part 7

757 49 8
                                        

Karan accademy ka ander aata hai aur apna room mai chala jata hai jaha phele sa Fazi tha

Fazi karan ko dekh kar dar jata hai kyunki usa pata tha jo kaand usna kiya hai or jitna hasa aur karan ka maza liya hai ab uska hissab karan accha sa lega isliye wo karan ko dekh dar kar room sa bhagna lagta hai

Karan - kaha bhag raha hai saand

Fazi - hum kahi nahi aur hum bhanga kyu wo to hume kuch kaam hai to hum wahi karna ja rahe tha

Karan - aacha
Aur ja kar Fazi ka gala picha sa pakad leta hai

Fazi aur dar jata hai but fir karan ko pata na chala ki wo dar gaya hai isliye bolta kya kar raha ho karan

Karan - kyu tujhe nahi pata

Fazi - nahi hume kaha sa pata hoga

Karan - thik hai mai hi bata deta hoon
Jab maina tujhe bola I'd dekhna ko to tuna kya bola saand

Fazi - karan wo sorry maaf kar da bhai

Karan - maaf kardu sala teri wajha sa aaj mai jail gaya police na mujhe chor bola

Fazi - main kya kiya isma hamari kya galti thi wo to us ladki ka wajha sa hua aur aap hum pa kyu bhadak raha ho

Karan - tujhe I'd card kyu di gayi hai jab tujhe pata hi nahi ki kon si I'd ha ab yaad aaya tujhe kon si I'd ha ek kar tu wo I'd mujhe da de wapas kar da wo I'd aur kya pagalo ki tarah has raha tha us waqt sa

Fazi - sorry karan dubara nahi hoga

Karan - Fazi ko pitna lagta ta hai

Fazi - maaf kar da aur kitna marega

Fir wo Fazi ko chor deta hai

Karan - ja chor diya

Fazi - ya allah kaisa dost diya hai aapna mujhe is parhar dil admi na mujhe bohut mara
--------------------------------------------------------------

Baki next part mai ☺️
Take care

Dil Ki DastanWhere stories live. Discover now