Samairaa sat calmly on her bed, but her eyes were fixed on the off-screen television, so clearly her mind was elsewhere. Samairaa gets distracted at that very moment when Rahul knocks on the door.
Rahul- Kya hua?
SV- Rabies.
R- Matlab?
SV- Jo mere ko maarne aaye the unhone Anti - Rabies ke injection lagwaye hoga. Kyuki Maine unn sab ko dogs se katvaya tha.
R- Yaar tere dimaag mein aise ideas aate kahan se hai?
SV- Ab mai kya karun? Maine kuch carry bhi nai Kiya tha to defend myself. Aur batameezo ne pehle mere ko thok kar meri aadhi energy khatam kar di thi.
Toh fir laga mere mini army kab kaam aayenge. Isliye unse maine help maangi and they helped me.R- Help kaise maangi tune?
SV- Rahul tu thoda 'C' hai kya?
Bhai animals hai woh unke andar senses hoti hai jisey unhe pta chalta hai kya situation hai aur kya karna chahiye. Gazab baat karta hai yaar tu bhi.
R- Acha Acha sorry. Waise kya scene chal raha tha?
SV- Kya?
R- Neha ka.
SV- Kuch nai second chance maang Rahi thi. Ab ussey kon bataye ki Second kya shayad das se jayda chances maine ussey diye the pehle.
R- Ek aur dede.
SV- Mere ko uspar bharosa hi nai rahega ab.
Kya fayda fir?R- For the benefit of her, at least.Just for you, she left Canada and travelled straight to India. That implies that your bond is still alive.
SV- Kisne kaha tha yeh sab karne ke liye? Kya zarurat thi ussey. Jab mujhe Issey jara si bhi expectations thi tab toh usne kuch nai Kiya.
Marne ke baad hi sabko value pta chalti hai?R- Woh sab Mai nai jaanta. But Anni yaar, har waqt kyu sabse dur rehne hai tujhey?
SV- Kya fayda Rahul, ek din toh sabko dur hona hi hai.
R- This is not you Anaya.
SV- Of course. Maine khud ko kho diya hai. Aur ab wapas paane ki umeed bhi nai hai.
R- I won't force you, but please ek baar meri baat shaanti se samajh.
Tujhey har waqt ek angry bird type ka ghumne ki jarurat nai hai. Jo hua uske liye hum saath mein ladh rahe hai. Par yeh Kahan ki baat hogi ki tu apne andar ki insaniyat ko khatam karde.SV- kabhi kabhi kuch Naya start karne ke liye purane ko khatam karna padhta hai.
Par....
Ab yaa toh Mera Target khatam hoga yaa mai. Fir naa kisi ko koi takleef naa hi mere liye chinta. Now I have to finish this game.Rahul sighs.
R- Tu nai samjhegi. And honestly tujhey bhi pta hai tere man mein kya chal raha Hai. You know what you want.
SV- Neha aur K ko mere room mein mat aane dena. Infact tu bhi sirf jaruri kaam ke liye aana. I need some privacy.
R- Anaya stop this nonsense.
SV- Rahul, Jaa yahan se aur jo maine bola hai uspar focus kar.
Mujhey yakeen hai inn hi logon ne Rakesh ko bhi maara hoga.R- Bhadh mein Jaa!
As Rahul storms off, Samairaa just sits there, hunching over and burying her head with her hands.
SV(aside)- Yeh log samajhte nai hai. Mai theek hun jaise hun.
Khair chodho yeh sab.
I need to crack some bones to make my bones feel better.
Sabko activate karna hoga. Aur ab do char logo ko nipatna hoga. Khatam karun ab Mai yeh sab.Aur khatam karne ke baad?
Nai pta.
You are hurting everyone around you, one by one.
I am not.
Kisne kaha tha unse mujhse kuch expect karna. Maine toh nai kaha tha.
Unki galti thi. Meri nai.
Ireally don't care about anyone. Chahe jitna bhi selfish mujhe kaha jaaye.
Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chune na chhanv
Kaise teri khudgarzi
Kisi thor tike na panvMast maula mast kalander
Tu hawa ka ek bawandar
Bujh ke yoon andar hi andar
Kyun reh gayaRe kabira maan ja
Re fakeera maan ja
Aaja tujhko pukaarein
Teri parchhaiyaanRe kabira maan ja,
re fakira yun na jaa
Kaisa tu hai nirmohi
kaisa harjaayiya
YOU ARE READING
By Your Side
FanfictionIn the towns of Lucknow, ASI Samairaa Vashisht is a recently appointed officer. She has been told to train under SI Karishma Singh. What twists and turns will Karishma experience, and how will they impact her relationships with others? (So fed up of...