part 8

722 49 22
                                        

Late update ka liya I'm so sorry but kuch samajh hi nahi aa raha tha ki kya likhu
--------------------------------------------------------------

Karan aur monami sab apna kaam mai busy ho jate hai

At wedding day

(Note - ab tak karan aur monami na ek dusra ko nahi dekha hai)

Barkha idher udher sare kaam kar rahi thi
Tabhi pandit ji bhi aa jate hai

Barkha - aayea pandit ji bethiya

Pandit beth jate hai
Fir barkha pandit ko betha ti hai pani wani pilati hai

Pandit - beta muhrat ka time hona wala hai dulha Dulhan Ko dekh lo aur la aao

Barkha - ji pandit ji abhi aayi
Aur fir wo chali jati hai

At karan side

Karan apna room mai dulha ki tarah taiyar hokar betha tha aur bohut nervous tha usa apna bhai ki bohut yaad aa rahi thi

At monami side

Monami apna room mai dulhan ki tarha taiyar hokar bethi thi aur uska hal bhi karan ka hal ki tarha hi tha aur wo apni mummy aur papa dono ko bohut Miss kar rahi thi aur uska ankho mai ansu tha

Monami - mumma papa Ager aaj aap yaha hoti to sayad halat alag hota
I miss you mumma papa ❤️
Aur ro rahi thi

Thora der baad barkha aati hai

Barkha - monami bohut khubsurat lag rahi ho kisi Nazar Na laga
Aur fir uski maza monami ki ansu pa jati hai
Barkha - monami kya hua ro kyu rahi ho

Monami - apna ansu jaldi sa poch lati hai
Nahi bhabhi kuch nahi wo bas ankh mai kuch chala gaya tha

Barkha - monami jhooth mat bolo kya hua mummy papa ki yaad aa rahi hai

Monami - nodded

Barkha - koi baat nahi wo jaha bhi honga aaj bohut khush honga akhir aaj unki beti shadi jo hai
Chalo ansu pocho aur tayar ho jao mecha chalna hai pandit ji bula raha hai
Main aati hoon

Fir barkha karan ka pass jati hai

Bakha karan taiyar ho gaye

Barka - bohut handsome lag rahe ho karan kisi ki nazar na lage
Chalo nicha chalna hai pandit ji bula rahe hai

Fir barkha karan ko shera bandh deti hai jiska wajha sa karan ka chera nahi dikh raha hota hai

Aur fir barkha karan ko nicha la kar jati hai

Pandit - vadhu ko bulaya

Barkha - ji mai abhi la kar aao

Aur fir barkha chali jati hai

Barkha - monami chalo aur fir wo log jane lagta hai
Beach rasta mai

Barkha - monami ruko

Monami - ji bhabhi boliya

Aur fir barkha monami ko uska kaan ka pecha kala tika lagati hai

Barkha - kisi ki nazar na lage aur fir monami ka chera ghunghat sa dhak deti hai jiska wajha sa monami ka chera nahi dikh raha hota

Aur fir wo log necha chala jate hai

Aur monami karan ka bagal mai beath jati hai

Pandit ji - phele var vadhu ko var mala pehnaya
Fir vadhu bar ko

Fir karan monami ko varmala pehnata hai aur fir monami karan ko

Pandit ji - ab var vadhu ki ki maang mai sindur lagaya

Karan monami ki mang mai sindur bharta hai

Pandit ji - ab mangalsutra phenaya

Karan monami ko mangalsutra phenata hai

Pandit ji - ab phero ka liya khara ho jaye
Phele ka char phera mai var vadhu sa aaga hoga fir teen phero mai vadhu var ka aaga rahegi

Karan aur monami phera pura karte hai aur fir vachan late hai
Phele ka char phera mai karan monami sa age ratha aur monami karan ka picha fir teen phero mai monami karan ka aaga hoti hai aur karan monami ka picha

Pandit ji - shadi sampan hui
--------------------------------------------------------------

( Mujhe sadi ka bare mai kuch nahi pata hai so please Ager kuch galat ho to please adjust kar lijiye aur Ager mera shadi ka bare mai galat likhna sa kisi ko bura laga ho to I'm so sorry mera wo matlab nahi tha but mujhe shadi ka bare mai kuch nahi pata to mujhe jisa samajh aaya maina likh diya )

Baki next part mai ☺️

Please suggest do

Dil Ki DastanWhere stories live. Discover now