Episode 16 - Maturity according to situation

1K 65 85
                                    

Abh veer bhi niche aa gaya tha aur sab log baithe the hall mai decide karne ke liye ki abh aane wale teen hafto mai shadi ki preparation jald se jald aur bohot royal tarike se kaise karni hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Abh veer bhi niche aa gaya tha aur sab log baithe the hall mai decide karne ke liye ki abh aane wale teen hafto mai shadi ki preparation jald se jald aur bohot royal tarike se kaise karni hai.

Kabir: yn ji, abh meri aur yesha ki shadi ki taiyariya aapko hi karni hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Kabir: yn ji, abh meri aur yesha ki shadi ki taiyariya aapko hi karni hai

Yn: ji bilkul, koi kasar nahi reh jayengi..

Veer: aur meri toh lag jayegi..

Veer's thought: isse mai jitna egoistic aur attitude wali ladki samjhta tha utni yeh hai nahi balki usse bhi jyada hai, sorry bolna toh dur raha yeh toh mujh par hi chadh gayi, isko jara sorry kya bol diya yeh toh khudko mahan samjhne lagi. Jara si madad kya di usne bohot bada ehsaan kar diya kya jo itna itara rahi hai

Veer mumble karne hue kehta hai jo kisi ko sunai nahi jata,lekin aisa mehsus hota hai ki usne kuch bola..

Rohini: kuch bola tune veer..

Veer: nahi nahi..Maine toh kuch nahi bola..

Karuna: beta yn sari riti riwaj se honi chahiye koi bhi rasam rehni nahi chahiye

Yn: nahi dadi, sab ho jayega aur aap fikr mat kijiye, mehendi se lekar reception tak sab ready ho jayega..

Dheera: pata nahi kyu par yn tumhari baate sunkar sukun aur rahat milti hai

Kamini: haa beta, mai toh tumse pehli baar mili par aaj ki decoration aur sab kaam bohot ache se hue the,

Yn: thank you..

Yesha: kuch baat hai kya mumma, aap itni chup kyu ho..

Rohini: umm, yesha mujhe thodi si fikr ho rahi hai, kyuki bohot kuch karna honga aur teen hafte jyada vakt nahi hai. Uper se yn bhi insaan hai kitna kaam karegi bechri, uske bhi behene hai aur ghar ki jimmedariya.. aur veer bhi jyada din Tak chutti nahi le sakta, jayaan ka bhi college hai, Jai ke bhi exhibitions hai..itna sab kaise honga..

Karuna: dekha jaye toh baat to sahi hai ki yeh sab itni jaldi karna mumkin hi nahi hai..

Dheeraj: lekin hum muhrat ke sath bhi toh kuch bhi nahi kar sakte n, hum kuch n kuch toh karna hi honga..jyada designers bulau kya ??

𝐈𝐬𝐡𝐪 𝐊𝐢 𝐊𝐚𝐬𝐡𝐦𝐚𝐤𝐚𝐬𝐡Where stories live. Discover now