Last part

3.4K 115 30
                                    

In the lounge area.

All the elders discussing about wedding.Bhabi begum said;

Bhabi begum:Agle Jummeh ko Mariyaam ki niqah tei raha.Aur is Jummeh Murtasim Aur Meerab ki.
Waqas:Bhabi begum itni jaldi?Jummeh to parsu hai.
Bhabi begum:Ghar ki to baat hai.
Anila:Phir bhi tayari to karni hai.Ek loti beti hai humari.
Bhabi begum:Beti meri bhi hai Anila.Uske shaadi mein koi qasar nahi chodenge.
Anila:Phir bhi..
Bhabi begum:Sab ho jayega.To yeh tei raha Is Jummeh ko Meerab Aur Murtasim ki niqah hai.

In the Next day.

In the Meerab's room.

Haya Meerab and Mariyaam discussed;

Mariyaam:Mujhe to Yakeen hi nahi aa raha meerab banegi meri Bhabi.
Meerab:To kya tumhari nani ban jao?
Haya:Lekin tum to dadi ho hum sabki dadi amma.
Mariyaam:Achanak bhai tumse niqah ke liye maan kaise gaye.
Haya:Kyun ki aap ki bhai ko shadid Ishq ho gaya hai humari is pagal meerab se.

Meerab blushed.

Mariyaam:Sacchi Yeh kab hua.
Haya:Jab aap Kisi or ke pyar mein ghum the.
Meerab:Tum log bhi na kya baten lekar beith gaye ho.
Haya:Hai hai dekho kaise sharmati hai humari meerab.
Mariyaam:Acchi baat ise tod fodne ki ilawa sharmana bhi aaya.

Meerab makes a face and Haya and Mariyaam giggled.

Haya:Aab bohot ho gaya hasna.Utho shym ko mayoon hai tumhari.
Mariyaam:Tayar hona abhi se shuru karna padega.

In the room.

Meerab gets ready for her Mayoon.Murtasim comes there and Haya said;

Haya:Aap yaha kya kar rahe hai dulhe saab?
Murtasim:Meerab ko kuch dena tha.
Haya:Bilkul nahi.Maa Begum ko pata chale to bohot naraz hongi.
Murtasim:Kyun?
Haya:Kyun ki mayon ki dulhan ko dulha nahi dekhte.
Murtasim:Shohar hu uska.Mera to dekhne ka pehla haq banta hai.
Haya:Aab tak hui nahi hai khan saab.Is liye no entry.
Murtasim:Haya please.
Haya:Bilkul nahi.Jo dena hai Mujhe de do.

Then Murtasim gives gajra and go from there with sad face.

After the mayon,Meerab goes to drink water in the kitchen.

Someone holds her mouth and pulled her out of kitchen.

When Meerab looks and it's Murtasim.

Meerab:Aap yaha?
Murtasim:Ji ha mein.
Meerab:Aise Mujhe kyun leke aaya ho?
Murtasim:Chad pe jaana hai is liye.
Meerab:Abhi?
Murtasim:Ji abhi.

Then Murtasim lift up Meerab and goes to terrace.

Meerab:Kiya kar rahi hai aap?
Murtasim:Pehle Mujhe jee bhar ke dekhne to do khudko.Itne khubsurat laag rahe ho ki jaise ki itni khubsurti kabhi nahi dekhi.
Meerab:Mujhe pata hai mein bohot khubsurat hu.
Murtasim:Hath dikhau apna.
Meerab:Kyun?
Murtasim:mehndi dekhni hai Mujhe.Jaha mere naam saje hai tumhare hath.

Then Meerab shows her mehndi to him.He holds her hand and kissed on her mehndi.

Murtasim:Itna mohabbat kyun karta hu tumse?
Meerab:Mujhe kya pata?
Murtasim:Tum aise shaks ho jise mohabbat kiye begair raha hi nahi jaata.

Then Murtasim comes to her and wants to kiss her.

But Meerab flew from there and Murtasim said;

Murtasim:Jitna bhagna hai bhago.Dekhte hai kaise bhagte ho kaal se.

After coming downstairs,Murtasim collides with Haya.

Haya:Shukar ada karo mera.Agar shym ko nahi rukti to yeh romantic scene miss ho jata tumhara.
Murtasim:Thank you Haya.Sirf aaj ke liye nahi balki un sari chizon ke liye bhi jo tumna kiya hai.Agar tum nahi hoti to humare rishtan shayed itna aage nahi badta.
Haya:Thank you bologe to naraz ho jaungi.Maine jo kiya apna cousin Aur best friend ke liye kiya.Thank you nahi balki wada lungi tumse.
Murtasim:Konsa wada?
Haya:Meerab ko humesha khush rakhogi.Jo jaisi hai Waise ji rehne doge.Bilkul badalne ki koshish nahi karoge.
Murtasim:Mein wada karta hu Meerab ko itna mohabbat dunga jo kisi ne kisi ko na kiye honge.
Haya:Mujhe Yakeen hai tum par.

In the next Day.

Its Meerasim wedding.

After the marriage ritual,Murtasim comes to her room and sees Meerab eating snacks in the bed.

Murtasim:Yeh kya tarika hai bed pe khana khane ka.
Meerab:Bhook laagi hai Mujhe.
Murtasim:Kamre mein khana kon khata hai.
Meerab:To kya washroom mein khau.
Murtasim:Tumhare liye yeh koi badi Baat nahi hai tum kar sakte ho yeh.

Meerab makes a face.

Murtasim:Naraz na ho.Chalo hum yeh saf kar dete hai.

Then Murtasim clean up the bed.

He comes to Meerab and gives to a necklace.

Murtasim brings her to the mirror and put necklace on her neck.

Murtasim kissed on her neck.Meerab feels something very different that never feels before.Some butterflies flying in her stomach.She feels so shy and nervous.

Murtasim turn her around and comes more close for a lip kiss.

The more Murtasim comes closer the more Meerab moving back.

While moving back,Meerab bumped into a vase and it's fall down.

Murtasim:Astagfirullah.Phir se kuch tod diya.
Meerab:Maine jaanbuj ke nahi kiya bas Galti se ho gaya.
Murtasim:Pata hai tumhari purane dialogue ka.
Meerab:Mein saf kar deti hu.
Murtasim:Koi jarurat nahi.Zara sa kharuch lage ga Aur bologe hai Allah kitna kat gaya.Rehne do mein karta hu.

Then Murtasim clean up the mess.

Then Murtasim pulled her closer and said;

Murtasim:Aab dekhti hu bhagke kaise jati ho.
Meerab:Chode Mujhe sharam aa rahi hai.
Murtasim:(husky voice) Aaj sare sharam khatam ho jaye ga.

Then Murtasim grabs her lips.

And they consummate their marriage.

                            𝟏𝟎 𝐲𝐞𝐚𝐫𝐬 𝐋𝐚𝐭𝐞𝐫

Meerasim's daughter Hania comes to kitchen and called Meerab from the behind.Heard her daughters voice Meerab falls down the plate.

Hania:Astagfirullah Mama.Phir se gira diya.
Meerab:Jaanbuj ke nahi kiya bas Galti se ho gaya.AuyMujhe pise awaz kyun di.Maine mana kiya na pise se maat bulane ko.
Hania:Bhul gayi.

Then Murtasim comes to them.

Murtasim:Aab kisko shahid kya Mrs khan.
Hania:Baba,plate todd hai mama ne.Lekin jaanbuj ke nahi kiya bas Galti se ho gaya.
Murtasim:Beta tumhari mama ki wajah se ghar mein do din ke bad hi dinner set karidna padta hai.Kyun ki yeh sab tod jo dete hai.Pata nahi Meerab tumhe aqal kab ayegi.

Meerab and Hania said in same voice.
                      "Qayamatwale din."

Murtasim looked at them and smiles.

                      
                           𝐓𝐇𝐄 𝐄𝐍𝐃

[I know many of my readers will be not happy about the early ending.But I believe the lemon gets bitter if it's rubbing just like that if you drag some story unnecessary without head and tails then it's lost their charm.That's why I decided to end this chapter with happy note before it's become boring.So guys how you like my story gives your valuable feedback.]

Meerasim 3.0Where stories live. Discover now