20. To the camp

230 10 1
                                    

While they were about to depart, Vansh said,

Vansh: Woh gaadi kam pad rahi hai.

Karan: Don't worry Vansh, mere pass bike hai.

Abhi: Aur maine and Neil ne bhi bike manga li bhade pe.

Sanju: Arey mujhe bhi bullet chalani thi.

Karan: Abhi iske liye ek aur manga de. Hum tab tak wait kar lete hai. (To kairav: )Waise pata hai , main na tumhari mumma ke saath bike ride pe gaya tha. Yaar she is such an awesome rider. 55 ki age mein bhi she rides like a 18.

Shefali: Wow yaar. Naira aunty is so talented.

Kaira : Woh toh hai.

Shefali: Ek yeh hai. College mein bike sikhne ke chakkar mein isne mera hi pair tod diya tha. Tune kuch sikha ya abhi bhi waisi hi hai?

Kaira: (thoda bahut toh sikha tha bullet pe. Kuch toh yaad hoga hi. Aur scooty mangwa leti hoo. 💡 ) Kairav, mujhe bhi bike chalani hai. Mere liye bhi ek scooty manga do.

Krish: Scooty kyun? Bullet mangao. Dekhna yeh kitni smooth ride karti hai.

Kaira(in mind:yeh ladka pagal ho gaya hai kya? )

Krish: Waise bhi Kamini. Maine hi tujhe sikhaya tha, aur tune aaj tak mujhe bhi nahi baithaya. Aaj toh main ride le ke rahunga.

Kairav: Di bullet available nahi hai. Yeh scooty mili.

Kaira: Haa . Works. I am very adjusting. (In mind: arey waah. Three wheeler scooty mein balance karna aasan hoga)

Kairav: Yeh lijiye.

Kaira: (two wheeler, Kaira cummon you can do it) Chal Krish.

Hence everyone started towards the Banglore palace camp. Little did they knew that another embarrassing adventure awaits them.

Parth, Shefali, Nishtha, Anisha were travelling in one car. (Parth was driving while Shefali sat beside him. )
Akshu, Aaru, Kairav, Vansh, Vatsal were travelling in one car (Kairav was driving the car while Vansh sat beside him. Akshu Aaru sat behind them while Vatsal sat at the back)
Both car were a seven seater.

Abhimanyu and Neil were on either side of Parth's car, While Karan and Sanju's bike were on either side of Goenka's car which was behind Parth's car. Kaira's bike was  travelling at the back. The positions were as follows

          {}       {}      {}
              {}   {}   {}
                    {}

After driving for 3 mins, Kaira's bike began to stumble.

Kaira: (thinking for a while) Krish bro, right pe presurre zyada hai, toh tu please left pe pressure daal na.

Krish: (shocked) Bro, main hoo na. Main sambhal lunga. Bas jo button bata raha hoo woh daba.  Be confident bro.

Kaira: (confidently) Arey haa. Woh out of practice ke karan bhul gayi.. Tu ek baar pressure de de, phir theek ho jayega.

Krish: Thats the spirit.

After 15 mins, the bike was literally making a "S" while both our namonas were shifting from right to left.

Karan saw this in the side view mirror and hence asked Krish.

Karan: (in a concerned voice)Krish tum log theek ho?

Krish : (not letting Kaira answer) Haa haa. Hume bahut maza aa raha hai.

Sanju: (looking at them) Maza aa raha hai toh aise jhool kahe rahe ho? Kaira u ok?

Krish : (whispering to Kaira. ) Bol de na haa. Shuru shuru mein aisa hota hai.

Barrels of Love and DreamWhere stories live. Discover now