At karan side
Karan aur Fazi market aaye tha aur Fazi samosa kha raha tha
Aur uska phone bajta hai
Fazi - ya allah! Ya ammi bhi na phone karti rathi hai or phone na uthao to bechain atma ban jati hai
Karan
Karan - ha ha mai da dunga ja tu ja yahi to kaam hai mera
Aur fir karan samosa wala ko paisa da deta
Aur tabhi karan ki nazar ek ladka par jati hai or karan usa pachan leta hai kyunki wo ladka koi aur nahi balki bala hi tha
Aur bala bhi karan ko dekh leta hai
Aur waha sa bhagta hai tabhi pecha sa aa kar karan uska samna khar ho jata or bala karan sa takra jate hai aur karan usa pakad leta hai aur uska gaal pa usa halka sa ek thappad Marta hai
Bala - maaf kardo sir ji bohut bhayankar mistake ho gayi galti sa
A..ab kabhi nahi karunga
Aur usa pakad ka la jane lagta
Bala - so.. sorry na last time ka liya
Ab...abhi ka liya chor do
Kal sa nahi karunga
Ka...ka...kaha la ja rahe ho
Kaha laker ja rahe ho sir ji
Aas pas ka sab log unha dekh rahe tha
Aur bala bohut dara hua tha kyunki jab usna karan ka purse chori kiya tha uska baad jab usne purse khola to usma usa karan ki I'd mili thi
Flashback
Bala - bohut bhagaya us aadmi na chalo dekhta hai kitna paisa tha uska purse mai jo itna bhagaya
Aur wo karan ka purse kholta hai
Bala - isma to sirf 62 rupees hai iska liya itna bhagaya hat
Aur tabhi uski nazar kuch aur chiz pa jati hai
Bala - ya kya hai
aur bahar nikal kar usa dekhna lagta hai or padta hai
Bala - spl agent karan Shergil
Kya ya to commando hai
waah ! Bala waah! Jiska naam sunkar bade bade gunda dar jate aaj tuna uska purse chura liya waah!
Flashback end
Isliye bala dara hua tha ki ab uska sath kiya hoga
Bala - kaha lakar ja rahe ho sir ji
Karan - sudharana ka moka sab ko milna chahiye isliye bas Wahi laker ja raha hoon jaha tujhe mai bohut accha sa sudharunga *smirk*
Jisa dekh bala aur jayeda dar jata hai
Bala - sir ji....sir ji issa accha police mai da do
Udhar aai din ka visiting hai mera
To...to Thor easy padega
Aur karan gadi mai baith jata hai or bala jameen pa uthak baithak karta hua jisa baitha jata hai us tarha baitha tha aur hath jora hua tha
Bala - 62 rupay ka liya baccha ki jaan loga kya
Lota dunga na sirji
Karan - kaisa lotayega
Kisi aur sa chori kar ka
Bala - maa ka pait sa koi chor paida nahi hota hai
Halat chor bana dete hai
Karan - yayi
kuch din sa dekho jisa dilok mare ja raha hai
Kaisa halat Bhai
Bala - wahi halat sirji
Bhushi maa , kuvari behen , aur apahiz baap
Karan - yayi
Ya ji tera mobile ka picture dekh raha hai na usko karda band
Aur Mari baat Dhyan sa sun
Pheli aur akhri baar bol raha hoon jhoot bolna walo sa nafrat hai mujhe
Bala - kaha lakar jaiga itni nafrat sirji
Duniya ko nafrat nahi pyar ki jarurat hai
Aur karan sa utha kar jeep ki seat pa phek deta hai
Karan - duniya ko jhoot ki nahi sach ki jarurat hai
Phek isa kyunki bala chilgum ka raha tha
Aur bala us chilgum ko karan ki jeep ka fort seat pa rakh deta hai
Aur karan usa ghoor ka dekhta hai or wo dar jata hai aur samajh jata hai ki chilgum seat pa nahi jameen pa pekhna hai
Isliye jaldi wapas chilgum ko utha jameen pa phek deta hai
Karan - Tera sach batau tujhe 2 paisa ki mehnat nahi karni hai tujhe
Sirf ayashi karni hai
Mehnat to hoti nahi hai to chori kar lo
Aur us chori ka paisa sa kya karta hai
Sarab aur sutha yahi haina teri jindagi
Bala - hasna lagta hai
Karan ek kadam aaga aakar bala ka pair par apna pair kar dabana lagta hai
Karan - joke mara maina
Ha
Bala - ah..ah..
Mujh jaiso ki majburi aap ko joke hi lagagi sir ji..ah..ah..aahh.ahh
Karan - ya santi dailog marna band kar
Aur baat bata ya sab akele karta hai ya teri ya bhudi maa,apahiz baap,kuvari behen sab ka gang hai
Bala - koi bari gang nahi hai sirji
Sirf sapna bare tha mera
Udhar jhinuna mai bus addha tak jao to gaav khatam ho jata tha
Merako life ko jhand nahi jhinga lala banana tha isliye jhinuna sa bade saher aaya lekin idhar Aakar sab chaopat
Ek ck choti si kholi aur bhaji mai ganda sa nala
Koi big brother to tha nahi jo bataye kya right hai aur kya wrong
Lekin koi option bhi to nahi tha merako jo samjh mai aaya maina kiya
To ban gaya chalu purja
Aur ha karta hoon mai chori aap ko mera ko jail mai dalna haina to daldo
Kam sa kam 2 time ka khana to milaga free mai
Karan phecha mur kar bala ka pass jana lagta hai aur bala dar kar picha bhagna aur dar kar seat pa gir jata hai kyunki ab rasta nahi tha
Karan - sun tujhe life mai option chaiya tha na da raha hoon
Chal mera sath Parakram SAF mai
Aur bala ya sun kar jameen pa baith ka apna sar pakad ka rona lagta hai
Karan - tujhe ek ghari da raha hoon
Yaad rakhana Ager tu jara sa bhi hila to mujhe pata chal jayega
Ager tuna ghari utarna ki koshish ki to bhi mujhe pata chal jayega
Baki tu to samajhdar hai hi
Bala - ha mai sar hilata hua kyunki dar ka mare uski awaz hi nahi nikal rahi thi aur samajh bhi nahi aa raha tha ki kya bola
Aur fir warning datadata karan na usa ghari phena hi di thi
Aur fir karan usa apna sath ustad ji ka pass la jata hai jaha par wo recruit sa milna wala tha
--------------------------------------------------------------
Baki next part mai ☺️
Suggestions please ☺️
Word count 1023
YOU ARE READING
Dil Ki Dastan
FanficKya Moran ki arrange marriage la payegi inko Dil sa ek dusre ka kareeb ya rahenga ek dusra sa bankar ajnabee
