Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Barkha param Shergill
Param Shergill ki wife apna pati ko bohut Miss karti hai but kisi ko batati nahi Sab dhayan rakhti hai Karan ko apna beta manti hai Aur karan ki shadi karna chati hai inki ek beti hai somya
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Somya param Shergill
Param aur barkha ki beti Dekhna mai to bacchi hai par baat bado ki tarha karti hai Ghar mai sabki ladki Inka chachu ko jaan bast hai inma Bohut masti karti hai but samjhdar bhi hai Aur sab isa pyar sa baby bulata hai
Nick name - Baby --------------------------------------------------------------
Boy - bhabhi aap janti hai mujhe shaadi nahi karni
Bhabhi - ab tumha shadi kar leni chahiye maa papa ki aakhri icha thi maina tuha kabhi bhi jor nahi dala but mera khayal sa ab tumha shadi kar leni chahiye papa ka dost ki beti sa
Boy - Nahi bhabhi mujhe nahi karni shadi main nahi chata kisi ki jindgi meri wajah se barbad ho
Bhabhi - Nahi karan aisa nahi hai
Karan - Ager mujhe kabhi kuch ho gaya to jis ladki sa shadi karunga uska kya hoga aap to janti hai mai ek commando hoon aur meri life ka koi bharosa nahi aur maina dekha hai aap ko bhaiya ki yaad mai rota hua tutta hua
Bhabhi - Nahi karan aisa nahi hai aur tum aisa kyu soch raha ho tum ek commando ho aur param bhi ek commando tha aur mujhe is baat par garv hai ki mai special agent Param Shergill ki wife hoon jo desh ki raksha karta hua Shahid houa Aur kya commando ki koi life nahi hoti commando shadi nahi karta hai kya Ab aur koi baat nahi hogi is baat par hum kal papa ka dost ka ghar ja raha hai papa na tumhari shadi tya kar di thi kuch saal pehle Karan tum mujhe bhabhi manta ho to please shadi kar lo
Karan - Thik hai bhabhi mai ya shadi karunga aap ko jo thik laga
Karan ko kisi ka phone aata hai Bhabhi mai chahta hoon Aur wo ghar sa chala jata hai
On call
Karan - jai hind sir
Sir - karan ek new mission hai
Karan - kya mission hai sir
Sir - Karan uska liya tumha Deolali aana hoga Aur apni team ko bhi bol do
Karan - thik hai sir
Sir - kal milta hai 1100 hours par parakram SAF
Karan - copy that sir Jai Hind sir
Call end
Karan - chalo sanju aur Fazi ko bhi call kar kar bata deta hoon taki wo bhi time pa aa jaye
Karan Fazi ko video call karta hai aur Fazi utha leta hai
On video call
Fazi - janab aaj aap ko humari yaad kaisa aa gayi
Karan - mujhe teri yaad nahi aayi batra sir ko teri yaad aai hai
Fazi - Batra sir ko *confusion mai*
Karan - ha new mission hai isliye unhona kal hume deolali bulaya hai to ready rahena
Fazi - ok
Next day
Bhabhi - Good morning karan
Karan - Good morning bhabhi Bhabhi baby kaha hai
Bhabhi - wo school gayi hai
Karan - ok
Bhabhi wo mai aaj Deolali ja raha hoon batra sir ka call aaya tha mission ka liya to mai Deolali ja raha hoon
Bhabhi - karan tum Deolali kaisa ja sakta ho aaj hame Papa ka dost ka ghar jana hai shadi ki date fix karna aur tumna to ladki ko dekha bhi nahi hai
Karan - Bhabhi papa ko pasand thi aapna dekhi hai aur aap ko bhi pasand hai to mujhe koi problem nahi hai aap hi date fix kardo shadi ki mai aa jayunga aur please shadi simple hi rakhna
Bhabhi - karan par shadi tumha karni hai tumha uska sath puri jindgi bitani hai tum jab tak ek dusre miloga nahi baat nahi karo to ek dusre ko janoga kaisa
Karan - bhabhi aap ka khana par mai shadi ka liya maan gaya please ab aur nahi mujhe batra sir na bulaya hai mai ja raha hoon Kuch din mai aa jaunga
Aur wo bhabhi ka aashirwad lakar chala jata hai
Evening 5 pm
At Mahajan house
Ramu kaka kon hai
Ramu kaka servent ka naam hai aur budha hai isliye sab unha Ramu kaka bulata hai
Ramu kaka - Betiya barkha betiya aayi hai
Fir Monami nicha aati hai aur barkha ka peer chu kar ashirwad lati hai
Bhabhi - kush raho
Monami - bhabhi aap achanak sab thik to hai na
Bhabhi - Ha Monami sab thik hai bas tumha to pata hai Mahajan uncle aur papa na tumhari aur karan ki shadi fix ki thi to wahi mai soch rahi thi ki ab tum dono ko shadhi kar lani chahiye Monami tumha koi pasand hai to tum bata sakti ho Ager Tum kisi or sa pyar karti ho to huma koi problem nahi hai
Monami - nahi bhabhi aisi koi baat nahi hai mai kisi sa pyar nahi karti aur mujhe koi problem nahi hai shadi karna ma kyunki ya papa aur uncle ki last wish thi
Bhabhi - ya tum kisi pressure mai to nahi bol rahi ho na
Monami - nahi bhabhi
Bhabhi - thik hai to hum shadi ka date fix kar lata hai
Monami - jaisa aap ko thik laga bhabhi mujhe koi problem nahi hai but please shadi simple kar sakta hai ager aap logo ko koi problem na ho to
Bhabhi - nahi monami huma koi problem nahi hai To thik hai mai pandit ji sa baat kar kar shadi ki date fix kar deti hoon
Monami - thik hai bhabhi
Bhabhi - to ab mujhe chalna chahiye baby bhi tusion sa wapas aa gayi hogi
Monami bhabhi ka pair chu kar ashirwad lati hai or bye bolti hai