They became one in all senses

784 116 31
                                    

HII GUYS.....

I KNOW YOU ALL ARE VERY UPSET WITH ME BECAUSE I AM REALLY LATE THIS TIME.......

I AM ALSO BUSY IN MY SCHEDULE......

I AM SO SORRY🙏🙏🙏🙏🙏🙏......I WILL TRY MY BEST TO UPDATE.......

KEEP LOVING.......

********************************

In evening.....they left for home.......

In car.....

ani : tapur ko kya baat karni thi.....

he looked at her who was thinking something very deeply......

ani : bondita....!!!

bon : huhh......

ani : kya hua kaha khoyi hui ho.....

bon : kahi nahi.....sorry....aap kya puh rahe the.....

ani : tapur ko kya baat karni thi.....

bon : woh....

flashback :

bon : kya hua tapur tum bohot pareshan lag rahi ho kya baat hai......

tapur : didi ghar mein meri shaadi ki baatein ho rahi hai....

bon : kya....par itni jaldi abhi kuch dino pehle ki toh tumhe 16 saal pure hue hai........

tapur : 2 din pehle raat ko thakuma ne kaha ki woh meri shaadi karwana chahti hai......

bon : kisi ne kuch kaha nahi.....

tapur : kya kahenge didi sab khush hai khaas kar maa.......sabne mere liye rishte dhudna shuru kar diya hai.......mujhe kuch samajh nahi aa raha main kya karu......mujhe abhi shaadi nahi karni didi kuch kariye na......

bon : tujhe lagta hai iss mamle mein main kuch bhi bol paungi jab main apne liye nahi bol paayi toh tere liye kaise bolu......phir bhi tu chinta mat kar main kuch karti hu.......ek baar patibabu se baat karti hu......lekin haa ghabrahat mein koi galat kadam mat uthana......

she nodded.....

Flashback end :

ani : kya......!!! tumne baat ki kisi se......

bon : thakuma se ki thi.....

ani : toh kya kaha......

bon : wahi dhaak ke teen paath........iss mamle mein woh apna mann bana chuki hai........patibabu tapur ki shaadi rokne ke liye hum kuch kar nahi sakte......

ani : bondita abhi haali mein jo law pass hua tha uss hisaab se tapur ki age shaadi karne ke liye sahi hai isiliye hum isme kanoon ki madat nahi le sakte......

bon : patibabu aise toh uski zindagi barbaad ho jayegi kyuki aap jaante hai ki har koi aaapki tarah nahi sochta.......jab tak ladkiyon ki shaadi nahi hoti kisi ko chain kyu nahi aata.......

ani : chinta mat karo shona main ek baar baba aur thakuma se baat karne ki koshish karunga......

she nodded......

they were on the way when suddenly it started raining heavily........

They were totally drenched........suddenly car stopped.......

bon : kya hua patibabu......

ani : pata nahi gaadi achanak bandh padh gayi.......

bon : kya.....

ani : main koshish karta hu......

he tried but no use......

ani : mujhe nahi lagta yeh shuru hogi abhi.......baarish mein ho jaata hai kabhi kabhi aisa.......hum bhi bheeg rahe hai ek kaam karte hai waha ek chota sa ghar jaisa hai waha chalte hai......

Anidita : one soul in two bodies Where stories live. Discover now