In ignorance, I perceived your essence,
Immutable, acquainted with its presence.
Habits may alter along life's track,
Yet nature remains, no turning back.Mistakenly, I believed change was within reach,
Your nature, unforgiving, assigns love as it may,After countless endeavors and sacrifice,
Abandoning ego, casting virtue's dice.
It dawned that you'd persist, unaltered,
In my sacrifices, indifference was bartered.My love and effort, unworthy it seems,
......
Bekhabar the hum teri fitrat se,
Fitrat badalti nahi, waaqif hai,
Aadat mein rang badal sakte hain,
lekin fitrat mein nahi.Ghalatfehmi thi, humne soch liya ke badlao la sakte hai,
Par teri fitrat ko hum bhool gaye the,
Teri fitrat ko gawara hi nahi, tu kissi ki mohabbat ko darja de,
Lakho tarle baad, apni anna ko chodd ke, zarf ko gira ke.Zahir hua ke tum to tum hi raho ge,
Musalsal humne apni jaan maari,
Bas teri berukhi badle mein mili.Qaabil hi nahi the humari mohabbat aur mushakat ki.