Part 14

2.1K 89 7
                                    

Meerab is passing by the lounge area.

She gets stopped after hearing the Bhabi begum's conversation with Anila.

Bhabi begum:Aaj ladkewale aye Aur agar rishta pakka ho jai to tasalli ho jaye gi.Beti apni ghar ki ho jai Aur kya chahiye.
Anila:Bilkul sahi kaha apne Bhabi begum.Ghar ki tin betiyan kab dekhte dekhte badi ho gayi pata hi nahi chala.
Bhabi begum:Mariyaam ke bad Haya Aur Meerab ki badi hai.Unke liye bhi ladka dhundna shuru karna hoga.
Anila:Haya ka to koi fiqr nahi Lekin meerab ka hai.Pata nahi Bewokuf ladki sasural jake kya karegi.
Bhabi begum:Kuch nahi hoga.Aqal aa jayegi use bhi.
Anila:Aur hume to Murtasim ke liye bhi ladki dekhna shuru kar dena chahiye.
Bhabi begum:Haya Aur Meerab ke shaadi ke baad sochun Murtasim ki to umar nikalti jayegi.Ek kam karti hu Mariyaam ke baad hi Murtasim ki shaadi bhi kar denge.Aur iske liye hume abhi se ladki dhundni hogi.
Anila:Murtasim se pucha hai.Uska koi pasand to nahi hai?
Bhabi begum:Nahi.Mera beta wohi shaadi karega jaha mein chahti hu.

Meerab can't heard anything.After hearing Murtasim's marriage idea she feels like someone stabbing her heart with knife.

In the terrace.

Meerab is standing there.Haya comes to her and said;

Haya:Tum yaha ho mein tumhe pure ghar dhund rahi hu?
Meerab:Koi kam tha mujhse?
Haya:Yeh lehze mein itni thandai kyun hai?Aab kya hua hai tumhe?
Meerab:Kuch nahi.
Haya:Iska matlab jarur kuch hua hai.Zara batau apna masla.

Meerab drop off tears.

Haya:Kiya hua ro kyun rahi ho?
Meerab:Murtasim ki shaadi hai.
HAya:Kya?Aur kisne kaha yeh.
Meerab:Taijaan Aur Ammi Baat kar rahe the ki Mariyaam ke baad woh log Murtasim ke liye ladki dhunenge.Phir uski shaadi karwa denge.

Haya Laughing hard and said;

Haya:Shaadi ka naam suntei rona aa gaya.
Meerab:Haa aa gaya to isme hasnewali kya baat hai.
Haya:Rona kyun aaya tumhe Meerab?
Meerab:Pata nahi Lekin itna samaj mein aa raha hai mein har kimat pe Murtasim ko khona nahi chahti.
Haya:Mein bolu wajah kiya hai?
Meerab:Bolo.
Haya:Tumhe Murtasim ki sath ki adat ho chuki hai.Woh tumhe jitna bhi dant de,Saza de Lekin tumhari parwah bohot karta hai.Is liye tum aab usko khudse dur nahi karne dena chahti ho.Aur kis liye pata hai?
Meerab:Kis liye?
Haya:Kyun ki tumko usse mohabbat ho gayi hai meri jaan.
Meerab:Sacchi mein?
Haya:Haa.Aur Yakeen mano to mohabbat Murtasim bhi tumse bohot karta hai.Lekin kabhi bol nahi paya.

Meerab gets happy to realise her feelings towards Murtasim.

In the Meerab's room.

Murtasim comes to her and said;

Murtasim:Kiya kar rahi ho?
Meerab:Kuch nahi tayar hone jaa rahi thi.Mehman ayenge na ghar Mariyaam ko dekhne.
Murtasim:Mehman Mariyaam ko dekhne aa rahe hai tumhe nahi.
Meerab:To kya aisi shakal leke unke samne jau.
Murtasim:Tum tayar hogi Lekin qayamat nahi laagogi.
Meerab:Kya matlab?
Murtasim:Haton age se dekhati hu.

Then Murtasim goes to check the cupboard.

When He opened the door,all things fell upon him one by one.

Murtasim:Yeh kya hai?
Meerab:Meri saman hai.
Murtasim:Tumse behtar to jangal ki januwar hai.Kam se kam dang se rehna to aata hai.
Meerab:Sorry khan saab mein kabhi unke sath jangal mein nahi rahi jo pata lage woh kaise rehte hai.
Murtasim:Kam kuch nahi aata Lekin jaban kechi ki tarha chalta hai.
Meerab:Aap mere cupboard kyun khuli.
Murtasim:Taki mein decided kar saku tum kya pehne aaj Mehman ke samne jaoge.

Then Murtasim finds a hate dress of Meerab and give it to her.

Meerab:Isme mein kitna ganda dekhti hu.Mujhe nahi pehnna.
Murtasim:To Thik hai tumhare niche aana bhi band.
Meerab:Nahi Mujhe aana hai.
Murtasim:To yeh pehn lo.
Meerab:Aisa kyun karte hai mere sath.
Murtasim:Kyun ki mere ilawa tumhari khubsurti dekhne ka haq kisi ko bhi nahi hai.Mein nahi chahta kisi ka nazar tum par pade.Tum bohot khas ho mere liye.

Meerab blush.

In the lounge area.

Malik Mukhtar comes with his family to bring a proposal for Mariyaam to his son Malik Zubair.

Then Meerab comes to there and going to stumbling with the carpet but Murtasim holds her.Bhabi begum said;

Bhabi begum:Malik saab yeh humari sab se choti beti hai Meerab.Sabse pyari Aur sabse laadli.
Meerab:As Salamu Alaikum.
Malik Mukhtar:Walaikum As Salam beta.Kaisi ho?
Meerab:Thik hu.

After the discussion,Both family decided that tomorrow will be held Mariyaam and Malik Zubair's engagement ceremony.Malik family wants to do the wedding as soon as the possible.Khan family also doesn't have any objection regarding this decision.

In the night.

Murtasim is starring at the moon and smiles;

Then Haya comes to her and said;

Haya:Itne muskurane ka wajah kiya hai Murtasim?
Murtasim:Mano barson ki tamanna pura hone jaa raha hai.Ek chij ko bohot shiddat se chaha tha maine Aur use dil mein chupake rakha tha.Lekin aab laagta hai woh haseel ho jayegi mujhe.
Haya:Tumne bhi mohabbat bohot kamal ki kiye.Kisi ko kano kan pata nahi laagne diya.
Murtasim:Lekin tumse nahi chupa paya.
Haya:Kyun ki aap ki ankhon se hi mohabbat jhalak ta hai.
Murtasim:Kash woh bhi samajti.
Haya:Woh samaj rahi hai.Tumne jo qadam badaya hai uski taraf usi se hi use mehsos ho raha hai tumhare mohabbat ka.Aur ehsas ho raha hai khud ki mohabbat ka.
Murtasim:Wakai mein?
Haya:Ji haa.
Murtasim:Pata hai Haya Mujhe humesha laagta tha ki mein meerab se apni dil ke haal bolne pe naqam rahunga.Aur humesha sochta tha jisko pane ki liye pata nahi maine kitni duaye mangi woh ek din kisi or ki ho jayegi.Aur use kabhi pata hi nahi laagega Murtasim ne use kitna chaha tha.Lekin aab laagta hai kismat sath de rahe hai mera.Meerab meri ho jayegi.
Haya:Woh kehte hai na Agar kisi chij ko shiddat se chaho to woh tumhe milkar hi rehta hai.Aur Meerab hai tumhari dua ka azar.
Murtasim:Sach mein.Aab to mujhe laagta hai agar woh Mujhe mile to kisi neki ke badle hi milegi.
Haya:Allah nazr e bad se bachai tum dono ko.
Murtasim:Ameen.

Meerasim 3.0Where stories live. Discover now