16. Karan's past and prelude to the camp

463 18 8
                                    

Late at night, Karan sneaked into Sanju's cabin on the pretext of meeting her. Sanju was not there so he started searching for the file which had details of Krishna's accident.

Karan: Kahan hogi woh file, jis road pe accident hua tha, woh area issi police station ke jurisdiction mein aata hai. Par file mil kyun nahi rahi. Yeh kya ? Yahan pe toh bas last 15 years ki hi files hai. Ab woh file kahan hogi jisme uss accident ke baare mei likha hua hoga? Ek kaam karta hoo, abhi yahan se jaake Sanju ke cabin mein baithta hoo. Kisi ne dekh liya toh main jail ke andar milunga. Kal pata karunga kisi aur way mein.

Karan then sat at the chair, keeping everything in place as it was. However, his desparate search was seen by two pair of eyes and a camera which recorded everything. Karan sensed it and was about to see the person when he heard a voice.

Sanju: Bhaiya. Aap yahan?

Karan: Woh...tujhe lene aaya tha . Office se nikal raha tha toh socha tujhe pick kar loo.

Sanju: Ohh accha. Par aap itna chauk kyun gaye?

Karan: Chaunka? Nahi toh. Tu kahan in sab baaton mein lag gayi. Ghar chal na.

Sanju: Arey par bike?

Karan: Arey woh shinde se kehke ghar mangwa lena. Chal tu abhi.

In the car:

Sanju: Waise kal aap bada friendly ho rahe the unn aunty ke saath. Mujhe toh kabhi compliment nahi kiya?

Karan: Kya tu bhi mann se laga ke baith gayi uss baat ko. Bas aisa laga ek connection hai unke saath. Aur tu kya bol rahi hai, uss Krish ke saath bada ghum rahi hai aajkal.

Sanju: Bas friend hai woh. Aur kuch naa hai.

Karan: Maine kab kaha ki aur kuch hai. Ab dekh le tu.

Sanju: Bhaiiiii.....

Karan: Accha baba, nahi chedunga. Par woh ek number ka chirkut laga.

Sanju: Woh hai hi Chircute.

Karan: Maine Chirkut kaha, tune Chircute. Good going.

Sanju: Ched lo ched lo. Aapki koi female friend hoti na toh mai bhi aise hi chedti.

Saying this Sanju started looking out of the window, but Karan kept quiet for the rest of the journey.

After dinner, Karan was working on his laptop. As he stayed busy the whole day in K&K , he used to look after Shergill industries at night.

Sanju: Bhai hume aapke kuch bhatero jaroori baat karno hai.

Karan(working on his laptop) Haa bolna.

Sanju: Aiso nahi. Laptop baju hataiye.

Karan: Accha ruk ja. Bas 5 min.

After 5 mins Karan wrapped up his work .

Karan: Bol ab.

Sanju: Ka dhund rahe the humaye office ma?

Karan: Kuch bhi toh na.

Sanju: Jhoot mat bolo. Video record karo hai humne aapka.

Karan: Sanju main kuch galat nahi kar raha tha.

Sanju: Woh hume pato hai. Khudse jayada bharoso karto hai hum aap par. Par dhund kya raho the?

Karan: Main nahi bata sakta.

Sanju: Mat batao. Mumma ko batana sidha. Mummmaaa.....

Karan kept his hand on Sanju's face and lifted her up. Sanju struggled in his arm but all her efforts were futile.

Barrels of Love and DreamWhere stories live. Discover now