Part 05

2.4K 90 11
                                    

In the next Day.

Some jeweler comes to Khan house to show jewellery to the ladies of the family.Then Meerab entered there.

Jeweler:Aab to meri jevrat banane kya faida khanam?
Bhabi begum:Kyun kiya hua?
Jeweler:Aap ki beti hi itni sundar hai to woh jab yeh pehnegi to sab usko hi dekhte reh jayenge mere gehne ko koi nahi dekhega.
Bhabi begum:Sach kaha aap ne humari beti hai hi itni sundar.

Meerab scrolling her phone and Jeweler said;

Jeweler:Khanam agar aap apni beti ki shaadi ka soch rahe to mere pas ek rishta hai.Unhe aise hi khubsurat Aur khandani ladki chahiye.
Bhabi begum:Filhal to nahi.Yeh ghar mein sabse choti hai.Pehle badi batiyan apni ghar ki ho jai Phir hum sochenge is bade mein.

Then there Murtasim entered and said;

Murtasim:Ladka kya thora pagal hai.
Jeweler:Nahi khan ladka bohot accha hai.
Murtasim:Lekin humare ghar ki is beti ke liye pagal ladka hi chahiye.Woh kya hai na mohtaram yeh dikhne mein Jitni khubsurat kyun naa ho iska dimag pura kharab hai.Iske dimag ke sare screw khul chuka hai.Aur jo bhi bacha kucha hai woh bhi kabhi bhi khulke gir sakta hai.
Meerab:Aap ne Mujhe pagal bola.
Murtasim:Haa.
Meerab:Aap ko apne bade mein kya kheyal hai?
Murtasim:Mein to thik hu.
Meerab:Har pagal ko yehi laagta hai woh thik hai.
Murtasim:Aur har pagal ko pagal bulane pe aise gussa karti hai jaise tum kar rahe ho.(looking at Jeweler) dekha mohtaram zara ihtihad se.
Bhabi begum:Murtasim tang nahi karo.

Angry Meerab left from there.

In Meerab's room.

Haya comes to her and said;

Haya:Aab kya ho gaya tumhe gusse mein kyun ho?
Meerab:Us admi ko kya dushmani hai yeh batau mujhse.
Haya:Bologe nahi to pata kaise chalega.
Meerab:Niche Jeweler meri khubsurti ka tarif kar raha tha.Mere liye rishta bhej raha tha.
Haya:Astagfirullah us budde ka rishta?
Meerab:Tauba karo ladki.Us budde kyun dega rishta.Woh to kisi or ke liye de raha tha.Lekin meri yeh khushiyan humare khan Saab dekh nahi paye.Is liye aake sab ke samne Mujhe pagal bol diya aur bola mere liye kisi or pagal ka rishta dhund ne ke liye.Ho gayi na meri beizzati.

Haya laughed hard.

Meerab:Tum has rahi ho?Meri beizzati hui hai yaar.
Haya:Yeh jo tumhari harkate hai woh dekh ke koi bhi kahega ladki thodi kiski hui hai.Yeh Baat to sach hai tum pagal to nahi ho par tumhara dimag thodi si kharab hai.Baki saab thik hai.
Meerab:Tum meri hi dost ho na?
Haya:Nahi mein to us Jeweler ki dost hu.
Meerab:Mein kya soch rahi thi Haya agar sach mein mera niqah ho jai to mujhe Murtasim khan ki yeh ajeeb pawandiyon se azadi mil jayegi.Hai na?
Haya:Tum sach mein pagal hi ho.Aur suno ladki jab tak Mariyaam Aur mera niqah na ho jai to khudke bade mein na sochna.
Meerab:To karlo na tum shaadi?
Haya:Haa rishta to jaise garden ki ped hai na.mein jao Aur todke lee au.

In the dining hall.

Bhabi begum sees lentil bowl is missing in the table.

Anila asked Meerab;

Anila:Meerab jau daal ki bati kitchen se lee au.
Haya:Mumanijaan mein jaati hu.
Anila:Nahi yeh layegi.Jau Meerab.
Meerab:Chalti hu.

Meerab goes to kitchen.

When Meerab coming with the bowl,she hit with the carpet and dropped off the bowl.

Anila:Astagfirullah yeh ladki ek bhi kam dang se nahi kar pati.
Murtasim:Apne bhi Chachijaan kisko bol diye.Isko gidne ka yaa gidane ka ilawa aur kya aata hai.
Bhabi begum:Pehle dekho meri bacchi ko chot to nahi ayi.Tum log Fazool baten lekar beithe gaye ho.
Anila:Jo raita felaya tumne woh samito.Saf karo sab kuch.

Then Murtasim gets up and said;

Murtasim:Kach ko hath mat lagau warna zara si bhi kharuch ko tumhare liye bohot badi chot ho jayegi.

Then Murtasim clean the glass and told servents to clean up the area.

In the terrace.

Meerab is taking cold coffee at the terrace.Anila comes there;

Anila:Yeh kya karti rehti ho tum?
Meerab:Aab kiya kya hai maine?
Anila:Humesha kuch na kuch girate rehte ho.
Meerab:Sach mein Pata nahi kaise mere hath se fisal jaata hai.
Anila:Tumhare dyan rehta kaha hai.
Meerab:Fictional world mein.Aap ko pata hai Ammi series ki jo hero hote hai hay Allah kya batau.Mein to mar hi na jau in pe.
Anila:Baj aa jau ladki abhi bhi waqt hai.Aur suno yeh maat sochna Mujhe pata nahi hai tumhara?
Meerab:Kya?
Anila:Jaan buj kar tum aise ulta kam karte ho na?
Meerab:Har waqt nahi Lekin kabhi kabhi karti hu ta ki koi Mujhe woh kam dubara karne ko nahi bole.Jaise kuch din pehle Murtasim khan ne Mujhe coffee ka kaha tha to maine jaanbuj ke itna karwi coffee banai kya batau.Uske baad Unhone kabhi bhi Mujhe coffee ka nahi bola.Us din woh khud coffee banai Aur Mujhe bhi diya.Lekin Ammi yeh sach hai yeh jo mein har waqt girte aur girate rehti hu won jaan bujke nahi karti.Aur mein jaan buj ke kyun girao agar bad mein woh kam Mujhe hi karna pade to.

Then Meerab takes a sip and heard a voice;

"Aur kya kiya karto ho tum jaanbuj ke."

Meerab turned around and finds Murtasim behind her.

When she saw him,coffee spilled on him from her mouth.

Meerab:Maf karna Maine dekha nahi.
Anila:Humesha kuch na kuch karti rehti hai yeh ladki.Allah jane ise aqal kab ayegi.
Meerab:Di jiye mein saf kar deti hu.
Murtasim:Aap ki bohot meherbani.Mujhe nahi chahiye aap ki koi madad.Us din iron ka bola to mera shirt jaala diya Aur aaj saf karne bolunga to pata nahi kya karoge.
Anila:Tum Mujhe do mein dho deti hu.
Murtasim:Nahi Chachijaan aap takalluf na kare.Meerab aap zara tashrif laiye mere sath.
Meerab:Kyun?
Murtasim:Kam hai Mujhe aap ke sath.

Then Murtasim takes Meerab along with him.

Meerasim 3.0Where stories live. Discover now