The Bet

293 39 10
                                    

SV- Aapko uske paas jaane ki jarurat nai hai, dekhna paysa khud kue (well) ke paas aata hai.

KS- Thik hai, jo karna hai karo. Yaad rakhna sirf kuch hi der hai tumhare pass. Jao roko ussey.

SV- Ahaan. Woh kaam toh aapka hai.

KS- Tum kaa kehna kya chahti ho?

SS- Haan, mai bhi kuch samajh nai paa rahi.

SV- Nagpur ki train aane ko abhi 4 ghante hai. Iss beech bhut kuch ho sakta hai. Pehle ek tarah se uska jaana rukate hai. Aur dusra aap dono apna phone check kijiye.

When they checked their phones, Samairaa had left a message. When they both open it, they find a document with the names, addresses, and phone numbers of at least eight different people.

KS- Yeh kya hai?

SV- yeh unn sab bacchon ka naam hai, jo unn teeno bullies se bully ho chuke the, sadly inhone ne bhi koi awaaj nai uthayi inke upar,
but,
but,
but,
ab hum chahe toh inhe convince kar sakte hai apne side aane mai.

KS- Jab unhone pehle complaint nai ki toh ab kyu karenge.

SV- Unn teeno bullies ki haalat dekh kar.
Yeh baat toh damn sure hai ki sabko satisfaction Mila hoga unn teeno ko maar khaate dekh. Toh hum issi situation ka fayda uthaenge.
Unhe encourage karenge ki agar atleast nine bacho ke FIRs mil Gaye toh unn teen bacho ko badi lambi saza milegi.
Aur yeh sab jaan gaye honge ki woh teen abhi koi bhi badla yaa trap karne ki haalat mai nai hai, isliye sab bas thode se effort se Maan jaayenge.

SS- Shayad tak yeh plan work kar sakta hai.

KS- par yeh saral hoga? Aath (eight) bachon ko baaton Mai laana.

SV- Simple hai, emotional blackmail karna hoga.
Unko yeh keh sakte hai... Ki sabne kar diya sirf tumhari wajah se baaki sab ke cases bhi adhure reh jaayenge.
Yaa fir... Agar tumne nai Kiya toh tumhare younger siblings yaa fir aagey bhi yahi chalta rahega... Wagera wagera. Maine toh aise examples diye hai, but aap log ussey thoda deeply bol sakte ho.

KS- Samairaa?

SV- Haan?

KS- Kya bawal chalo cheez ho tum!

SV- Hehe, ab meri itni bhi tareef mat karo. (Samairaa smilesQ ka.fhs her left side of forehead. )

KS- Toh kon jaa raha hai?

SV- Santosh Sharma!

Santosh was startled by Samairaa's declaration and looked at her in confusion.

SS- Mai?

SV- Ji haan, aap jaiye Railway Station aur mai aur Karishma Maddam unn bachon ko convince karte hai.

Santosh understood the urgency of the situation and chose to follow Samairaa's instructions even though she was not at all prepared and unsure of what to do.

SS- Okay Maddam.

KS-  Samairaa, tum pehle jao, ek kaam Karo tum apne locations list karlo.

SV- Haan yeh sahi rahega, Bas dekhna naa, meri ghaadi ka petrol naa ude.
Aap toh jaante ho kitna mehnga hai petrol aaj kal.

KS- Iski yahan watt lagi hui hai, aur isko padi petrol ki hai (Karishma whispers)

KS - Jaisa aap kahe Samairaa, woh kaa hai naa, hum toh petrol mai chalte hi nai, humare vahan mai toh yumdot alag gas daal ke jaate hai. Aap aaram kijiye hum sab kar lenge.

Karishma says it sweetly and savagely, and Samairaa leaves smiling.

Even the children who were playing in front of KS moved positions as she stood motionless by the balcony for a short while. Karishma at last has a thought.

By Your Side Where stories live. Discover now