Batra sir - lekin Shergill ya andar aa ka gayi thi
Karan - sit baat ya thi ki academy ka andar hona hai Jo Bahar hoga usa andar nahi liya jayega to ya time khatam hone ka baad andar nahi thi
Monami - but us wakt situation aisi thi
Karan - but rules are rules
Batra sir - baat dono ki sahi hai
Monami aap ka koi reson hai ki aap ko training kyu di jaye
Monami - sir ager mujhe training di jaye to Mai sab kuch kar sakti hoon is baat ki parents mai da sakti hoon qur mai prove kar sakti hoon mujhe bas 2 minute chaiya aur 2 min tak Karan sir ko meri sawal ka jawab dena hoga
Batra sir - diya aap ko 2 min
Karan - sir (muh banata hua)
Batra sir - thora corporate karo Shergill
Karan - ok sir
Bolo ( monami ki taraf dekhta hua)
Monami - human body mai kitni bones hoti hai
(Yaha sa jitni bate hogi bel bajate hua hogi)
Karan - 207
Monami- wrong
206
Karan - wrong ek funny bone bhi hoti hai
Monami - wrong
wo bone nahi nerve hota hai ulner nerve
Karan Batra sir ko taraf sa nazra churata hua
Monami - tumhre Kitna packs hai
Karan - aap flirt kar rahi hai
Monami - ab sorry
Aapna soch bhi kaisa liya mai aap sa flirt karungi duniya mai handsome ladke khatam ho gaye hai kya jo aap ka sath
Karan - aap ka liya accha hai ki aap flirt nahi kar rahi aur waisa bhi aap ager karti bhi to koi fayeda nahi tha
To rahena da
Aapka sawal ka jawab abhi 4 hai working for six
Monami - wrong
Sab ka pass 6 packs hota hai
Monami - unka naam
Fazi sab kuch darwaza pa kaan laga ka sun raha hai
Fazi - hume to Bara maza aa raha hai isna to janab ki bolti hi band karwa di
Ya sach mai monami nahi tunami hai
Karan - six pack
Monami - wrong
Rectus abdominis
Batra sir - ( in mind ) aaj to Shergill ki lagi hai sath mai hum army walo ki bhi laga dali isna ek ka jawab sahi nahi diya ab tak Shergill na waisa sahi to mujhe bhi nahi pata tha kisi ka agli baar sa sab ko bolunga ya Sav sawal yaad kar ka rakha Taku bezatti na ho hum army walo ki
Monami - unka kaam
Monami - wrong
Unka kaam hota hai spine ko flexible rakhna
Karan - maina kuch kaha hi nahi
Monami - ager tum bolta fir bhi galat hi hota kyuki jab tumha naam hi nahi pata to kaam kaha sa pata hoga
Karan - to jab pata hai ki galat hi bolunga to ouch kyu rahi ho yahi aapni sari padhi revice karni hai kya ya mai pagal dikh raha tumhe
Monami - uska jawab msi baad mai dungi ki mai kyu puch rahi abhi tum Mera sawalo ka jawab do
Aisa kon sa muscle hai Jo kabhi thakta nahi
Karan - heart
Monami - okay
Batra sir ( in mind ) chalo kisi ka jawab to Shergill ko pata tha ek jawab to sahi diya
Fazi - janab ki izzat bach gayi thori ek sahi jawab diya isliya
Monami - ager kosi ko heart attack aa raha ho to uski body ko kon si potion mai rakhna chaiya
Karan - ya to sab hi janta hai
Banda ko sidha laita diya jaye
Monami - wrong
Sitting potion sir
One last question
Jo heart wala sahi answer tumne diya tha wo tumhe aata tha ya tumna tukka mara tha
Karan - tukka
Batra sir - ( in mind) ya bolna jaruri tha kya jo thori izzat bachi ek sahi jawab sa wo bhi gayi
Fazi - lo janab apni ek izzat bhi gawa si waisa maza Bara aaaya
Monapmi - my point proved sir
Karan - kya proved
Sir mai koi doctor thori na hoon jo ya sare sawalo ka jawab mujhe aata hoga
Monami - exactly
That's my point sir
Special agent Karan Shergill na 5 saal Commando ki training li hai isliya unhe haddiya torna aacha sa aata hai
Mai ek doctor hoon mai 5 saal medical ki padhai karka ek trained doctor bani hoon isliya mujhe unhi haddiyon ko Jorna accha sa aata hai
Isliya inks pass Commando ki uniform hai aur Mera pass doctor ki sir
Sir my whole point is
Ki training sa phele kisi ko judge karna unsa ho payega nahi ho payega ki wo kar payenga nahi kar payenga wo useless hai etc etc
Ya sab galat hai sir
Ager mujhe training di jaye to Mai sab kuch kar sakti hoon sir
Batra sir - agreed
I agree
Koi bhi insan maa ka pait sa
Karan - I known sir koi bhi insan maa ka pait sa civilition hi paida hota hai
Soldier wo training ka baad banat hai
------------------------------------------------------------
Baki next part mai 😊😊
sorry for late update but mai 12th mai hoon to Mera board aana wale hai boards khatam hone ka baad regular update duni
Suggestions please Taki mai koi new track lau
Bye bye
Take care
😊😊
YOU ARE READING
Dil Ki Dastan
FanfictionKya Moran ki arrange marriage la payegi inko Dil sa ek dusre ka kareeb ya rahenga ek dusra sa bankar ajnabee
