Part 12

2.1K 90 38
                                    

Story starts with Murtasim fall in the poll.

Murtasim:Aab khare khare muh kya dekh rahe ho?Hath do apna.
Meerab:Kyun?
Murtasim:Tum chahte ho mein pure raat yeh thanda pani mein dube rahu.
Meerab:Nahi nahi.Deti hu hath.

Meerab extend her hands to pull him out from the poll.Murtasim takes her hand.

Instead of going up,Murtasim dropped Meerab to the poll.

Meerab:Yeh kya kiya aapne?
Murtasim:Saza hai tumhara.Mujhe girane ka.
Meerab:Bohot zalim insaan hai aap Waise.

Murtasim looked at her wet body.He comes more closer to her.Her lips attracts him.He feels like he losing his control over him.He comes closer to her lips and put his hand on her waist.He trying to kiss her.Out of nervousness Meerab closed her eyes.

After coming closer to Meerab,Murtasim splash water on her and gets up from the poll.

In the Next Morning.

Meerab wakes up from sleep and recalled her moments with Murtasim.And getting shy.Then she realise, she is half an hour late for breakfast.

She freshen up and get ready for to go downstairs.

In the dining hall.

Murtasim:Aaj bhi tumhari subha 9 baje hui hai.
Meerab:Raat jagke mein pad rahi thi is liye der ho gayi.
Murtasim:Lekin Maine to kaal raat tumhe poll mein girte hui dekha tha.

Murtasim smirked at her.

Bhabi begum:Beta tum poll mein kaise gire.
Murtasim:Batau Meerab kaise gire?
Meerab:Mein pad rahi thi to mera ped fisal gaya.
Anila:Allah bachai is ladki ko.Humesha girte rehti hai.Iska mustakbil kaisa hoga kise pata.
Murtasim:Sirf girte nahi hai Chachijaan kabhi kabhi logo ko gira bhi deti hai.

Meerab unable to face to Murtasim for embarrassment.

Murtasim:Chalo yeh sab chodo aur aaj ki saza suno.
Bhabi begum:Beta woh pad rahi thi to use uthne mein der ho gayi.Is baat pe bhi Kaisi saza.
Murtasim:Agar aaj yeh pehli baar hota to mein maf kar deta.Lekin yeh iska roz ka ho chuka hai.
Anila:Phir bhi dheet nahi sudharti.

Meerab angrily looks at her mother.

Murtasim:Aaj Dupeher mein naan banega.To uske liye dough tum banaoge.Aya baat samaj mein?
Meerab:Ji.
Murtasim:To karlo nasta.

In the kitchen.

Meerab trying to make the dough.Haya comes to her and asked;

Haya:Poll mein kaise gire?
Meerab:Bola na ped fisal gaya.
Haya:Murtasim ka bhi ped fisal gaya tha?

Meerab looks at her with shocking eyes.

Haya:Dekha tha Maine kaise woh bhige hue kamre mein jaa rahe the.
Meerab:Mujhse takra kar woh poll mein gir gaye the Phir Mujhe bhi gira diya.
Haya:How Romantic!Crush ke sath romance karke kaisa feel hua?
Meerab:Bohot ajeeb.Aisa laaga bohot sari titliyan mere pet mein ghum raha hai.Aisa laaga meri saans tham jayegi aur dil ke dhadkan tej.Mein lafzon mein nahi bayan kar sakti woh paal.
Haya:Ise hi Shayed mohabbat kehte hai.
Meerab:Pata nahi.
Haya:Meerab hum jise pasand karte hai woh agar humari qarib aye to hume zara bura nahi laagta.Kya tumhe kaal bura laaga?
Meerab:Nahi.Mujhe laaga yeh paal aab yehi tham jai.
Haya:Aqal ki andhi apni aqal ka istemal karo Aur apne andar chupi mohabbat ko pehchano.

Meerab looks at her.

After a while

Murtasim comes there and see how Meerab making the dough.

Murtasim:Yeh kya tum face pack bana rahe ho apna muh mein laagane ke liye.
Meerab:Ji haa.Aap ko koi aitraaz.
Murtasim:Ha hai aitraaz.Kyun ki churail banke kaal raat ko apne Mujhe poll mein gira diye the.
Meerab:Aap to bade mard bante hai na to kaal raat poll mein tapak kaise gaye.
Murtasim:Ek hadsa hua tha.Khubsurat sa hadsa.

Murtasim comes closer to Meerab and said in her ears.

Murtasim:Ek churail ke sath ek khubsurat paal bitano ko mila poll mein all thanks to that beautiful accident.

Meerab looks at him with her faster heartbeat.

Murtasim puts dough on her face and left the kitchen.

In the lounge area.

Bhabi begum called everyone to talk about something important.

Bhabi begum:Kehna yeh tha Mariyaam ke liye ek munasib khandan mile hai.Woh log uss dekhne aana chahte hai.To kab bulau unhe?
Waqas:Jaise Murtasim ko thik laage.
Murtasim:Mujhe laagta hai Maa unhe kaal hi bula le.Dekhte hai unhe aur ladke ko.Phir koi natije pe poch sakte hai.
Bhabi begum:Thik hai beta.

In the terrace.

Meerab is scrolling her phone and chewing gum.

Then Haya comes there and gives her a pickle.She takes the pickles and put gum on the chair.She thought she will clean it later.

After a while.

Murtasim comes there and sit on the chair.Meerab forget to told him about the gum.

When she noticed it it's too late.That gum gets stuck on his hair.

Meerab looking at him with fear.

Murtasim:Aise kyun dekh rahe ho jaise mere sad pe sing utha hai.
Meerab:Sing ka to pata nahi Lekin baal zarur uth jayenge.
Murtasim:Aab konsi shararat ki tumne?
Meerab:Woh actually maine chewing gum chair pe lagaya tha kyun ki Mujhe achar khane the to.Phir woh nikalna bhul gaya Aur aap ake beith gaye.Aab yeh gum apke balo mein latak rahe hai.

Murtasim gets shocked and angry.He touched his hair and finds gum is stuck in his hair.

Murtasim:Tumhe aqal kab ayegi Meerab.
Meerab:Shayed qayamat ki din hi ayegi.
Murtasim:Chewing gum khake chair pe kon lagata hai.Kahi fek nahi sakti thi.
Meerab:Aap ki dar se nahi feka.Kya pata kaha fek du Aur aap ke upar jake gire.
Murtasim:Aab kiya kya tumne yeh?
Meerab:Mujhe kya khwab aaya tha mere gum yaha rakhne ke turand baad aap yaha ayenge Aur woh balo mein saja lenge.
Murtasim:Tum to mujhe ganje kar ke hi chodoge.
Meerab:De dijiye mein kat deti hu.
Murtasim:Mein tumhari jaban na kat du.
Meerab:Mein to aap hi valai ke liya bola tha.Bhalai ka to zamana hi nahi raha.
Murtasim:Bohot meherbani aap ki mohtarma.Bohot kar liya bhalai aab Aur nahi chahiye.Kya pata jada bhalai ke chakkar mein kisi din Mujhe langra yaa lula na kardo.
Meerab:Langrate hui aap ko suit bohot karega.

Murtasim looks at her with angry face.

Meerasim 3.0Where stories live. Discover now