 31
                                    

In the lounge area.

Haya and Meerab coming to Mariyaam.Meerab laughing hard.

Mariyaam:Kya hua hai tum dono ko?
Haya:Isse pucho kya kar ayi hai woh?
Mariyaam:Aab tumne kya garbad kar di.

Meerab control her laughing and said;

Meerab:Bohot bada kand ho gaya hai Murtasim khan ke sath.
Haya:Woh bhi tumhari ba daulat.
Mariyaam:Saf saf bolo na kya kiya hai tumne?
Meerab:Meri hath se Galti se glue chair mein gir gaya Aur wohi chair mein aake Khan Murtasim beith gaye.
Mariyaam:Lo bhai sach mein kar diya tumne kand Meerab.Aab mere bhai uthenge kaise.
Haya:Thori jor lagainge to aise hi uth jayenge.Kuch nahi hota.

Meerab just laughing.

Haya:Itna has kyun rahe ho?
Meerab:Main soch rahi hu jaab yeh chair se uthenge to kya hoga.
Mariyaam:Kya hoga?
Meerab:Jab Zamindar Murtasim khan us chair se uthenge to chur karke unka pant fat jayega.Murtasim khan apne fate hui pant ke sath apna izzat kaise chupayenge.

Meerab again burst her laughing out.Haya also laughing.

Mariyaam:Mere bhai ka pant fat gaya Aur tum dono has rahe ho?
Meerab:To hum kya kare unko iss halat mein ghurte rahe?

Haya laughing.

Mariyaam:Kuch khauf karo ladki bhai as pas hi honge.
Meerab:Nahi tumhare bhai Filhal apna fate hui pant ko thik kar rahe honge.

Then Meerab heard someone called her from behind with loud voice.

When she turned around,It's Murtasim.

Murtasim:Bohot hasi aa rahi hai tumhe.Au zara mere sath dekhte hai kitna haas pati ho.
Mariyaam:Bhai sach mein aap ka pant fat gaya tha?

Meerab laughed.

Murtasim:Ayenda is Baat ka zikr kabhi nahi karna mere samne.Aur tum kya haas rahi ho chalo mere sath.Sara hasi nikalta hu.

Meerab gets scared.Haya comes to her ears and said;

Haya:All the best.

Murtasim takes her to his room and showed her the shoes racks.

Murtasim:Mere sare juton ko polish karo.
Meerab:Mere shakal pe likha hai mein juten chamkanewali hu.
Murtasim:Nahi shakal se tum nehaiti bewokuf nazar aate ho.
Meerab:Mujhse nahi hota itna jutan saf karna.
Murtasim:Yeh jo tumne aaj kiya hai uske saza hai.
Meerab:Maine jaanbujkar thodi na kiya hai.Galti se ho gaya.
Murtasim:Glue giraneke liye tumhe woh chair hi mila tha jaha mein humesha beith tha hu.Agar gir bhi gaya to turand saf nahi kar sakti thi.
Meerab:Mujhe kya khwab aaya tha glue girne ke foran baad aap aake tashrif layenge Aur gluewale chair mein aap ka fant fatega.

Murtasim with so much anger and said;

Murtasim:Don't say it again.
Meerab:Maf karde Jallad saab I mean khan saab.
Murtasim:Mere juten saf karo to hi mafi milegi.Aur suno agar juten na chamke to tumhari khair nahi.

Murtasim left the room.

Meerab:Ji to karta hai is polish se iska muh chamkadu.Rakshas kahi ka.

After the shoe polish,Meerab sitting on the lounge area.

Anila comes to her and said;

Anila:Pure din sirf beithe hui hi hote ho kuch hath ped bhi chala liya karo.
Meerab:Ammi mein bohot thak gayi hu abhi.
Anila:Kiya kya hai tumne Mujhe bhi zara batau?
Meerab:(In mind) agar Ammi ko bolu us jallad ki jutan saf karke thak gayi hu to woh puchenhe Aab Maine kya kiya jiska saza Mujhe woh diye hai.By chance ammi ko pata laag gaya ki meri wajah se uske pant fat gaye.To Ammi bhi Mujhe nahi chodenge.Meerab tu charo taraf se musibat mein gher chuki hai.
Anila:Kya hua bol kyun nahi rahe ho?
Meerab:Ammi aise hi mein thak gayi hu.
Anila:Girne Aur girane se thakna koi tumse shikhe.Thik hai utho aur chalo kitchen mein.
Meerab:Kyun?
Anila:Salad ke liye fruits kat do.
Meerab:Ammi ghar mein itne sare log hai unhe chod ke sab kam aap log mujhse kyun karwate hai.
Anila:Kyun ki sab ko kam dang se karna aata hai sivai tumhare.
Meerab:Yeh kam mujhse nahi hota.
Anila:Jau warna Murtasim ko bula kar hi tumhari aqal thikane layenge.
Meerab:Haaa daralo mujhse Khan saab ki naam se.Lekin mein unse nahi darti.
Anila:Thik hai bulate hai.
Meerab:Jaa rahi hu mein.Lekin yeh mat sochna mein dar gayi.Mein apki farma bardar beti hu na is liye aap ki Baat manna farz hai mujhe.

Then Meerab going to kitchen to chop the fruits for Salad.

In the kitchen.

Meerab put all the fruits on the bowl to mixed up.When she done with her chores,Haya called her and she drop off the vegetables bowl.

Meerab:Bera ghadak ho tumhara!
Haya:Maine Kiya kya hai.
Meerab:Tum logo ki problem kiya hai jab bhi mein kuch dyan se karta hu uske baad aake hi tum mein se koi ek Mujhe piche se bulate hai Aur mein woh gira deti hu.
Haya:Piche se awaz suntei gira kyun dete ho?Hume bhi to aake log bulate hai.Humse to nahi girta.
Meerab:Aab haton mujhe hi yeh raita saf karna hoga.
Haya:Mein madad kardu?
Meerab:No thank you.
Haya:Mein Phir se salad bana deti hu.
Meerab:Thik hai.

Meerab is cleaning up the mess,Meerab gets hurt with the glass.

Meerab:Ouch!
Haya:Kiya hua?
Meerab:Glass se kat gaya aab khon nikal raha hai.
Haya:Dekhau Mujhe.

After sees the wound,Haya said;

Haya:Gehra kata hai.Tum ruko mein bandage lekar aati hu.

Haya brings first aid and going to put bandage on her hand,Murtasim comes there and asked;

Murtasim:Kya hua hai?
Meerab:Glass se hath sach mein kat gaya hai.Koi kharuch nahi aye.Bolo na Haya.
Haya:Haa kafi chot ayi hai.
Murtasim:(looking at Meerab) zara dikhau mujhe.

Murtasim takes her hand on his hand and said;

Murtasim:Jada takleef ho raha?
Meerab:(making sad face) haa.
Murtasim:Haya bandage Mujhe do mein dressing kar deta hu.

Haya gives the first aid box to Murtasim.She smiles after watch how Murtasim cared for Meerab.

She secretly left the kitchen.

While dressing meerab thinks;

"Kya haya sach bol rahi thi Murtasim khan ki gusse mein bhi koi raaz hai kya.Kya unke gusse ke piche bhi mohabbat jhalak ta hai."

After watching Meerab's starring at him,Murtasim asked;

Murtasim:Jyada Dard to nahi ho raha?
Meerab:Nahi mein thik hu.

Meerasim 3.0Where stories live. Discover now