WILL THEY BELIEVE?

133 11 58
                                    

FUTURE SCENE

Ashish : Haan sahi kaha sumedh...me to jaa nhi sakta goli lagne ki wajah se...tu jaa iske saath.

Ashi : Nhi bhai.

Sumedh : Par kyun ashi..kya dikkat hai mere jaane me?

Ashi : Bhai apko yahan reh kar Ameesh ko or galat krne se rokna hoga...or papa ka khayal rakhna hoga.

Sumedh : Par tera khayal kon rakhega phir?

Ashi : Aap

Sumedh : Me?

Ashi : Aap bhul rhe hain bhai me past me jaa rhi hoon...Past me jaa kr apke past self se milungi or unhe sab bata dungi and he will help me in my mission.

Ashish : Prr tujhe yaad hai na tu

Ashi : Han papa I remember...nhi milungi kisi or se.

Ashish : Good...now listen...sumedh ko yakeen ho jaye ki tu future se hai and all these memories....taaki sab janne ke baad vo acche se madad kr sake...uske liye we need that powder jo Ameesh ke pas hai.

Sumedh : I have that powder uncle..meine uski lab se churaya hai kuch din pehle.

Sumedh took out the box and gave it to ashi.

Sumedh : Le ashi..jaa or mil mere past self se.

Ashish : Or dhyan rakhna beta...everything has it's own destined time. Samay se pehle kuch nhi karna.

Ashi : Okk..But bhai apne kyun churaya ye powder.

Sumedh : Jhalli..taaki me past me jaa sakun. Mujhe laga tha ki ab me hi bacha hoon world Ameesh ke khilaaf..islie..

Ashi : Bhai apke liye kitne mushkil rhe honge na ye 3 saal...mere pas to papa the bure waqt me sahara banne ko...aap to bilkul akele the.

Sumedh : Tha to...pr madam abhi senti hone ka time nhi hai..chl time machine camp pr jana hai.

Ashi : But jayenge kaise? Papa ke per me bhot chot lagi hai..he can't even walk properly.

Sumedh : To hamari duniya me sirf do model wali car kab kaam me ayenge meri behena.

Ashi : WHATT? CARR

Sumedh : Dheere bol meri maa...koi sunn lega. Haan car...usi ke wajah se to mein aaj tak bacha hua hoon. Uss car me itne functions hain bapre...and the plus point is it's a battery car..to petrol ki jarurat nhi. Iski wajah se hi aaj tak vo log mera pata bhi nhi laga paye the ki me zinda hoon.

Ashi : But aaj pata lag gya hamari wajah se (she said disheartened)

Sumedh : Are pagli..tere lie to jaan bhi haazir hai....nazar me aana to ittu si baat thi.

Ashi : Love you bhai

She hugged him. Sumedh hugged him back. After that they went towards their car. Sumedh drove them to the camp. They were going inside when Ameesh's men came in front of them.

Sumedh : Inko bhi abhi aane ki chul machi thi.

Ashi : Ab aa gye to ladna to padega bhai.

LOST IN TIME  - Anth Hi Aarambh Hai (√)Where stories live. Discover now