Sorry for late update but meri tabiyat kharab thi aur mai mentally disturbed thi to kuch samajh aaya nahi aaya or study ka wajha sa time bhi nahi mil raha tha once again I'm so sorry kaan pakad ka sorry 🥺🥺
--------------------------------------------------------------Karan - kya galat hai isma
Maine phele hi bola tha time sa phele sabko accademy ka andar pahuchna tha aur jo nahi aaya wo ghar jayega aur tum nahi pahuchi to tum Ghar jayogiMonami- isma ya Galat hai ki mai pahuch kar Bahar gayi aisa nahi ki mai paahuchi nahi thi to Mai Bandar aa sakti hoon kyuki tumna ya nahi kaha tha ki koi academy sa Bahar Jane ka baad andar nahi aa sakta
Upar sa Batra sirin dono ko dekh rahe tha but unha kuch Samaja nahi aaya kyuki undone puri baat nahi Sunil thi isliya wo jab ya sab dekhta hai to wo apna ek commando ko bhej Karan aur Monami dono ko apna cabin mai Bulaga hai
Commando- sir aap ko aur inko (Monami ki taraf ishara karta hua) dono ko Batra sir na apna cabin mai bulqya hai
Karan - thik hai Ata hai hum
Commando left
Karan - (in mind)Batra sir na kyu Bula hoga mujhe aur isa
Chalo chal ka dekhta hai
Aur wo Batra sir ka cabin ki yaraf Jane lagta haiDono Batra sir ka cabin ka door pa share hota hai aur ek sath knock karte hai
Aur ek dusre ko ghoor kadekhna lagte hai ki Batra sir ki awaz aati haiBatra sir - coming
----‐-------------------------------------------------------------------
Itna chota part ka liya sorry but mujhe jaisa hi time milaga mai turant update dungi
Baki next part mai

YOU ARE READING
Dil Ki Dastan
FanfictionKya Moran ki arrange marriage la payegi inko Dil sa ek dusre ka kareeb ya rahenga ek dusra sa bankar ajnabee