So sorry for late update but mujhe kuch samajh hi nahi aa raha tha ki kya likhu and thank you nishu yadav 3 mujhe batana ka liya ki meri galti kaha hai aur mai try kar rahi hoon usa thik karna ka liya but ho sakta hai ki 1-2 part aur aisa aayega but uska baad nahi
--------------------------------------------------------------Karan - *monami ka hath upar karta hua* 3 bate
1 *monami ka ek ungali nikalta hua * swimming aati iska matlab ya nahi ki bina socha samjha kud jao
Nicha garam tel hai ya pani ya janana jaruri hai phele warna tairna phele hi tal jaoga2 baat *monami ka dusri ungali nikalta hua* aapki chalaki aur smartness sayad accademy ka bahar aap ka kam aati ho lekin aap khud ko chalak aur smart samajh rahe hai to ya accademy mai aap ki sabsa badi bewakoofi hai
Monami ka picha jakar hey you aur bechari monami aur dar gayi
On the doubleUstad ji - on the double ka matlab shortcut mai aaga aa
Aur ek recruit karan ka samna aa kar khara ho jata hai
Karan - attack
Ustad ji - attack bol rahe hai to attack Ager tum nahi karaga to sir ji tujhpa kar denga wo jayeda bhari padega tujhpa
Boy - karan pa attack karta aur karan uska haath ek hath sa pakad ka usa jameen pa gira deta hai taki monami ko pata chala ki Ager wo chata to usi waqt uski sari haadi tod deta but usna aisa nahi kiya
Aur monami ya dekh kar samajh jati hai aur jayeda dar bhi jati hai
Karan - 3 baat aur monami ki taraf dekhta hai jo is baar dar ka mare apni ungli jaldi sa nikal chuki thi
Aur ya dekh kar karan samajh jata hai ki Monami dar gayi hai
Karan - accademy yaha sa 20 min ki duri pa hai
Lekin aap log is raste sa jayenga
Chota sa track hai
3 ghanta ka aap logo ko accademy pahuchna mai 3 ghanta lagega
Khuli hawa mai sans lena ka akhari moka hai
Ustad ji timeUstad ji - 1400 hours
Karan - aap sab ko 1700 hours tak accademy pahuchna hai
Ustad ji - 1700 hour matlab sham ka 5 baje tak
Girl - sir excuse me Ager late ho gaye to
Karan - itni dur aaye hai ek raat jungle jangali janwar ka sath mai maza kijiyga aur kal subha wapas
Sab dar jate hai
Karan - ready
Koel - sir ek minute mai mera bag laker aati hoon aur wo daur ka chali jati hai
Aur fir wo apna bag lakar aati hai
Karan - aur kuch
Cadets - no sir
Ready sirKaran - *monami ka rumal girata hua* go
Sanju - chalo sare
Aur sab sanju ka sath chala jate hai
Monami - so sorry sir
Karan - jao warna late ho jayogi
Monami apna rumal uthakar chali jati hai
--------------------------------------------------------------
Baki next part mai ☺️
![](https://img.wattpad.com/cover/358233976-288-k710691.jpg)
YOU ARE READING
Dil Ki Dastan
FanficKya Moran ki arrange marriage la payegi inko Dil sa ek dusre ka kareeb ya rahenga ek dusra sa bankar ajnabee