New start

720 114 16
                                    

She went to study and knocked.......

Ani : aa jao bihari.......

She went inside......

Ani : tum.....?

Bon : aapke liye khana lekar aayi hu.......

Ani : mujhe bhuk nahi hai bondita......

Bon : khana na khana kisi baat ka hal nahi hai.......aaiye khana kha lijiye........

He sat on couch.......she serves him while he was staring at her.........

Bon : khaiye......

He nodded........

He was about to eat......

Ani : tumne khaya......

She shooked her head......

Ani : toh khao......

She nodded.......

They started eating....... both were in complete silence........

They finished their dinner........

Bondita took the plates and went to the kitchen.......

Shubra : khana khaya usne......?

Bon : ji maa......

Shubra : chalo koi toh hai jiski sunta hai......beta yeh kaam main kar lungi tum jao aaram karo.......

Bon : nahi maa main karti hu na aap kyu karengi.......

Shubra : main apne liye beti layi hu koi naukrani nahi jao aaram karo.......

Bondita gets emotional.......nobody cared about her ever at her home.........she hugged shubra.......she also smiles......

Shubra : kya hua bondita......

Bon : kuch nahi bass maa ki yaad aa gayi

Shubra : main bhi teri maa hi hu jab bhi mann udaas ho mere pass aa jaana.......

She nodded......

Shubra : ab jaa kar aaram karo.......

Bon : par yeh......

Shubra : meri madat karne ke liye bihari aur koyeli hai.......

She nodded reluctantly and went........

She entered in room and saw him sleeping on couch........

Bon : mujhe pata hai aap so nahi rahe hai uthiye mujhe aapse baat karni hai........

He opened his eyes in shock........

Ani : tumhe kaise pata......?

Bon : jab mann mein itne sawal ho aur unka jawab na mile toh kisi ko neend nahi aa sakti........

He looked down.......

She sat on couch beside him.......

Bon : patibabu baat karni hai aapse......

He nodded.......

Bon : jo kuch bhi aapne mujhse pucha aur kaha woh sab sahi tha........

He closed his eyes trying hard not to cry.......

Ani : I am sorry bondita main jaanta hu meri wajah se tum yaha phas gayi.......I am sorry main.......

She puts hand on his mouth........both got lost in each other's eyes........

Bon : bina kuch kahe meri baat sunenge toh hi main haath hataungi........

He nodded........she removed her hand........

Bon : patibabu sabse pehli baat main aapse naraz nahi hu.......aur na yeh shaadi mere liye bojh hai.......

He looked at her.........

Bon : haa patibabu jo keh rahi hu dil se keh rahi hu........main iss baat se inkaar nahi karungi ki haa shaadi meri marzi ke khilaf hui thi.........aapko pata hai bachpan se lekar aaj tak maine sabkuch baba ki marzi se kiya hai.........kapde baba ki marzi se pehne hai....... school bhi jaa payi hu toh unki shart ki wajah se..........kisse milna hai kya baat karni hai kise dost banana hai sabkuch mere liye baba ne tay kiya........ school ke liye unhone shart rakhi thi ki school khatam hone ke baad woh jaha kahenge jisse kahenge main shaadi karungi........mujhe laga iske peeche mere liye unka pyar hi hoga par main galat thi..........unhone kabhi mujhse pyar nahi kiya.......unke liye humesha se sirf ek bojh thi  aapko pata hai main na har exam mein top karti thi aur har baar woh marksheet main jab baba ko dikhati thi toh pata hai woh kya kehte the.......

She remembered her father's words.......

Arvind : toh isme itna uchal kud karne ki kya zaroorat hai......koi mahan kaam nahi kiya hai.........padhai koi kaam nhi aane wali hai jaake maa se ghar se kaise sambhalte hai sikho kuch kaam aayega sasural mein.......

Thakuma : aur nahi toh kya sarr par chadha rakha hai pata nahi kitne logo ne dekha hoga aise uchal kud karte hue accha lagta hai aise acche ghar ki beti hokar.........

Bon : kabhi ek baar bhi unhone mere sarr pe haath rakh kar mujhe aashirwad nahi diya shivaye salah ke........aapko pata hai jis din meri exam khatam hui ussi din unhone meri shaadi tay kar di jaise woh ussi din ki raah dekh rahe the........ mujhe aapse kabhi koi dikkat nahi thi........jab aapne mujhse pucha ki main yeh shaadi karna chahti hu ya nahi mujhe accha laga ki kisi ne toh meri parwah ki ya kisi ke liye toh main maayne rakhti hu........ mujhe bass thoda samay chahiye tha shaadi se pehle lekin baba ki wajah se main apse bhi nahi keh paayi.......aap hi bataiye ka apne jeevan saathi ko jaan ne ka haq nahi hai mujhe........

Ani : bilkul hai bondita tumhe batana chahiye tha na main baat karta sabse.......

Bon : sorry.......patibabu aap yakin kariye mujhe aapki koi galti nahi hai......(mind) balki galti toh meri hai abhi bhi maine aapko puri baat nahi batayi.......lekin jaldi bata dungi I promise.......

Bon : patibabu main humare rishte ko ek mauka dena chahti hu.......

He got delighted........

Ani : sach......sachme Bondita.....

She nodded.......

Ani : thankyou bondita tumhe kabhi apne faisle par pachtawa nahi hoga.......

Bon : patibabu mujhe thoda samay chahiye........main......

Ani : tumhe samjhane ki koi zarurat nahi hai bondita main samajhta hu tumhe jitna samay chahiye tum le lo koi baat nahi.......

Both smiles at each other........

Ani : bondita ek wada karo ki aaj se tumhare mann mein jo bhi hoga na tum mujhe khul kar bataogi......kyuki baato ko mann mein rakhne se uljhane sirf badhti hai........dost ban sakte hai.......aaj se nayi shuruaat karenge.......

She nodded.......

Ani : thankyou ab jaakar so jao......good night.......

Bon : patibabu aap mere saath so sakte hai.......

This was a shock for him.......

Ani : kya.....

Bon : haa itna bada bed hai do log aaram se so sakte hai nahi aana hai toh koi baat nahi.......

Ani : nahi nahi mujhe chalega........

He bites his tongue.......she smiles.......

Bon : chaliye......

He nodded.......

They slept on bed wishing good night........

Anidita : one soul in two bodies Where stories live. Discover now